currency correlation
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency correlation
    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai is thread main apko correlation ki importance btaon ga yad rakhiye EURUSD, DOLLER INDEX AUR GOLD, ye teeno aps me highly correlated pairs hain. Agar usd index oper jay ga to at the same time eurusd aur gold nechy ayan gy aur vice visa So while analysing in correlation ko n zehn me rakhiye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    off-course jitny b big countries hai un ki currencies opposite hi move krti hai. lazmi baat hai jb gbp oper jaiey ga tu usd down ho ga same like gold because Korea related to gold. jb b Korea koi b miltry kam kry ga jo k usa k opposite ho ga tu gold bady ga aur usd nichy aaiey ga.
    • #3 Collapse

      Dear ye to bahot hi achi baat ki hai ap ne jo market correlation k bary mai batya hai hun ko ye aty pata honi chaye ta k agr hum ais market mai se paisa kamana chaty hai to hum ko pata hona chaye ta k market kab kab move karti h.
      • #4 Collapse

        G bhai main apki is bat se agree karta hon,jab bhi trad lagayn hamyn currency k corelation k bary dekh len chahye is se hamyn market ki movement ka idea ho jata ha aur ham achi trading kr sakty hain
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum wa rehmat ullah wa barakate, Very informative bcz dollar jab bi upar jaye ga it means oil r euro kam ho gy hain they are inversaley proportions to each other, Humain in chotti chotti chezon ko observe krna pary ga is s trade profitable ho gi
          • #6 Collapse

            brother app nay aik achi information share ki hay bilkul is tarah trading main hota hay nah sirf yeh trade balkay oil or gold be aik dosary kay revirse jatian hain
            • #7 Collapse

              dear forex men boht sari currency esi hein jis ka apas men negative or positive correlations hein apko is ka lazmi leairng kerna ho gi is se ap aik currency se dusri ko match ker skaty hein or apko is se forex men apna order ko open kernay or close kerny men boht zada madad mil skati hai
              • #8 Collapse

                gee mery bhai apny theak kaha hai isky elawa usdjpy ka bhi high correlation hai gold up to usdjpy down aor usdx bhi down aor agr yeh gold down to baki dono up jain gay humen agr pairs ky correlation ka pta ho to humen kafi faida ho skta hai aor hum acha profit utha skty hain market sy..
                • #9 Collapse

                  g bahi in main istrah hi hota hay agar gold ki price uper jay too eurusd ki price us kay dusri taraf jay ge q kay yeh aik dosray kay mukhalif kaam karatin hay aap is taarh or be currancy kay pair ko match kar dekh sahtain hain
                  • #10 Collapse

                    Yes of course aap ki bat theek hai kay hamain pelay dollar index daikhna chiay phir usi hisab say trading karni chiay major pairs per ta kay loss ratio hamaray bonus account per kam ho thora sa
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: insakhan پيغام ديکھيے
                      g bahi in main istrah hi hota hay agar gold ki price uper jay too eurusd ki price us kay dusri taraf jay ge q kay yeh aik dosray kay mukhalif kaam karatin hay aap is taarh or be currancy kay pair ko match kar dekh sahtain hain
                      ge han bhai hmein apne trading mein gold ke price ko ache trah se smjhna hota he aur hm eurusd mein bhe jb trading krte hein to hmein es ke trend ko smjhna hota he aur hm apne forex trading mein market ke sahih price movement ko smjh kr apne trading krein aur hm apne trading mein ache information market ke le kr apne trading krein ge to hmein acha faida mile ga
                      • #12 Collapse

                        Bhai forex trading ma kafi pairs hain jo aps ma correlation rakhty hai usdjpy ka gold ky sath correlation hai ysdcad ka oil ky sath correlation hai gbpjpy ka gbpusd sy little bit correlation hai humen upto date ho ky trading krni chye
                        • #13 Collapse

                          G han bhai gold tou total hi dollar currency per depend kerta hai ky agar dollar ka index down hoga tou gold ki prices berh jaen gi aur isi terha jo currency pair dollar ky sath trade ho rehy hain unki price bhi as compared to dollar increase hogi so analysis ker ky kisi bhi pair main trade open kerna zaruri hota hai
                          • #14 Collapse

                            Bikul currency ki correlation hai likan phr bhe ap jab bhe trade kray tou market ka analysis bhe zaroori kray. tk p ki trade trend kay mutabique ho aur ap ko profit bhe max ho. es tarah ap correlation pairs say zada faida bhe hasil kr sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji haan market Jab bahut zyada movement kar Leti Hai Kisi bhi Taraf to market Thodi Si correction kar diya correction karne ke baad apne friend ki taraf Ravana ho jati hai agar aapko Kisi Bhi Pyaar Mein trading karni hai gold wholesale value of US 2 main market ki correction ke baad hai aap trading karutha ke aapko loss ka Samna Na Ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X