school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Actually scholl student ko forex business nehni karna chahie.Kiun ki forex trading ke lie mentaly bhi prepair hona chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
      mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai
      Meray khiyal ma ye 9th ya 10th k student k liye nahi ha. ye business ha. is ma educated person ko hi jana chahiye. warna bacho ko is ko learn kerne k bajaye is ma laluch ziada dekhaye degi. Albuta college ya university level per is ko commerce k kisi subject k shobay ma shamil kia jasakta ha.
      • #678 Collapse

        Forex trading aik bahot hi achi site ha jo hum ko hamara kam karna ka paisa datia ha ya hum ko kam karna ka paisa bahot zayada dati ha
        • #679 Collapse

          idea bura nai magar mera nai khayal keh itni choti umar main students ko forex trade shoroo karwa deya jaye, un par pehlay hi education ka bohat load hota hay, ha graduation kay bad ya inter kay bad hi kuch munasib rahay ga,inter kay students kay liye behat rahay ga, aur wo earn kar sakain gay
          • #680 Collapse

            bhai jan schools me agar forex aa jaye ya parhai jane lag jaye to me to kehta hon ke is se best baat or kia ho sakti hai schools me forex ka hona best hai or mere khayal se to forex ke business ko pore mulk me aam he kar dena chahiye .
            • #681 Collapse

              g han bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn g han bhai jan agr hum 9th se start krty han unvrsti tak to huamry pas is ka bhet he acha expernce ho jya ga
              • #682 Collapse

                bhai hosakta ha ke forex ke institute hon lekin hamere pass koi asa institute nahi ha jahan par forex ko learn karna sekhya jata ho is leye mein is bare mein kuch nahi keh sakta ke
                • #683 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                  mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai











                  very interesting thread ma samjta ho k ap ny kafi achi or samjdar baat boli hai k trading kbhara ma education start karni chaheya school level ma es tarh study easily earn kar ly gye yahan sy.
                  • #684 Collapse

                    Forex trading aik business he jo humin bari kamyabi deita he es k elawa hum jab bhi lag kar trading karte hin to humin pata chal jata he k learning se hi hum es business min bari kamyabi le sakte hin aur agar hum lag kar aur school age se hi trading nahi karte hin to hum kamyab nahi ho sakte hin.
                    • #685 Collapse

                      i think student ko avoid he krni chahye working kew k jub wo earning k chakro mai par jatai hai to study theak tara sai ni kar patai or phir isi ko time dai gai or next kuch krnai ki ni sochai gai is lye pehlai study krai or phir forex ki working ko krai or agar shro mai he forex ki working krwa di to sub trader he bnai gai koi .
                      • #686 Collapse

                        9th class ke baje 5th class say start kare tu best hay as say student forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur apna karcha pane bhi bhi khood kare ga.....jab colleges or universities mein jaen ge to expenses bhi barh jaen ge is liye forex practical life mein students ko financially koi problem nahin ho ge
                        • #687 Collapse

                          o bhai forex trading kyunke seekheinge aur kyunke teacher seekhaynge kya hua bhai wo study har alag alag hoti ahin phir ap apna dimaagh forex trading mein laga sakte ho is taraha samjhe
                          • #688 Collapse

                            Dear Friends and brothers salaam, to all,.,.,.,.,.,.,.,.,.,. yes dear agr school colleges main agr forex ka 1 period strt ho jyen yeh toh boht achi baat hai is tara student apni study kay tamam expenses khud otha lain gy.,.,.,
                            • #689 Collapse

                              forex ka business schools me ho agar to is se achi koi baat ho he nhi sakti hai kiun ke forex ke business ko ham schools me bhi easily kar sakty hain or is business se jitna chahen kama sakte hain bas is me thek se mehnat karte rehni chahiye ham ko .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Agar students forex ko ager school level paer hi start krwa diya jae to log is k bare me bht si skills hasil kar len ge n un ka experience b bhre ga or wo bhter tor per trading kar saken gen and good profit b hasil kar len ge aur apni family ko bhi support kar sakain gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X