forex trading sy kia zeyda nuqsan hota hai ya manafa b
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    according to my experience brother i think that, ager ap ke pass trading ke bare main proper knowledge or experience ha tu ap is main ziyda profit hi gain karen gy ager nhi tu ap is main apna sara capital loss ker len gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      app pe depend karta hai ager app without proper knowledge trading karenge to app ko nuksaan hoga forex trading business main kamiyaab honay kay liye humain complete knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai tab he app profit earn kar saktay ho.
      • #18 Collapse

        g bhai... mujy jitna time forex trading ko join karty hua hai tw mujhy is se bhot faida hua hai meri skills mai increasement hui hai .. bhot achi knowledge b mili hai or jha tak rae nuqsan ki baat tw allha ka shukar hai kbi nuqsan nae hua hai.
        • #19 Collapse

          wrong time trade it give you loss . but you should learn in every case . if you start without learning it give you loss.ap par depend karta hai k ap kis kisam ki trade lagaty ho kyu k trade lagaty wakt market trend ki position ka pata hona chaye.
          • #20 Collapse

            forex trading ma aap ko ziada tar loss is lia hta ha keo ka is ma bht sa asa log hn jin ko trading ka bara ma kuch nhi pta ha lk wo phir bhi is ma tarding kar rha hn jis sa un ko loss ziada hta ha or profit kaa hta ha .. lkn agar aap k pass trading ka bara ma acha ilam or practice ha or aap market trends ko dekhta hu atrading karta ha to aap ko profit ho ga loss or profit to aap ka fslo pa depend karta ha .
            • #21 Collapse

              may dear forex tarading s ap bohat zada profit b hasil kar saktyhein aur gar ap is mein kli ghalti karty hein to ap ko is mein nuksan b bohat zada ho sakta hei laikin agr ap is ko mehnat s karty hein to ap ko is s faida b bohat zada ho sakta hei .
              • #22 Collapse

                bhai mjhy is bary me to itna nahi knowledg nahi ha q ky me abhi is forex treading ky business me bilkul new hon mjhy 1st month he howa ha join kiy howy
                • #23 Collapse

                  forex trading business hay as me hum zida profit earn kar sakte hay forex online business hay jis ka link internet aur bank k sath hay ap bank say loan lekr bhi forex applay kar sakte hay ya forex forum p money ko earn kar kbhi forex trade kar sakte hay
                  • #24 Collapse

                    Brother yeh to aapki learning or experience and pratcie pe depend kerta hy because jitni achi aap ne learning and practice ki hui hogi aapko utna hi acha profit hoga .. ager aap ne learning theek nahi ki hui to aapko loss ziada hoga..
                    Dont Spam The Forum.. ..

                    :(I hate Spammers..:(

                    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                    • #25 Collapse

                      Dear ye depend karta ha ke appne jo trade open ki ha ke wo tamam tar zaroori point ko made nazar rakhte hoay ki ha ke nahi. Agar apne tamam points ko samne rakhte hoa trade open ki ha to apko loss nahi hoga warna apko loss ka samna bhi karna padta ha. Issilye forex business me apko loss bhi hota ha or profit bhi.
                      • #26 Collapse

                        dear busines me profit or loss to fifty fifty hoti hai chahe forex ho ya koi or is me hum khud profit banate hai is ko learn kar ke or trading ki paractice kar ke trading kare ge to hum is me ziyada profit earn kar sake ge lekin loss se ziyada is me profit hai
                        • #27 Collapse

                          ye buisiness ka usool hai ke nafaa aur nuqsaan sath sath chaley rehtey hen aap kabhi bhi ye nahi keh saktey ke yahas sirf loss hota hai ya yahan sirf profit hota hai. ye donon buisiness ka hissa hain aur ek saath chaltey hen.
                          • #28 Collapse

                            ji janab forex to boht acha business hai yeh ap ko kabhi bhi nuksaan nahi pohncha sakta aur nuksaan aur profit to hamari apni hardworking per hai ager hum knowledge aur experience ki base per kaam kerte hain to hamara hi profit hoga
                            • #29 Collapse

                              ji haa ho sakta hai agar aadmi sahi se forex ko na sikhe aur demo me bagair practise kiye forex me live trading kare aur jada ki lalach me trade kare to account loss hone ke jada chance hote hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear forex trading main dono hi cheezen hoti hain profit bhi or loss bhi lekin depend krta hai apki trading strategy par k ap kesay trade krte hain or kia ap waqai money management or risk management ko follow krte hain wagera wagera.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X