is forex hallal???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    han g bilkul forex aik halaal business hy q ke wo business jis me profit and loss dono hoty hen wo halal hota hy is tarha jab hum just fix profit hasil ker rahy hoty hen to wo hamary liye sood me shamil hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Is bare main to sabki apni apni opinion hogi, par mere kahayal sy to Forex bilkul halal hy, kyu k ismain ap apni mehnat sy business kar k money earn karte hain, or jis bhi kaam main mehnat ho wo kaam kabhi haram nhi hota.
       
      • #303 Collapse

        well brother this is a good question from you and in my opinion this is Halal but i don;t know wheteher it is halal or not because i have not so much knowledge about it and about islam.i hope that it would be halal.
        • #304 Collapse

          Dear brother Forex Trading halal business hay bohat say ulama nay Forex Trading ko halal business kaha hay or fatway diay hain.
          • #305 Collapse

            Jee haan forex eak pure islamic or halal business ha kiun k es business main profit bhe ha or loss bhe so islam main hr woh business halal ha jis main profit and loss ho.
            • #306 Collapse

              o han na sir g forex halal nai hai tu or kya hai mjy samj nai ata hai k es tarh ki batye tum logo kiun kartye ho o sir g agar kis ko ye halal nai lagta wo ye business chor dy bus ye he ho sakhta hai.
              • #307 Collapse

                Forex ek kisam ki tijarat hy, or Forex islam main halal hy, or us k ilawa ye ek business hy jis main hum mehnat karte hain or mehnat sy hi money earn karte hain, or jis bhi kaam main mehnat ho wo kaam haram nhi hota.
                 
                • #308 Collapse

                  yes mere khayal main to ye halal he hai forex trading main hamen hard work kr key earning kartay hain aur ye earning q kay trade say hoti hai aur trader koi gambling nai hoti hai is lye forex trading ko ham hilal keh saktay hain forex trading ko join karnay say pehlay trading ko seekhna parta hai aur wo seekhnay kay bad he trading main hard work kar kay earning karta hai
                  • #309 Collapse

                    jee ha sir ma to yahi kaho ga kay forex halal ha qk ham jaha mehnat krtay ha to hi ham kamiyab ho hotay ha or pak forum bhi asay hi ha qk wahha pay ham posting krtay ha jis ko ham ziada time detay ha to ham kabi kabi thak bhi jtay ha tab hi ja kr haay bonus milta ha lakin ma yahi kaho ga kay forex halal ha sir
                    • #310 Collapse

                      mery bhai forex pe log hallal bhe kam krty han or hram bhe jo hallal kam krty han fida hota han jo haram kam krty han vho loss he krty han hamen cha he ya ky ham is men essy ho ky kam kryn or ache net ky sath kam kre,.,,..,....
                      • #311 Collapse

                        bhai forex sure hallal hay ap fikar na karain cause es mei kisi kisam ka sood nahe paya jata ye best quality hay eski duniya mei forex aik great aur big business hay apnay ap ko ap khushkimat kaho best platform mila aik strong skills ap ki apni aur ap ki mehnat ap ko forex mei hamesha kamyabi dilwaiy gi
                        • #312 Collapse

                          is main abhi tak koi confirm to nahin hey but i am sure keh is business main loss and profit dono hain aur is ke through is main hum isko halal keh saktey hain because is main profit bhi rea learning se hi hota hey.
                          • #313 Collapse

                            Bilkul Forex aik halaal business hai aur sub muslims k liye bilkul jaiz hai q k aik o is main hum jo earn krty hain wo humari apni knowledge aur mehnat ka hasil hota hai hum yahan kaam krty hain phr hi kahin ja k hum kuch profit earn kr patey hain is k ilawa yahan swap free accounts bhi hotey hain jo k sood sy paak hotey hain to yahan kaam krna kisi bhi tarha sy na jaiz nhi hai.
                            • #314 Collapse

                              Ali

                              salam friends .. .ap sub se ik important question puchna tha i know ye pehly b question pucha ja chuka ha but answer satisfied nae hain . ..
                              k kya ye online forex trading islam me halal ha q k me ne kafi logon se suna aur search b ki k ye margin k sath trading haram hoti(gambling aur riba) ha ap kya kahen gy is k bary me plzzzz help me
                              aur try karen k jis k pas iski better reason ha ho answer kary .. . ..:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                acording to me ye halal ho ga q k ye aik business hy or jis kam may profit or loss dono ho wo halal hi hota h agar ap ko shak hy kisi mufti se poiuch lan or thread create akra k humy b informatioon dedain ok broo keep smiling work hard

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X