50$ ki equity ko aap kis tarha handle karein gai with long trade or short?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    mene forex trading mien kuch arsay mien boht kuch dekha ur seekha he is liye mien samjta ho ke chahay apke paas 15$ ka account he ya 100$ ka apko first thori profit utha utha ker apne belance ko minimum 500$ tak kr lena chahiye ur na hi long term trade krni chaiye kyoun ke 15$ ur 100$ kuch hesiyat nahi rakhtay forex trading mien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      meray dost is equaty se to short term trad hi karni chahye hay q k ager market ka trend app k opposit hoo gaya to chand mints mai hi app ka account washout hoo jay ga aur phir app disheart hoo jain gay trading se aur kaheen gay k yee kaam sahi nahi hay
      • #168 Collapse

        har insaan ka apna point of view ha lakin main samjta hun k aagar main na 50$ invest kiya hain to main long time k liya trading karo ga q k main abbi forexx main new hun aur muja market ko itna acha anlaysis karna nahi atta ic main long term main ja k trading karo ga
        • #169 Collapse

          bhai agar apki equity 50$ hai to apko chahiye ke ap just short term trading karen,kiunke itne chote se account mein ap long term trading nahi kar sakte,to apko chahiye ke ap intraday trading karen aur daily targets ke sath daily market se out hojayen target poora hone par.
          • #170 Collapse

            well dear har trader ka apna point of view hota he, according to my opinion agar mere pass 50$ ki investment he to men us investment se 10 cent ki trade karo ga aur stop loss 20 pip aur take profit 30 pip set karonga, and market ke analysis ke bad trade open karni chahiye...
            • #171 Collapse

              50 $ dekhne me to kuch ziada nahi he magar agr isko well planning k sath istimaal karen to ap is par achi khasi eaning kar sakte hen . Dekho brother ap ne hamesha planning apne equity k hisaab se hi karni hoti he agar apki equity kam he to bahot chote volume k saath trade start karni chahiye aur me to hamaisha short term ko hi suggest karta hun is me decision lene me asaani hoti he...
              • #172 Collapse

                Then I took the risk in the process of seeking a simple and small businesses and trade with a stop loss in a short period of time can change a lot here, because I will keep $ 50 will negotiate short-term account.
                • #173 Collapse

                  trading using the analysis itself is very nice ... although it has not been able to generate a consistent profit, .. but we can continue to learn the mistakes that we do that can cause loss
                   
                  • #174 Collapse

                    Asalam o alaikum dear friend dekho mein to yaha pakistan forex forum pr naya hu is liye muje is k bare meiin zyada nahi pata and mein abhi yaha posting karta hu threading star nahi ki hai is liye muje threading k bare mein be nahi pata is liye mein is bare mein kuch nahi keh sakta hu.
                    • #175 Collapse

                      Bahi jan forex trading main different type ki trading hoti hay hum cheep currency main trade ko low volume main open kar kay 50$ ki equity say handle kar saktay hain.
                       
                      • #176 Collapse

                        Kam equity main aap zaida risk nahi le sakty aap ko short term main kaam karna chaye long term main asp ka account wash be hi sakta ha
                        • #177 Collapse

                          bhi mary agr kisi ko experiece hy to woh 50$ sy 50$ bhi kama saktaq hy balkeh is sy bhi zida main n is dafa 13$ bonus sy kam sharoo kia aur us main sy with in 1 week 30$ profit kr lia hy to kehne ka matlab hy keh agr ko acha trader hy to woh is sy kafi profit kr sakta hy.
                          • #178 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum bhai jan ager mere pas 50$ ka balance hoga to me kabhi be long term trading nahi karon ga short term trading karon ga aur daily key 5$ earn karon ga ager me long term trading karn ga to kabhi be apney account ko big nahi bna sakoon ga.
                            • #179 Collapse

                              50$ ke equity me ham long time frame se trade kare to achha profit milega.Kiun 50$ bahut kam amount he trading ke lie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dear ham 50$ ki equaty ko sirf short time k liay istamal ker saktay hain ager ham long trade main istamal kertay hain tu loss ho gy ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X