Ajha may ap ko money managment method k bary may brief karo ga♈
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ajha may ap ko money managment method k bary may brief karo ga♈
    Ak auchy wala trader wo he hota ha ju forex may aa kar money mangement k hisab say work karta ha money mangemnt may teen component shamil hoty han
    sab say phalay
    1. Trader ko ye dakhana hota ha k wo forex may kaam karnay k lye kon se stratigy use karta ha
    2.trader ko ye dakhana hota ha k wo apnay capital ko kesy manage karta ha
    3.third number par ye hota ha k trader kahan tak forex k rules ko follow karta ha
    Ak auchy trader ko hamesha ye batt yad rakhani chiye k wo ju trader laga raha ha is k opening point kahan say start karna chiye or is ka closing point kya hona chiye
    trader ko historical data say analysis nikalny ka method anaa chiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi Jan mere khayal se money management only teen cheazein krmi chahiye aik tu stop loss aur take profit lazmi use krna chahiye aur dosra lot size kam rakhni chahiye aur 3sra yeh khud trade krein
    • #3 Collapse

      Aap ki post kafi useful hai aik cheez or add karta chalun kay aap ko chaiay hota hay kay annaylisis achay karain or lot size hamaisha peli lot ka small he rakhain kiun kay ho sakta hai market thora reverse chalay to aap ko tension na ho kisi kisam ki
      • #4 Collapse

        Money management forex market main trade kerny ky liay zaruri hai ky apko manage kerni aani chahiay otherwise ap forex market main trade main sirf aur sirf loss hi kerty rehain gy so agar ap forex market main trade ker ky profit hasil kerna chahty hain tou pehly money managent ko learn kerain
        • #5 Collapse

          Bahi Jan forex trading mein money management krna bahot zarori hai is ke lye apko bahot zaida hardworking hona chahiye tabhi ap money management shi tarah kr payein warna apko stop loss aur to shi tarah use krna nhi aye ga
          • #6 Collapse

            Aghr forex trading mein profit hasul krna hai tu stop loss aur take profit lazmi use krein is se ap ko profit acha ho ga aur loss ko apko bahot kam ho ga is lye tp SL lazmi use krein
            • #7 Collapse

              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex trading main money management bht zaroori hy agar ap money management k bger trade karain gy loss e hofa so apny total balance yni investment ka sirf 2 percent per trade lgayin
              • #8 Collapse

                G dear ap ne theak kaha money managment ka knowledge bhut zaroori ha kyun k agr apko money management ka pata nahi hoga tu apko loss hoga.apko cahye k lot choti lgayn.tp lgayn aur achi tarha analysis kr k trad lgayn.
                • #9 Collapse

                  dear friend agar bat ki jaye money management ki to agar hum ais k sath kam karty hai to aus se hum ko ye faida hai k hum ko agar kisi trade par loss ho bhi raha hai to hum aus ko asani se cover kar sakty hai ya humra account safe hi hota hai ais liay hum ko aus par lot ka khas khyal rakhna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ki post kafi useful hai aik chez aor add karta chaluo kay ap ko chahay hota hay kay annaylisis achay karai aor lot size hamaisha peli lot ka small he rakhai kiyonki ho sakta hai market thora reverse chalay to ap ko tension na ho kisi qisam ki.
                     
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ki post kafi useful hai aik chez aor add karta chaluo kay ap ko chahay hota hay kay annaylisis achay karai aor lot size hamaisha peli lot ka small he rakhai kiyonki ho sakta hai market thora reverse chalay to ap ko tension na ho kisi qisam ki.
                       
                      • #12 Collapse

                        Mery bhi apny bht achi trah sy discuss kea hai forum aik best place hai jahan py ap yrading ky related each and evereverything learn aor share kr skty ho forex trading ma humen skills aor experience sy approach krni chye ta ky bhumen trading ma loss na ho
                        Acha kaam achy daam
                        • #13 Collapse

                          G bahi Jan aap nay durust kaha her trader ko nay sirf in tips ko follow karna chahaiay bulkay wo apnay experience say be trading main money management karien q Kay her trader apni starttegy ko follow karta hay jis ko Jo starttegy samaj ati hay wo he us ko fallow karni chahaiay taan Kay wo aik kamyab trader ban sakien or profit ko earn kar sakay
                          • #14 Collapse

                            dear forex main jo bhe trader money manage ker k trade kerta hai wohi us main acha profit our life time trade ker k app ko acha bonus earn ker patay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex market main successful trading ky liay bahot zaruri hai ky apko money management aana chahiay agar ap apny capital ko achi terha manage ker sakty hain tou ap forex market main successful trader ban sakty hain apni lot size apny account balance ky hisab sy itni rakhain ky apka account wash hony sy bach saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X