Emotion controlling rules
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    App naay durust kaha ke Forex trading mai emotion Forex trader ke bohot bari dushmin hain. forex trading mai kafi saray log demo account achi trading karty hain lakin real account mai emotion ke involvement ke wajha say b apni loss kar laite hain. iss liye trading mai kamyabi k liye emotion control must hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      yes jab ham ko forex ki complete knowledge ho gi to ham phir trading karte hue emotional nahee ho ge sirf facts pe focus kare ge is liye trading shuru karne se pehle ham ko complete learning and practice ki zaroorat hoti hai
      • #258 Collapse

        Par mery dost aksar traders un batoun pay amal nahe kerty hain jin ki wja say un ko kafi loss hota hy emotions ko jab tak hum kabo kerna nahe siekhean gay tab tak hum us main ache earning nahe ker sagty hian
        • #259 Collapse

          Dear ap n both achy tariqy btay han k emotions ko kase control kar sakty han is ly knowledge or experience hasil karny ta k hum ache earning kar saken ye sab practice sy ho ga easily successful ho saken gy emotions ko control kar k
          Be safe .its a dangerous market out there...:D
          • #260 Collapse

            Bhai emotional hona forex main koi bari bat nehi hai her koi jab forex main kuch hi fair main kafi zyada earning ya kafi zyada loss ker deta hai then emotional hona natural bat hai but ap agar apny emotions ko control main rakhna chahty hain tou ap apni her trade ko stop loss aur take profit select ker ky start kerain
            • #261 Collapse

              jab hum trade karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga humain is main emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho gi
              • #262 Collapse

                G Han forx trading main hamain apny jazbat p control Karna ho ga kio k agar ham jazbati ho k forx trading karain gy to ho sakta hy k ap KO loss ho jay aur apka account bi wash ho jay to apny jazbat KO qaboo main rakh k trading karni ho GI
                • #263 Collapse

                  Forex trading busniss mai emotion be traders ko bohat zaida looss daity hy is liya humin chahye hy k hum is mai apna emotion ko controll ker ke is mai kam kiya karain
                  • #264 Collapse

                    Gee mery bhai forex trading ma emotions ko control krna bht zarori hai forex forum ma sy kniwldge hasil kren seniors ki tips aor skills sy faida uthain demo account ma apply kren aor insta forex trading account sy profit hasil kren
                    Acha kaam achy daam
                    • #265 Collapse

                      hamain is k trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main mushkil na ho skay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko follow kar k hi trade karni ho ig
                      • #266 Collapse

                        hamain rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur is main profit hasil kar skay gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k run kar saky gay aur plane kar k hi hum earn karein
                        • #267 Collapse

                          hamain rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay gi aur emotion ko kabo main rakh k hi hum trade karein gay aur profit hasil kar k hi hum sucess ho skay gay it is best
                          • #268 Collapse

                            yes dear ap ne bahot achi baty batai hai sab se zarori hai more practice jitni hum ko practice ho gi hum ais mai atny hi emotion ko control kary gay aor aus k baad hum achi trade laga saky gy agar jald bazi kary gay to aus se loss bhi ho sakta hai aor bahot kam chance hai k faida ho.
                            • #269 Collapse

                              I agree with you humy basically trading k liye aik target set karna chahye and is k accordingly market me trading karni chahye because humari aik choti mistake ki waja se humy zyada loss ho sakta han isi liye humy chahye k market me position open karny se pahly market ko achi trha se analyze kary and then trade open kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Han jee main ap ki baat sy agree karu ga or jo ap ny rules btayn hain wo kafi achy hain or new members k liye kafi helpful sabit hongy dusry senior members ko b aisy thread bnany chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X