ager aap forex kai liye experience,skills hasil karte hain to winning chance zyada ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    yes dear winning chances ziyada ho jatay hy and agr aap success trader banna chatay hay tu aap forex ko learn karay because without knowledge tu profit made kerna bahot difficult hota hay mein chata hon kay forex say mein achi earning karon aur mein future mein bhi aik good trader ban jao .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      yahan par SARE baat yehe hai k hum lg yahan par kaam kar k ayse trades place krien jis se hum lg yahan par profit earn kar sakien or is k sath sath yahan par loss se bachien toh is tarahn hum log acahi outcome dyn sakty hain
      • #618 Collapse

        yes expereince skills jtni ziada hamein milengi utne he winning chances ziada hain aur achi si profit bhi mumkin ha
        • #619 Collapse

          gee haa bhai ap ne thek kaha hy pher to ap ke chances pky hy agr ap ke pas acha knowledg eaur experince ho aur ap ke skils kaafi ziada mazbot ho to pher to ap achy trading kr skty hy aur profit hasil kr skty hy forex forum great job hy me es business me like krta hoo
          • #620 Collapse

            Asad bhaei humari trading ki technique us waqat hi barh sakti he jab hum apni learning ki bunyad pe apni trading karne ki salahyat min bhi ezafa karte hue better planning karte hin aur phir rules ko follow karte hue ziayda se ziyada earning karne ki koshish karte hin. Hum yahan apne skills aur experience ko bhi barhaien.
            • #621 Collapse

              g haan bahi jaaan ap kay pass jitna experience hogaaa app utna best kaam kar saky gyee aur isay app earning be achye karian gyee loss kay imkan kam hojye gye
              • #622 Collapse

                assalamualekum dear.... :) ji han forex krnay k leya knowledge hona lazmi hai hmain esk leta forex ko learn krna chaheia.. jitna hum learn krain gay utna he forex main hum earn krain gay.. learning is earning./.
                • #623 Collapse

                  Reviewing our trades will let us know what wen wrong and our trading capabilities. If we leave our mistakes unchecked and uncorrected then We will face losses all the time. so learning to be strong will help us to recover the losses by correcting our mistakes and improving ourselves.
                  • #624 Collapse

                    bhi chance tu bahot hoty hain but main exparince k sath tard karta han our profit kama lata hain wasy pak forum bahot acha hai as par kam kar k bahot maza ata hai
                    • #625 Collapse

                      off course jb ap forex trading ko achy experience skills aur achi strategy sa karay gy tu ap ko easily success mil sakti hai aur ap ki earning increase ho sakti hai lakin ap ko greed aur emotion ko lazmi control akrna chye
                      • #626 Collapse

                        dear you are right jab humaray paas experience hota hai to hum zida say zida achi trading kartay hain lekin experience humay kaeay gain hoga jab hum is kay baray may knowiedge hasil kartay hain or jab hum practice kartay hain to hi experience milay ga sir jeee
                        • #627 Collapse

                          Gee haan sir forex trading main earning kay liay aap kay pass skills and experience ka hona bohat zaroori hay, without experience hum forex trading say earning nahi kar saktay, us kay liay first demo account per practice zaroori hay.
                          • #628 Collapse

                            forex main Anay walay new dostoun ko ye baat zehan main Rakhni Chahiye k jis tarah life experience or skills haeel kerty hai hamry profit k chances zyada hain
                            • #629 Collapse

                              ji ha meray aziz dost agar ap forex start karnay sai pehlay ap forex ki puri tarha tayari karlai jaisay kai puri tarha knowledge jo kai forex kai lye zaroori hai or financial news per nazar forex per tajziay read karai to profit earn karnayt ka chances zyada hosaktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Han asad ye to he agar hum sabar se apne skills ko barhaein aur phir hum demo accounts ko bhi use karin to hum es karobar min kafi kuch earn kar skate hin. Humari knwoledge aur expereince hi humin es karobar min se kafi ziyada earn karne ka moqa deiti he yahan pe loss k chances ko ghatana aur profit k chances ko barhana hi asal kamyabi he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X