kia forex pe kam karnay walay log skoon say life spend karte hain????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    yaar mera is bare may yeh kehna hay kay jub aik trader forex trading pay kaam karega tou ayr uski earning bhi achi hugi tou obviously uski life achi hujaegi tou mera jawab hay kay han achi life spend kar sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      mere khayal se forex main kam karne wale bohot he sukoon se life spend kar rahe hain q k is work main kisi qisam ki koi tension nahi hai hum free mind ho k kam karte hain
      • #393 Collapse

        han forex mein kam rkne waly ache life spend krty hain bhai is mein koi shaq nhi hai bas agar wo apni family k bhi agar sath time dein gy to ache trah se life enjoy kr skyn gy ye nhi k wo sirf forex tk he limited ho kr reh jayen.
        • #394 Collapse

          yes jo log forex main achi mehnat kertay hain or regular rehtay hain is main wo log apni life ko enjoy ker rahay hotay hain kiu kay wo work ko bhi time day patay hain or apni personal life ko bhi time day patay hain main bhi apni life ko enjoye ker raha hu
          • #395 Collapse

            Forex trading karnay walay log pur sakoon life guzartay hain or apni zindagi ko khushgawar bana detay hain forex say wo apni life ko roshan banatay hain or forex trader ka future bright hojata hay or uski life secure hojati hay or usko koi tension nai hoti phir life mazay say guzarti hay.
            • #396 Collapse

              yes forex pher kam karn walen relex ke zindage speent kart tesion to zindage mein hote hein mger forex pher kam karn walen ek achi life ganert hein forex bhot achi buness he gess pher log pise kamn karn apny future banter bant hein.
              • #397 Collapse

                janab ya aik profit dena wala business ha or jo bhi is ma expert hojata ha wo is ma sakoon sy kam bhi krta ha or life bhi sakoon sy guzarta ha or jo isy sekhy beghar hi start karty ha wo to tension ma hi rahy gy
                 
                • #398 Collapse

                  of course dear bro i think k Forex pr work krny waly people apni life sakoon sy spend krskty han but agr unho ny Forex ko achi tarah sy read or learn kiya hua han or un k pass well or highly experience or knowledge bi han or un ka pta han k woh is man best strategies use kr k acha khasa profit gain krskty han.
                  • #399 Collapse

                    Wo Loog Jo Trading Sekh Kar Kartay Hain Aur Profit Kama Rahay Hota Hain To Wo To Bhooot Bhoot Ziyada Khosh Hotay Hain Lakin Wo Loog Jo Trading Sekhtay Nahi Hain Aur Wo Trading Start Kar Daty Hain To Un Ko Loss hota Ha Aur Is Tarha Se Wo Loog Tension Me Life Guzartay Hain.
                    • #400 Collapse

                      meri nazar me thode tense hote hnge kion k traders apni investment lgate hain jisse loss ya profit hone k chance hota hai aur ye tension sirf business ki had tk hoti hai phir business se hat kr traders aik normal life hi spend krahe hote hain ye aik meri opinion hai is baray me aage jese jese me bhi trading krnga phir mjhe ahsas ho ga k meri opnion thk hai ya galat.
                      • #401 Collapse

                        Yes Forex ko join krny waly member easily achi earning kr k achi life guzar skty hen, Forex aik large online business hy, is main market ka knowledge zarori hy or ziada sy ziada practice krna zarori hy.
                        • #402 Collapse

                          g hay bal kul app nay thake kaha hay k as forex me kam karnay wala waqi me aik achey life guzraty hay or as me say achay munafa earn kartay hay
                           
                          • #403 Collapse

                            Assalam o alikom jo log forex per kam karta hay vo relax hota hay bilkol bhi tention ma nahi hota vo mutmain zindagi basar kar rahay hota ha or maza lata hay
                            • #404 Collapse

                              sukun ki life toh spend hi kerte hain aesa b nahi k wo pura time tension mei rahe. han thori bht tension toh sabko rehti hai k kai loss nah hojaye ya pata nahi kam profit nah ho ya phir account ban na hojaye. but forex k faidon ki wjsy nuksan b lifemei sukun b ajata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                kisi b bat ki tention leny say kam theek nhi ho sakta so hmen forex me bs soch samaj k trading start karni chahye phir jo hona hai wo to ho k hi rehna hai chahy loss ho ya profit to apni life ko disturb karny say to kuch nhi hoga so hmen relax hi rehna chahye forex ko use karty huwy qk mentally refreshment hi say hum next step acha ly skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X