Why Do Many Forex Traders Lose Money?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why Do Many Forex Traders Lose Money?
    The average forex trader loses money, which is in itself a very discouraging fact. But why? Put simply, human psychology makes trading difficult.
    Jub aap khud kisi kaam ko mushkal smjen ge tw wo kaam aap phr nhi kr skty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: golemy پيغام ديکھيے
    The average forex trader loses money, which is in itself a very discouraging fact. But why? Put simply, human psychology makes trading difficult.
    Jub aap khud kisi kaam ko mushkal smjen ge tw wo kaam aap phr nhi kr skty.
    Aisa is liye hota hai q k jab new traders fkrex main atay hain to wo kam ko seekhnh k bjay direct paisay banany ki sichtt hain jis ki wja sy hnko loss hota hau
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      kyon k aksar traders trading k time emostional ko use karte hain aur greed k sath trading karte hain is wjah se zyada tar unko loss hota hae agar tarders apny emotional ko control kar k trading karen aur apne greed ko b to mere khyal se har tarde par wo profit earn kar sakte hain aur greed ko use karne wala traders kabe b kameyab nhe ho sakta forex men hamesha nakame ka samna karna prega usko
      • #4 Collapse

        Dear frnd forex mai loss ki bhari waja ye b hai k new member es kam ko sekhne k behjaye foren es kam mai lg jatu hai k kis tarha profit bnaya jaye es chakar mai wo learn karna bhol jaty hai or olti seedhi lot lgana shoru kar dety hai jis mai uny bhot loss hota hai or kabi kabi to account he wash ho jara hai.
        • #5 Collapse

          dear jaha tak baat hai loss ki to ais mai ye hai k agar hum ais mai money moangment ka khyal rakhty hai to ais mai agar hum se loss hota bhi hai to ais mai atna loss ni hota aor agar hum ais mai sl lagaty hai to kabi humra account wash ni hota ais liay ye kuch baty hai jin ka hum ko khyal rakhna chaye.
          • #6 Collapse

            Forex trading Mein log is wajah se Los kar rahi hai unko Forex trading karna hai nahi aata Aur Woh Yahan Par thoda sa experience ke saath kaam karna start kar Deti Hai Jiski wajah se unko fat loss ho jata hai aur Phir Wo Forex trading Mein Ek loser Ban Jaate Hain aur Forex trading co Chod Dete
             
            • #7 Collapse

              G sir apne bilkul sahi kaha hy kun k duniya ka koi bhe kaam mushkil nhe hota usy mushkil hum khud bannaty han agr hum koi kam shuru krne se pehle us k bare me sochen or planning kr len to phr mera nhe khayal k wo kam mushkil hoga
              • #8 Collapse

                Trading bohat mushkil kaam b hy aur bohat hi asaan b. Mushkil un k leay hy jo theek se jante nahi aur tradi g start kr dete hn jin ko proper knowledge hoya hy wo bohat easy lete hn trading ko aur simple c baat hy jb relux reh kr kaam kia jae to profit hi hota hy agr tension le kr hurry factor k sath trading kren to loss k chances increase ho jate hn.
                • #9 Collapse

                  Dear jahan tak mera andaza ha k kafi traders loss kyun karty hain tu trading mein emotions p control rakhna chahye aur lalach nahi karna chahye aur money management ka khayal rakhna chahye age planing k sath account nahi chalayn gy tu loss hoga
                  • #10 Collapse

                    It is because most of the trader do blind trading without knowing the exact levels of entry and exit. They just trade on the basis of their own speculations which do not work and with the result they lose their precious money.
                    • #11 Collapse

                      Sone ki jo main reason hai woh Yeh Hai Ke Log Yahan Par Forex trading co ironing machine Samajh Kar kaam karna start karte hai yeh bahut galat baat Forex not Turning machine for X is a business Yahan Par Woh Apna Paisa Vasool kar sakte hain Yahan Par Jyada mehanat ke saath kaam karte hain aur Forex main aap ko kam karne ke liye bahut practice Ki Zaroorat Hai tab Aap Yahan Par apni earning complete kar sakte hain
                       
                      • #12 Collapse

                        Bhai zayadantar firex trader iss lye loss mein jatay hain kyun kay woh iss business mein lalach dil mein mein rakh kar atay hain aur unn ka khawab raat hi raat mein ameer banana hai aur woh khuch seekhay baghair trading start kar detay hain
                        • #13 Collapse

                          Forex trading experience kay sath smjh ati hai log kaldnazi krty hain aor experience nhi hita trading start kr dety hain forex forum ma aik two month kam krna chye aor sath demo account join krna chye ta ky apko loss na ho.
                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            many of forex trader loss money due the lack of knowledge and poor strategy and some times they become emotional and not able to do control on the emotions and some times greed also reason of loss.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hello friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k Why Do Many Forex Traders Lose Money?se kaya murad ha please mujhe koi senior member is ke baare mein Bataye ga jaldi say

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X