skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    apke kismat se ziada pakistan forex business forum me apke skils ke kadr o qemat hai agr app buht ache skils ke malik hain too app aik ache kismat bana sakte hain but agr app apne kismat ke dum pe wining cahte hai to imposibale kamyabe mehnat mangete hai uske bad hi kismat sath daite hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      forex m kam krne k lye sb s phly to hmy knowledge ki zrurt hti h achy or complete knowledge ki jb hmry pass knowledge hoga to skills definately khud ba khud a he jay ge skills knowledge p base krti h jtna knowledge hoga utni he achi skills develop hogae after that luck..qismat hmy khud bnani hti h agr hum hard work kry gy to qismat usi hisab s bht achi bn jay ge kch b pane k lye struggle bht zruri h just luck s kch nae hta.
      • #408 Collapse

        dear according to my opinion is kaam ka lea skills or knowledge donon ke he boht ahmiat hote hy or in donon ke help sa he hum is business ma successful ho skta hain or jahan tk qismat ke bat hy to mera khyaal ma hum apni qismat khud bnata hain agr hum hard work kren to chahe deer sa he sahi humen us ka sila zrur mila ga
        • #409 Collapse

          kisi b kaam ko shoro krne se pehle us k bare me knowledge hona bht zarori hai is tarah forex me b is ki itni hi ehmiat hai jaha apki knowledge or ap ki hardworking ap ko profits bna k dete hai n sometimes ap ka luck ap ko successful trader bna deta hai.
          • #410 Collapse

            Generally speaking, kismat hamesha ap k ki hoe mehnat pay depend karti hy, Q k islam bhi hammy yahe kehta hy k, pehly mehnat karo aur us k bad

            inaam kismat pay chorain, pehli mehnat shart hy
             
            • #411 Collapse

              actually skills are one of the most important thing that is required for and task to accomplished properly, one can improve his or her skills by having proper knowledge of the scenario,
               
              • #412 Collapse

                sir sub sa zadia zurare chease jo aap ka pas honi chahyia vo skill and knowledge hay.us ka baad qismat hoti hay.kyun ka jub tak aap ka pas skill and knowledge nahe ho ga aap kasi qasam ke trading nahe kar sakta.is liya apna aap per bohrasa rakha our mehnat sa kaam karain.qismat aap ka sath ho ge.our aap ko kasi qasam ke tension lana ke zurerat nahe hay.Ok Thanks.
                • #413 Collapse

                  dear i think that forex trde is th ebest for all of us and we all habe to ba e a lot fo skilled forex trader so that qe all cna gain more an dmore moeny form forex trade and cna gain much more earning form forx trade to gain more and more earning forrd trade and to gain a lot of income forex
                  • #414 Collapse

                    meray khayal main kisi bhi kam ko karnatty awr us main success hasil karnay kay liye humari mehnat bht zada important hoti hay jab hum hard working karty hain tw bad main humari lucjk kam ati hay awr agar kam karnay ki skills houn tw kam achay tarikay say kia ja sakta hay.
                    • #415 Collapse

                      main is tarha kaho ga ka phalay knowledge phir skills phir qismatain is tarha aham han or yah teeno cheezo ki zarorat hoti is lia ap nay theak kah hai main ap ki baat say agree karta hn
                      • #416 Collapse

                        3no he cheezain bohot important hain apko sucessfull bnany k liye lakin agar ap lucky hain to yeh baki 2no cheezin khud bakhud a jati hain lakin yeh bhe ha agar mehant karengay to luck khud sat dege and mehnat knowlede say ati ha to 3no ka hona lazmi ha.
                        • #417 Collapse

                          Ability, skills, knowledge. these three things are very important for any type of business. especially forex. Other thing is luck (qismat). qismat ka forex trading ya kisi bhi aur business sy koi taaluq nahi hy. apki trading successful sirf information, hardwork, knowledge aur skills per depend krti hy, is liay qismat per nahi skills aur information pe depend karain
                          • #418 Collapse

                            Ji han knowledge and then experienced pe hi ap ko ache result mel sakhthe han forex luck pe based nahi han ye ap ke knowledge pher based hutha han and ap ke experienced pher jes trade ke pas aj kal sub se xyada experienced han woh Pro trader's huthe han jo ke 20-25 year's han mere kheyal se
                            • #419 Collapse

                              meray khayal main kisi bhi kam ko karnatty awr us main success hasil karnay kay liye humari mehnat bht zada important hoti hay jab hum hard working karty hain tw bad main humari lucjk kam ati hay awr agar kam karnay ki skills houn journally ye 3 buhat aham hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                mere khayal se tu yahan teeno cheezain eham hai agr aap ke pass achay skills hai or experience bhi tu aap achi trading kr skte ho per iss ke sath sath aap ka luck bhi acha hona chahiye kyun ke luck bada count hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X