forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading
    Dear forex trading foreign exchange main trading ko kaitky hain. Jab bhi ham kisi bhi currency pair main buy ya sell ka order put kartay hain dono surton main lot purchase he hoti hai.
    For example usdjpy
    Agar ham usdjpy pair per buy karain gay to ham usd ki lot purchase kartay hain
    Agar ham is pair per sell karain gay to hum jpy ki lot purchase kartay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee mery bhai ap ny theak kaha hai aisa he hota hai forex trading ma hum currency aor metal ko exchange krty hain currency pair ma trade hoti hai jub ky cfds ao metal oil etc singal lkn wo apki currency ky sath trade ho rahy hoty hain.
    • #3 Collapse

      Bhai ma apkibat sy agree krta hn forex trading aikacha business hai yahan py ap but sell kr ky profit has krty hain agr pko market ka analysis krna at hai to ap yahan sy daily pips earn kr skty ho keun ky market continue move krti hai lkn random
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        g ha dear bilkul aisy hi hai ye post aun traders k liay bahot achi hai jo abi abi new hai forex mai aor aun ko abi tak ye bhi ni pata k forex kai hai aor ais kam kai kia jata hai ais liay ais k bary mai hum ko pata to hona chaye k hum ne ais mai kam kaisy karna hai.
        • #5 Collapse

          FX aik great exchange business hai jes main hum kaam ker k us main kisi bhe currency commodity pair ko sell ya buy ker sagty hain humery pass dono opportunities hoti hain our hum ache earning kerty hain
          • #6 Collapse

            Bahi Jan forex trading aik bahot hi zbrdast haibis mein bahotxaida profit bhi hasul kia ja skta hai apko bus is mein mehnat krmi cahiye inshallah ap ko acha profit eran ho jaye ga
            • #7 Collapse

              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex trading asal mai currency ka lain dain deain jab ap kisi international airport pe jaty hain to apko us mulk kI currency ki need hoti to ap wqha mojood currency shop se change karwa lety hain isi chees ki digital form ko forex market kehty hain thanks for like in advance
              • #8 Collapse

                Forex trading mean ky forex market main jo ap sell aur buy kisi bhi currency pair ya kisi item per lagaty hain aur usi ki movement sy apko profit ya loss hota hai isko forex trading kehty hain jo ap international market main kisi bhi cheez ki international value per trade open ker lety hain ky price increase ya decrease per apko profit ya loss hota hai
                • #9 Collapse

                  G bahi jaan forex trading main aap jab be trading kartien Hain tu aap aik currency say dusri currency main exchange kartien hay pair main Jo be pehlay currency hoti hay us Kay app jo dusri currency hoti hay us main exchange kar rahay hotien Hain jisa Kay GBPUSD is main GBP ko aap USD main exchange kar rahin Hain
                  • #10 Collapse

                    gee bahi ma apki bat sy agree krta hun forex trading aik online business hai is ma humen knowldge aor experience chye hai ta ky um achi trading kr ky zeyada profit earn kr sken trading ma knowldge ky leay best place forum hai yahan experience len aor trading kren
                    • #11 Collapse

                      G dear bilkul aisa hi hai ye post aun traders kay liay bahot achi hai jo abi abi new hai forex mai aor un ko abi tak ye bhi ni pata keh forex kai hai aor ais kam kai kia jata hai ais liay ais kay bary mai hum ko pata to hona chaye keh hum nay ais mai kam kaisay karna hai knowlge for everyone
                      • #12 Collapse

                        Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul ap k sath agree krta hun per aj kal trade lgaty waqt bhe smjh nhe aa rhi hoti k kia hoga q k jo bhe trade krty han to market us k opposite side pe chali jati hy ok bhai jan apka bht shukria
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                          Dear forex trading foreign exchange main trading ko kaitky hain. Jab bhi ham kisi bhi currency pair main buy ya sell ka order put kartay hain dono surton main lot purchase he hoti hai.
                          For example usdjpy
                          Agar ham usdjpy pair per buy karain gay to ham usd ki lot purchase kartay hain
                          Agar ham is pair per sell karain gay to hum jpy ki lot purchase kartay hain.
                          Forex trading ak bahut bhari international market ha jis may humcurrncy ka exchange per trader kara hein g han ap na theek kaha Forex market may jab kisi be pair per Oder place karta hai tu uski lot size ko buy sell karta hai ya he tareeqa e kar ha Forex market may trading karna ka..
                          • #14 Collapse

                            Forex trading mean foreign exchange ky ap kisi bhi country ki currency main trade ker sakty hain kyun ky forex aik international exchange market hai jis main near about all countries ki currencies available hai ap kisi bhi currency main online trade ker ky earning ker sakty hain jo her waqat apki easy approach main hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              achi information hai aap ki posts kaafi informative hoti hain aap ki posts ko dekh kar idea lia jaa sakta hai k forum members ko kis tarah ki posts karna chaye jin pe acha bonus bhi mile aor wo informative bhi ho doosro k kaam aane wali ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X