Dollar marginaly deciline apni apni buy and selling order ko stop kr loo♈
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar marginaly deciline apni apni buy and selling order ko stop kr loo♈
    Friday ko dollar achanak gir gya ha sab loog apni apni buy and sell order ko sett kar layen is nay ak dafa phr uper jana ha market abi market inflation data roll ka wait kar rahi ha jab ye data market may aa jaye ga market achanak boom postion may aa jaye gi jiss say ap loog ak din may buhat zayda profit ko generate kar skty han or market may earning marny ka ye is saal ka sab say auchy moka ha khud b faida uthayen is say apnay trader frd ko b is k bary may inform karyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ki ais info ka bahot shukria magar ab bahot dair ho gai hai kun k market to ab band hai aor meri trades chal rahe hai ab monday ko pata lagta hai k kai banta hai meri trades ka kun k agar loss mai jati hai to account wash bhi ho sakta hai mera.
    • #3 Collapse

      Bahi Jan forex trading mein dollar apni country pr movement krta hai hai jab USD chahiye us ko down kr dia jata aur jab chahiye high kr deta hai is lye mere mutabiq yeh yellen aur trump ki speech pr achi movement krta hai
      • #4 Collapse

        Dear economic data ka to main ne suna hai inflation data ka mujay bhi sahi nai pata check karta hun to phir thread generate kar dun ga oor kafi sari new chezain hoti hain gin ki waja say hamain kafi knowledge milta hai keep it up please
        • #5 Collapse

          G han jo jo log dollar per trade ker rehy hain unko chahiay ky dollar ko stable hony dain tab trades open kerain otherwise apna account balance loss ker dain gy jab tak dollar stable ho ga so agar trade kerna bhi chahty hain tou apni trading ki lot size small volume main rakhain taky zyada loss sy bach sakain
          • #6 Collapse

            Bahi Jan forex trading mein dollars ki bahot zaida value hai humein dollars PR trade shi tarah krna chahiye aur us ki news ko follow krna chahiye aur trade shi tarah dekh ke krna chahiye
            • #7 Collapse

              Bahi Jan yeah to dollars ki news pr depend krta hai wo dollar ka trend kil taraf ly jaye is ka ap ko proper analysis share krn chahiye taqe humein bhi knowledge milti aur profit hota
              • #8 Collapse

                AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai aesy kesy log ap kehny pe apni trade pe STOP lga lain ap koi dollar ki weakness ki reasons dain to phr to bat bny gi otherwise not.
                • #9 Collapse

                  Ha g jo log dollar per trade ker rahay hai unko chahay key dollar ko stable honay dai tab trades open karai other wise apna account balance loss ker daingy jab tak dollar stable ho ga aor agar trade kerna bhi chahtay hai tu apni trading ki lot size small volume mai rakhai takeh zayada loss say bach sakai
                  • #10 Collapse

                    Dear aj Kal doller ki position bohat zyda mazbot hay kisi be currency Kay against doller ko buy pay lagana kar aap acchi profit ko earn kar sakay gain q tmama ki tmama currency is waqar dollars Kay muqbaly main downward Jay rahin hay agar koi be is waqat trading karna chata hay tu wo doller par buy laga kar he trade karay
                    • #11 Collapse

                      jab bhe app technical analysis ker k trade karein gay to pher app ko jald bazi kernay ki zarorat nahe parti hai app apnay take profit our stop loss ka wait karein to wo app k leay best ho ga
                      • #12 Collapse

                        Aesy main buy aur sel ko stop kerna koi zaruri nehi hota agar ham ny kisi pair main buy lagaya hua hai aur dollar decline kerta hai tou jo currency dollar ky against trade ho rehi hai woh tou strong ho rehi hoti hai so isterha agar same currency ko buy kia jaey tou profit hasil ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne sahi kaha hy lakin jahan tk me janta hun hon to market ki next movement kia hogi ye koi nhe bta sakta q k hamari expectations k kuch or hoti han or market un expectations k opposite move kr jati hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X