Forex may luck ko ise nahi karna chiye ♈
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex may luck ko ise nahi karna chiye ♈
    Har trader ju koi new forex may kaam karny k lye ataa ha wo apni luck par buhat yakeen rakhata ha us ka khyal ha k wo ju koi b entry lagata ha wo is ko profit ki traf lay jati ha laken haqeeqat may kabi asaa nahi hota ha some time market is ki entry ki direction may chalay jati ha laken is wo foren wapis aa jati ha or us ko lose karna start kar dati ha us trader ko chiye k wo phalay demo par aa kar apna account banaye or ap is may aa kar apni skill ko increase krye
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap ki bat se ma agree krta hun is ma.luck be chalta ha hume is ma.hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye san se important ha
    • #3 Collapse

      dear jaisy ap ne kaha hai k luck par yaqeen ni karna chaye ap ko bat kisi had tak thik hai magar humry kuch friends hai wo jo bhi trade lagye aun ki zayda tar trades profit deti hai pata ni ab au ki luck achi hai ya aun ki trading achi hai k wo atna profit bana lety hain.
      • #4 Collapse

        Bahi Jan forex Trading mein luck kissi kissi ka chal jata hai lekan mere mutabiq humein knowledge hasul kr ke trade krna chahiye aur kissi ko follow NHI krna chahiye aghr follow krein gay tu loss hi ho ga
        • #5 Collapse

          Dear agar ham market kay trend main lots open karain gay no doubt loss ho ra ho kuch dair kay liay laikin bad main ho jati hai trade profit main is liay market kay hisab say lots open karain na kay apni lucks per bharosa karain
          • #6 Collapse

            Bhae ye business hy us main luck kaam tab kerti hy jab aik trader k pass acha knowledge our experience k sath us market main live account main trading start kerty hain so learning biht zarori hy pher he luck bhe app k sath ho ge
            • #7 Collapse

              Halanky forex market main trading main luck bahot effect kerti hai ky jesy hi ap kisi pair main trade open kerty hain tou market apki trade ki opposite direction main move kerna start ker deti hai but experience apko aesi situation sy nikalta hai aur ap without luck use kiay ap achi trade ker sakty hain
              • #8 Collapse

                Bahi Jan forex trading mein humein luck ko asar andaz nhi krna chahiye khud hi trade krna chahiye loss ko decrease krna chahiye trade mein sub se zaida khud ki knowledge increase krein
                 
                • #9 Collapse

                  Bahi mere khayal mein forex trading mein luck kabhi bhi nhi chalta luck hamesha trading mein profit hasul krny pr hi chlta hai humein profit hasul krna chahiye aur loss ko decrease krna chahiye
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: bigboss786 پيغام ديکھيے
                    Bahi mere khayal mein forex trading mein luck kabhi bhi nhi chalta luck hamesha trading mein profit hasul krny pr hi chlta hai humein profit hasul krna chahiye aur loss ko decrease krna chahiye
                    ge han bhai hmein apne trading mein sirf luck pr bhrosa nhe krna he aur hm apne forex trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein ache experience se kam krein aur apne trading mein mistakes na krein phr hmein apne trading acha profit de ge aur trader hmesha apne market ke sath chl kr order lagae aur apne trading mein mhnt kre phr trader ko acha profit hota he
                    • #11 Collapse

                      Forex main her new trader ko pehle demo account per trading kerni chahie aur jeb acha experience hasil ho jay to real account main trade kerni chahie kuink k Forex aik risky business hay is main market ka pta ni hota k keb return ho jati hay is lie pehle is ka Knowledge aur experience hasil kerna chahie aur phir trade kerni chahie.
                      • #12 Collapse

                        kisi bhi business main learning and practice ko ziada ahmiat hasil hoti hai aor sab koshish karne k baad hi ham keh sakte hain k ab luck hai to success ho gi warna nahee bager efforts kiye bager luck ko ilzaam nahee dena chaye
                        • #13 Collapse

                          g han luck par trading karna sahi nahi hay trading me luck kabi b app ko expert traders nahi bana sakti hay profit to app asani se luck use kar k earn kar sakty ho magar app ka expernice zero hi rahye ga.
                          • #14 Collapse

                            mostly forex business main hm trade hmari skills or experience ki base pr krty hain.kbi kbi hmara luck b kam kr jata hai Q k forex business main hard work k bina earning impossible hai.es liye hm luck ko hmesha use nhi kr sakty.so phle learning phr earning krni chye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                              Har trader ju koi new forex may kaam karny k lye ataa ha wo apni luck par buhat yakeen rakhata ha us ka khyal ha k wo ju koi b entry lagata ha wo is ko profit ki traf lay jati ha laken haqeeqat may kabi asaa nahi hota ha some time market is ki entry ki direction may chalay jati ha laken is wo foren wapis aa jati ha or us ko lose karna start kar dati ha us trader ko chiye k wo phalay demo par aa kar apna account banaye or ap is may aa kar apni skill ko increase krye
                              Forex ak business ha apko hum luck ka sahara nhi chor sakta as may mehnat boht zada important ha jo be dil say Forex market ko learn karat ha ur demo trading may practice karat ha wo kabhi apny account ko luck pa nhi chorta so apko be chahiye ka ap luck ko tarjeeh dena ka bajaye Forex market may mehnat karen ur success hasil karen,,.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X