bonus sale
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Haan jee bhae app jo bonus k oper trading ker k real money real account main trading say earn kerty hain wo app sale ker sagty hian money exchanger ko sale ker sagty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Nhi mery bhai forex trading ka pakistan forex forum sy hasil kea hua bonus ap kisi ko sale nhi kr skty ho forex forum ka bonus ap sirf aor sorf apny trading account ma hr transfer kr skty ho forex ma cheating wala ban ho jata hai.
      Acha kaam achy daam
      • #408 Collapse

        hum is forex main boht hi achi trade kar k kamyab ho skaty hain aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skaty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main sucess hon
        • #409 Collapse

          Nahi bhai jan aap bonus to sale nahi kar saktay laikin aap ko chaiay hota hay kay aap trading terminology ko samjhnay ki koshish karain or jo jo profit earn kar saktay hain karain aap bonus account per profit he transfer kar saktay hain aap ko bas baki bonus aap nahi kar saktay share
          • #410 Collapse

            hum is main posts kar k boht hi acha bonus hasil kar skay gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur is say hamain faida ho skay ga aur is ko use kar k hi hum earn karein gay
            • #411 Collapse

              is k bary main mujhy nai pata hai is main hum buy ya sell karty hain aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
              • #412 Collapse

                bonus ko sale krna is market main koi b is tara ki option majood nahi hoti hai trader ko kafi zada is market main kaam ki planning krni hai jin kay bad ye teek say is business say profit ko earn kr saqty hain her ik kay liay yehi ik best plane hai
                I LOVE PAK FORUM
                • #413 Collapse

                  bonus sale nhi hota dear . bonus se aap trading kr ky profit earn kr ky nikal skty hian. lekin aap bonus ko sell nhi kr skty . learn kryn trading kryn profit withdraw kryn.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #414 Collapse

                    mery khyal main bonus saley kay liey nahi hota ye humay dea jata hay to just trading kay liey so agar hum investment nai kar sakty to hum esmain say bonue lay kar trading kar sakty hay
                    • #415 Collapse

                      Ge nyi bhai mary khyaal mein to bonus ko sale nahi krny chw kyonkah as tarha sey humaey pasyaa to mein jayaa gey lakaen humaey tradings nyi away gy aur as kaa koe fidaa nyi hai bus aap ko bonus sey tradings kerneey chw.
                      • #416 Collapse

                        apnye kisi bhai ko ro a ve mujhi pataa hai ky aap agr aysaa krty hai to apkee bouns kee 25percent cut hao jati hai ap ko chaehiye kei bonus sale na kero bul ky thoraa thoraa ker keh apnee tradings main invest kero or es say mazied profits kamaeo tab hi app ko more benefit haoga.
                        • #417 Collapse

                          pta nahe dear main is bary main sure se nahe kah sakta k kia ham bonus sale kar skty hai ya nahe per aik bat hai k bonus ko bejain sale karnny k agr ham us se trading karain to wo kai guna bahter ho ga. is traha ham ko trading k skills b a jain gy or ham achi income b kar skain gy to dear bonnus ko sale karny ka khyal choore dain
                          • #418 Collapse

                            ji kr saktay hain yeh tu humary liye buhat faidda hai jin bhiyon ka swape wala account hai woh please bouns ko sahi use krain sorry wo new account create kr k apny bouns ko wha per transfer kr sakta hai
                            • #419 Collapse

                              bonus ko hamesha apne he lye use kiya jana chahiye wahi sab se acha rehta hai hamare forum me jitna bhi bonus ho us ko apne trading account me he use kar ke kamane ki koshish karen aap kiun ke is ko jo sale karta hai woh khud is se kabhi kaam nahi kar pata na he is se kuch hasil ho sakta hai us ko is lye bonus zaya nahi karna chahiye sale karne me is ko apne business me he use karna chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Bohat galat hai aghar aap apna bouns sale karte hain iss business ki tohen hai aapko iss main kabhi b bouns nahi sale karna chahiay awal tu aisa hota hi nahi pehli bar sunne ko mila hai aapko iss main apni mehnat se hasil kia hoa bouns chahiay k khud hi usse faida uthien uar khud kam kare. Apni posting honesty se karen ta k aap kamyab ho saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X