aik time main bonus account sa hum kitni trades open kar sakte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    Jee yeh aap pe depend karta hai.k kis volume ki tred lagate hain kitne se lagate hain aghar apa chote order lavay gay yani kam pison se aap iss main ziada treds open kar sakte hain aghar aap bari lagay gay tu aap ziada tred nahi open ksr skate aapko iss se account wash hone ka khdsha ho ga uar aghr loss main jay gi tu automatic stop loss lag jay ga aapka sara paisa doob jay ga iss lia lalch na.karen kam paiso se tred open karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Bonuses account mai ap zada say zada trade bhe open kr sakty hai likan ap es mai jab bhe trade open kray tou money management ky rules ko zaroori followkray es tarah ap ak waqat mai zada trade bhe open kr sakty ho
      • #468 Collapse

        Mara bhiaa , mei to abee nye hao mujhaa to abhee is keh bra main koch ni pataa ky aik timr mein bonus accounts sy hm kitni trade kr skta ha, aur jb mujhaa pataa chaal jya ga, to phir main aap ko btaa do gaa.
        • #469 Collapse

          is main hum boht say trades open kar skaty hain aur hamain planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say hamain bi faida ho saky ga aur trend ko mind main rakhna oh ga
          • #470 Collapse

            brother forex trading main ap trad jitni marzi lga skty hain mgr trade lga kr befiker ho k nahi betha jata agr ap 2 ya ziada trades lgaty hain to ap ko sub per nazr rakhni hogi jo k ap k liye mushkil ho skta hay tb he ap ko chahye k aap sirf utni trades lgaen jitny aap asani k sath manage kr skty hain ta k ap ko pareshani sy bachny ka moqa bhe mill jay aur trades bhe sahi sy kaam krty huye faida dain
            • #471 Collapse

              Bhai bonus account aur normall trading account mai iss lihaz say koi khas faraq nai hota ha . number of posts jo app open kar sakty hain iss ka direct relation app kay capital say hota hai . jitna capital ziada ho ga itne ziada trades ap open kar sako gaay .
              • #472 Collapse

                Bonus account Hamare real account Ki Tarah hi hota hai aapke paas Jitna bonus hai aap Uske free margin ke metallic Apne orders ko open kar sakte hain aur Yeh Baat aur ek cheez par depend karti hai ke aap ke paas Kitna bonus hai aur aap kis cheez par trading kar rahe hai thank you
                • #473 Collapse

                  is main hum trade open kar skaty hain but is ko karny k liye bi experience hasil karna ho ga aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade kar k run karein gay aur loss kam ho skay gay
                  • #474 Collapse

                    Forex main jb hm trade kr rahau hon wo chahy bonus sy he q na trade kr rahay hon ham jitni hamari amount k hisab sy trafe lga skty hain us k baad khudi mssg ajata hai k ap ziada trade nahi lga skty
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #475 Collapse

                      aik time main bonus account main app eik c zda trade bhi open kar sakty hain lakin yeh sab app kay account ki equity pay depend karta hay - Jitne zda equity hoge app k account ki utne badi trade laga sakty hain
                      • #476 Collapse

                        bahi hum aik he waqt main or bhi trade open kar skty hain magr yah sahi nahi hota es main hmara mind refresh nahi hota or hmar dmagh bhi aik taraf bhi nahi rahta es liye hmain aik he trade opewn kar k kam karna chahye
                        • #477 Collapse

                          is main hamain trade karny say pahly market main planing karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur experience ho ga tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay
                          • #478 Collapse

                            ik waqt main hum bonus account say kitni zada trades ko khool saqty hain is kay liay zada capital say kaam ko krna zarori hota hai free margin say madad milti hai or hum ik teek say is main kaam ko kr saqty hain khud ko loss say bacha kr
                            • #479 Collapse

                              aapjis trah depost sa trad karty ha our profit hasil karty ha is trah he aap post kay bonus sa trading karne hote ha our aap is sa he profit hasil kar sakty ha our is ma aap ko post karnay ki mahnat karne hote ha our ya aik best business ha jis ma aap ko boht fiad hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                bhai bonus account ki traf ki trading ki koi limite nahi bus is ki laverage kam hoti hai jis sy zuada trade open nahi kr skty but jitna aap ko bonus mily woh sub aap trading man use kr skty hain Os sy ktni trade open hon kr skty hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X