metals per trading karna easy hai ya hard?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dekhyn yah to depend krta hai apke learning apy or apke practie pay or khas kr apke strategy pay ky ap forex trading ksy krty hai or metal zada risky hai wo zada move krte hai i thing un pay trading sy pehly apko currencies pay trading krne chaiy or khas kisi ak apir ko smjna chaiy
    :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex ke business me hum trading krty hen matelsa and currencies ki or is me hume currencies pe trading krna kafi easy ho jata hy q ke in kisi bhi waja se movement metals ki nisbat kafi zyada hoti hy is se achi trade mil jati hy
      • #48 Collapse

        metal par traidng karna bht fit he but ye thora risky he for example gold bht hi best he traidng karny k leye but is ki movement bht fast he is leye is men margin bi bht lagta he so hamesha becarefully trade karen,
        • #49 Collapse

          Main nay bohat baar metals per trading ke ha per mughy bohat baar profit huwa ha per metals ka spread bohat ziada hota ha,jis vaja say bohat say log metals main trading nhe krty.
          Forex strategies for beginner click here .... :)
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
            metals per trading karna aap ko easy lagta hai ya hard mere khayal sa to currencies sa zyada metals easy hotay hein aap ko kiya lagta hai?
            bhai jan mn to sirf currencies mn hi kam karta hon aur metals mn kabhi kam nahi kia
            is liye mujhy in k bary mn kuch nahi pta
            • #51 Collapse

              meere apne zaty khayal se metals par tarde karna , pairs par trade karne se ziada risky hota hai kun k yahan par jab hum kiisi currency pair ppar trade kartty hain toh ye kaam variation show karta hai as comparred to the metals.
              • #52 Collapse

                forex of pakistan k business ko abi hi join kiya hai mjy abi is kay baray main hamey bht zyada experience an knowlege ki zaroorat hai
                • #53 Collapse

                  metals pe trading karna mushkil hota ahy kyun kay big items hain inki movement fast hay puray world ka sab se big business yani kay unique business sirf forex hay online business mei sab se zyada bharosa ap forex pey he kar saktay hain janab ap forex mei kamyab honay kay liye achi skills hasil karo
                  • #54 Collapse

                    sir ma to yahi kaho ga kay easy ha qk amany ak dfa metalls pay trading ki thi lakin ya baat ha kay uski currency ziada ha lakin ham metals pay trading kr skatya ha jis ki waja say ham ziada earning bhi kr skatay ha lakin uskay liye hamay mehnat krni hoti ha to tab hi ham ak achi tarding kr skatay ha
                    • #55 Collapse

                      yar trading aik mushkil kaam ahy humain chahye k hum iski practice karian pahly or isky baad hi is main kam karain jab humain trading karna ajae gi tab hum gold par akrain ya metal par koi issue nahene hay so main samjhta hun k metal par trading karna koi mushkil naheen hay
                      • #56 Collapse

                        I think the comparison of heavy metal is a tradding currency. Because metals are much more up and down.And metals for some time in front of us is not true, but that is my opinion ... but the loss was the Trading knowledge and experience is all about, if you know a lot of the metal trading and you've experienced it, then go ahead and metal trading.
                        • #57 Collapse

                          matel pe trading main ajj tak ki nahi hai jab karon ga tab apko us ke detail zaror bataomn ga dosto aur us ke faida aur nuksan bhi bata don ga.
                           
                          • #58 Collapse

                            janab metals main trade karna zyada ushkil hai kun ke in main bohat zyada risk hota hai or hame bohat loss ho sakta hai
                            • #59 Collapse

                              ji nahi mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k inn per tarde kerna bohat hi ziyada risky hai iss se humein loss ziyada hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jee buokul sahi kah ahai ke metels per jab app trading karte hain toh app ko zada profit nahi milta hai iss liye curriency per karna chaye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X