Forex market Analysis♒
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market Analysis♒
    Forex may kaam karty howy ham is may daily base par market may work chart and technical indicator l hisab say kesy kaammkar skty han h is say market k trend ka andaza kesy laga skty han jiss say hamen mukamal faid ho skye
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne agar daily chart ka trend ka andaza lagana hai to is kay liay aap ko chaiay kay aap long term trading karain or indicator koi sa bhi use kar lain rsi wagera laikin phir 15 days kay bad hi aap ko trading say best profit milay ga
    • #3 Collapse

      Dear humen market ka complete analysis krna hota hai sub sy pehly technical analysis indicators ki madad sy phr fundamentals news ki madad sy phr dono ka combine analysis krna chye jis ko sentimental analysis kehty hain.
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        Forex market mai jo bhe trader analysis krtay hai tou wo forexmarket mai achi trading krtay hai en ka profit bhe sub say zada hota hai. Es tarah wo forexmarket mai regular profit bhe earn krtay hai.
        • #5 Collapse

          forex ki market ko analysis karan etna barda masla nahi hay agar app achy indicators use karen gey or forex news par app ki nazar ho to zeyda achy tareeqy se app market ko analysis kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            mery dost ager app ko market trend ko follow ker k trading kerna hai to pher app us ko daily time frame ko use kerna ho our sath main weekly time mian trend line say trend check ker k to lower time frame main trade laga sagty hian
            • #7 Collapse

              yes anallyse kiye bager to ham forex se kuch bhi hasil nahee kar sakte forex main tukko se kuch nahee earn hota is ko learn karna hota hai analyse karna hota hai phir hi ham forex se kuch hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                dear hamain forex trading k lai lamzi hai k ham different indicator ko use krain . or ham janty hai k 2 indicator hai aik fundamental or aik technical indicator to ham ko un dono ko daikh kar kam karana hota hai taki ham forex main risk ka factor ko kam kar sakian. or agr aisa na hua to hamain bohat loss ho sakta hai .
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  forex ki market ko analysis karan etna barda masla nahi hay agar app achy indicators use karen gey or forex news par app ki nazar ho to zeyda achy tareeqy se app market ko analysis kar sakty hey.
                  ge han bhai hmein apne forex trading mein market ko analysis krna hota he aur hm apne forex trading ke business ko indicators ke mdd se aur news ko watch kr ke market ko analysis kr skte hien aur market ke trend ko smjh kr apne trading kr ke acha profit hasil kr skte hien aur hmein apne trading mein sahih trend ke sath trading krna profit deta he
                  • #10 Collapse

                    g ha dear ap bilkul thik keh rahy hai agar hum market mai anaylsis karty hai to ais se hum ko trade bhi achi milti hai aor ais k sath sath market ka acha experince hota jata hai jis se hum ais market mai kafi zayda earning kar sakty hai ais liay hum ko trend k hisab se hi trading karni chaye.
                    • #11 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein market ko analysis kia krein taqe apko thora bahot experience mily apko experience yahan hasul krna chahiye aur trading long krein
                      • #12 Collapse

                        AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex analysis k liye apny weeksends ko use Karin aur apna tome properly kill karain in a useful manners so be ready to make a plan on Saturdays and Sundays.
                        • #13 Collapse

                          G dear ap ne theak kaha ha trading mein trend line ko follow krna chahye hamyn daily aur weekly chart ko dekh k market ki movment dekhni chahye is se hamyn trad achi milti hai aur faida hota ha
                          • #14 Collapse

                            Bahi forex trading ki market ko analysis apko krna chahiye aur market aghr ap shi tarah analysis krein gay tu apko acha profit ho ga loss nhi ho ga market mein trade shi tarah krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother you are right forex trading mein trade krny ke lye analysis krna bahot hi zarori hai Jo koi analysis ke bagair the open krta hai us ka account ban or dia jata hai

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar Sadd5
                              Working...
                              X