Aap ko loss ho to kua krty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko loss hota ha to per hum ko apna loss wala trade ma apnni mistake ko correct karni hoge per us ko improve karna hoge per hum ko profit ho sakte ha laken ager hum apni mistake ko improve nhi karta ha to per hum ko loss he loss hoge es leya hum ko apni mistake ko correct karna chahaye...........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bhai jan loss and profit its a part of busniss to ais sy zaida tension ni ly ny ki zarort hy bas tory waqat k lia apni trading stop kr do relax krain family k sath time dain aur phr sy demo py jao wahan. Kam kro aur os k bad apni mistakes ko mind main rakh k trading start krain
      • #48 Collapse

        Jab loss hota ha to sab sey pehley yeh sochna chahyie key hum sey kiya galti huee ha, ayinda wo mistake na dohrayen aur careful tareeqey sey chalein, aur loss honey key baad himat na harey, mayoos na hon, Insaan apni galtiyon sey seekh kar agey bartha ha aur taraqqi karta ha, aap koi bhi business kr lain start main thora bohat loss lazmi hota ha, yeh alag baat ha key kissi ko kam ya ziyada profit hota ha, Be careful & take penitence & be happy.... Thanks ......
        • #49 Collapse

          g ap blkl teek kh rhy hain koi bhi kam uss mai loss tu hota hi hy. lkn iss loss ka bar bar hona mtlb k hm khain na khain ghlti kr rhy hain, tu tb hi loss hota hy. loss hamesha lailmi aur tajurba km hone ki wjha sy bhut ziada loss hot hy. loss 100 % tu khatm tu ni kia ja sckta aur wh bhi trade mai. iss liy hmy chiy k loss ki wjah ko talash krain aur uss ko km krny ki koshsihs krain.
          • #50 Collapse

            Har kam mai loss b hota hai or profit b koi kam aisa nai hai jism mai sirf profit he ho es liye mujhy jab b loss hota hai to mai wait karti houn ts k markey h.ary faver mai aye or mai apna loss phr sy recober kar sako.
            • #51 Collapse

              brother jab ham ko loss hota hai to ham ko apny luck ko koi dosh nhi dena chahye aksar ham khud he mistake karty hain or naam luck k kar dety hain agr ham apni mistakes ko find karain to ham ainda wo mistake se bachny k lye uska hal nikalain gy to ham boht jald forex me kamyab trader ban sakty hain
              • #52 Collapse

                yes dear, mn ap koo batana chahta hun kih loss or profit to business hota h is liye jb aap ko loss aey to aap ko chahiye kih aap saber ker len or apni mistakes ko remove karen ku kih mistakes ki wajah sey hi loss atta h is liye aap loss sey bch saktey hen...........
                • #53 Collapse

                  Assalam o alikum dear friend m,e apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear forex mai loss har kisi ko hota hy bas ap ko karna ye hy k pehle ap study karo k ap ko loss ap ki kis ghlti ki waja se hua hhai jab ap ko ap ki ghlti k bare mai pata chal jaye tu os k bad ap os pe learning karo ta k dobara ap same ghlti ki waja se kabi b loss na krao bas mai b aysa he karta hon
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    Dear ap ne bohat achi bat kahi ha ke humain Forex main loss zarur hota hai chahe jitne bi expert traders hon unko apni trade main loss ho hi jata hai.. Agr muje loss ho jaye to main bohat zyda tension nae leta ho main time deta hon market ko or rest karne ke bad again Trading karta ho jo ke mere liye sab se best cheez hai rest hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X