pakistani currency forex ma trade keun nhi hoti....,?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear q k ye abi tak internationally deal nhn ho rahi lekin Pakistani local brokers jo k vertex sysytem mai kam karte hain wo ap ko ye service dete hain lekin internationally ap ko ye option nhn milti...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Hamara broker is currency ko support nahi karta laikin may bhi ho kiun kay kabhi ye pair check nahi kia hamain chiay hota hai kay trading achay say karain or achi terms and conditions kay mutabiq karain hamain major pairs per trading karni chiay na kay normal per
       
      • #18 Collapse

        sir pakistani bhi hoti hai. dunya ki tmam currencies forex mein trade hoti hai. forex trading koi chand ek mumalik ka business nae h ye ek world wide business hai or humein forex k currenceis k symbols mein sy tlash karna parti hai. major currencies or crossess currencies mein sy aap pkr ko sesarch kar ksty hein.
        • #19 Collapse

          dear all forex trader members forex mein trading k lye do currencies hoti hein. major currency pairs and corss currncy pairs.
          meta trader 04 mein boht sy folder hoty hein jin mein currency pairs hoty hein. aap find karien cross currency paris mein mil jaye gi.
          • #20 Collapse

            Bhai agar ap pakistani currency main forex main trading kerna chahty hain tou pakistani currency forex market main trading ky liay pkr ky name sy available hai jis ki movement bahot kam hoti hai aur spread bhi nehi hai agar zyada traders pakistani currency per trading kerna shuru ker dain tou iski movement bhi fast ho sakti hai
            • #21 Collapse

              Pakistani currency aur dunyia ke baqi currencies forex trading kay liye forex market mai available hain . lakin Pakistan ke currency mai broker ziada tar trading ke services provide nai karty hain iss liye ham log iss mai trde nai kar sakty
              • #22 Collapse

                dear jaha tak mera khyal hai forex per osy currency per trade hoty hai jis country ki currency power full ho or market main os currency ka ziyadeh share ho osy currency per ap trade kr sakte hain or rahe bat pak currency ki tu hamari govt ko is bare main sochna chahye
                • #23 Collapse

                  mujhey ap ka question acha laga hai ap ki baat thek hai k us ko forex market main koin shamil nahe kia geaya hia but mery friend kafi developing countries k currency pairs shamil nahe hai
                  • #24 Collapse

                    dear trading har currency mein hoti ha lekin forerx mein kuch broker bal k kafi sary pakistan currency ko support nahi krty hein is liye pakistan currency mein trading nahi hoti
                    • #25 Collapse

                      bahi jaan forex trading main pakistani currency trading kay lay available hay magar us ki trading ko kis wajay pay instaforex main disable kia howa hay jis ki wajay say aap in dino main trading nahin kar saktay kuch din wait kar lain tu ho sakta hay is ko active kar laya jay agar hum pakistani instaforex ko mail karien tu wo jald is ko active kar dain gay or hum sab ko is main trading kar kay apni currency ko strong bana saktien hay or aik acchi profit ko earn kar saktien hain
                      • #26 Collapse

                        Assalamu alaikum bhai jaan Mere Khayal Se , Choonky Pakistan ki currency Itni strong nahi hai isliye ye tradable nahi hai , Main ny Ek broker ke se Pakistani currency aur US dollar k pare Dekha Tha Jisme Har ghante Mai gap up opening hoti Thi Jo Keh trader Ke Liye bahut Khatarnak hai.shukria
                        • #27 Collapse

                          Dear members aor fellows forex trading maa kch countries hain international aor kch bankers hain jo forex market ky bani hain is leay ky oakistan in ma shamil nhi hai to rupees trade nhi hoty hain indian shamil hai to uski currency trade hoti hai
                          • #28 Collapse

                            My friend I don't know the real reason of it but jaha tk Mera khyal hai to hmari country ki currency itni strong ni Hai as compare to other countries or es ki movement but slow hoti hai hmari currency bht week hai doolars ka exchange b bht mushkil se hota h . Hmary brokers Jo hme suggest krty Hain currency pairs us m easily trading ki ja sakti hai us k apne rules hoty hain or profitable hota hai un m trade krna
                            • #29 Collapse

                              Dear frendz ap ny bilkul sahe bat ki hai pak ki currency bhot he down currency hai or mulku ki currency sy agr ap pak ki currency py trading kary gy to koi khas profit hasil nai ho ga kun ye es ki movement b bhot slow ho gi es waja sy hmy hayve currency py profit karni chye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                han g dear pakistani currency main trading hoti ha magar pakistani currency hone ki wajha se log investment nai karte kune k pakistan ke currency ke market me itni value nai ha jis ki wajha se log is per trading nai karty is lye log ziada tar doller mai trading ko ziada tarjhe deten han or bhot sari investment doller currency main he lagate han. or acha profit earn karte han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X