kabi bhi over trading mat kary warna account wash ho jaye ga.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes, hamasha ap apna account ka motabak he tarde kren zada ter log jo new trade start krta hain un ko pata nai hota aur wo ober trading krta hain wo apna account ke equality sa zada trade laga lata hain aur agr market thora sa b un ka trade ka oppsite move lrti ha to un ka accountwash ho jata ha es liya hamasha ap apna account ke ek ratio bama lain aur us ka motabak chalen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear mai bhi app ki baat say agree karta hun k jab bhi ham over trade karty hain wahn he ham ko nuksan hota hai kun k tab ham lalch mai ajaty hain aur ham chhaty hoty hain k hamko aur ziada income ayy jiss ki waja say hamra account washed ho jata hai is leayover trading say avoid karin..
      • #18 Collapse

        ovdr traing krnay ka multab hai k ap begar strategy trade krtay hai. jo forexmarket mai begar strategy trade krta haitou wo forex market mai kamyabi nahi hasil krta. en kay loss zada hotay.
        • #19 Collapse

          Jee haan dost jo bhe trader forex main over trading kerta hai mean jesa k 200 usd pay app pura capital use ker k trade open ker letay hain our pher koi trade open nahe ho sagti to us ko over trading khety hain to us say pher account wash ho jata hai
          • #20 Collapse

            Gha ye baat bilkul yheek he k kabhi bhi over trading nai karni chahiy. Os ki waja ye he k in se aap ka sare ka sara balance khatam ho jata he or aap ka account wash he jaya he. Over trading.Ye bhi lalch he is se bachna hi acha he . warna nateeja acha nai ho ga.
            • #21 Collapse

              g han ab tak mera jab b account wash howa hay wo over trading ki waja se hi howa hay, meri b new traders se request hay k wo kabi b over trading na hi karen gey to acha hay.
              • #22 Collapse

                Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se ap ne bilkul sahi kaha hy kun k hum jb over trading krty han to hamen loss hota hy or account wash ho jata hy per iski asal waja or koi nhe hy bus lalach hy jis ki waja se hamen loss hota hy kun k wo kehty han na k lalach aik buri bala hy bus yehi smjh len
                • #23 Collapse

                  jo bhe trader forex main over trading kerty hain wo kabhe bhe us business main aik kamyaab trader nahe ban pata hai humean bhe us main lot size our number of trades ko control kerna chahy
                  • #24 Collapse

                    G bhai jan may ap ki bat say agree karta ho keh hamay kabi bi zayada lot size ni lagana chahay kiyonki es say hamara accont wash hojaiga ga es lai hamay zayada lot size say graz karna chahay es lai babut khayal rakna hoga
                    • #25 Collapse

                      jub hum forex main trade lagain to hamain chaye k apny balance k hisab sy trade lagain is sy ye hoga k hamain loss b hoa to hamara account wash nahi hoga or hamara account main balance bch jai ga or hm aynda b trading kr skain gy.
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        g bhai ap thk mkeh rhy hain jab ap ek cheez ka lalch kr lty hin tau us ma apko nuqsan hota ha is liy apko koi be kam kro tau us ma greedy na ho blqy dekh kr dehan sy kam krna cheyey phr he apko faida mi,klta ha warna apko loss ho jata ha
                         
                        • #27 Collapse

                          bilkul main aapki bat say agree ho main ne b over trading ki thi or kafi loss kar chuki ho over trading say account wash hone main deer nhe lagti aapko pata b nhe hoga or account wash main ne over trading say 300usd ka loss kar chuki ho jo k main ne apni ghalati ki waja say kia hain or main ne uski ghalatiyo ki waja say sekha b hian jo k mere liye kafi hain
                          • #28 Collapse

                            g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun kabhe bhe over trading nahe krne chahye kyn ke kabhe bhe ap ka account wash ho sakta hai kyn ke jitna forex main profit hai utna loss bhe hai hamesha signal ka wait kren or mind fresh ho kr he trading kren ager munasib profit ho jaye tu apne trade close kr dyen
                            • #29 Collapse

                              Han G Ap bilkul theek kh rhay hai.Over trading ki wja say hmesha accounts hi wash hotay hai Or over trading ka matlab hota hai apni lot size ko apnay capital say zyada use krna or money management ko ignore krtay huway trading krna.Trading mai kuch b confirm nhi hota isi liye agr thoray hi risk k sath trading ki jaye to thoray loss k sath trader apnay account ko manage krtay huway achi trading kr skta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han sir ap ager forex men over trading kerey gay tu ap k account kabhi bhi wash ho sakta hai or ap ko apny account ko safe kerny kliy forex men boht zada ehtiyat se kam kerna parta hai or ap ko trading kenry se pehly apko money management k bare men learn kern hogax

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X