difficult to predict market movements on any currency by using technican analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g hun jnab forexbiznees ki market kabhi kabhi to iyna zyda movmint kar jati hy kah us ko samjhte pana hi the lie buhat hi zyda mushkal Jo jata hy kah him an us min kyse treding karyn gae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Bgai g forex trading mai market anlysic lagana bohat he mushkil hy or usko amli jama pehnana kun ke aksar ye analysic ghalat ve ho jaty hy is liya manualy be dakhna chahye
      • #198 Collapse

        aksar hamay is mai mushkilaat ka samna krna prta hai market ki movement thk nhi hoti is liye phr hamay technical analysis ko use krna prta hai q kay is ki madad sai hm acha move kr sktay hain.
        • #199 Collapse

          aap ki baat sahi hai technical analysis fail ho jaate hain jab news hoti hain ya koi worldwide big economical incident hota hai to ye indicators sab fail ho jaate hain is liye main samajhti hoo k news k saath saath trading ki jaae
          • #200 Collapse

            dear technical analysis ka sath news ki bhe analysis ker ly tu kafe thek raha ga keyo ka asal movement news high impact ki waja say hoti hai currency pair mai agar app thek say us news sa phala analysis ker ly tu kafe ache trade ho jy gi.
            • #201 Collapse

              jnab humain maloom nai hota hay kay kab market kb up ho jaye or kb market down ho jaye huamin is main agr success haisl karni hay to humain trading main learning kar kay kam karnna ho ga ta kay huamin market say loss nai ho ksay
              • #202 Collapse

                gee bhai forex trading mein market ko smjhne ke lie time to chahe hota he aur trading mein us wqt movemnt ka pta chlta he jb trading ke bare mein news ate ehin aur hmein news ko dekhna chahe aur phir trading market ke trend ko smjhna he phir trading krne he to success hote he
                • #203 Collapse

                  han dear is buiness k bahut sy analysis kiye jaty hain phir success mil sakti hai ye aik worldwid ebuiness hai si ko kisi tiembhi ap kr sakty hain ye aik acha buiness hai is ko mehnt ys kia jata hai
                   
                  • #204 Collapse

                    han dear ye aik acha buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hai si ko kahein bhi kijaksta hai ye aik real buiness hai is ko kisi tiembhi kijaksta hai ye aik good buiness hai
                     
                    • #205 Collapse

                      hamesha difficulties nahi hoti hain market aksar bohat mushkil ho jati hai or aksar bohat he asaan ho jati hai yeh aap ke oper depend karta hai ke kis situation me aap trade kar rahe hain me hamesha sahi time ka wait kar ke he trading karta hon .
                      • #206 Collapse

                        asalam o alikum friends g apne thek kaha hai predickt karna moshkil hota hia kise b curreicy ke bare main k wo kia move lene wali hai magar ham agar apni skills bahter banayen technical pe to ham predtict kar sakte hain
                        • #207 Collapse

                          Market ko predict krna mushkil bhi hy aur asan bhi hy. Market analysis ko samjhney key leye forex ko properly learn krna buhat zarori hota hy. Lekan hamain forex key indicators aur signals ko follow krna chaheye takeh in ki help sey hum market ko predict kr sakain aur saheeh direction main decision ley sakain aur lots laga sakain.
                          • #208 Collapse

                            Forex aik tough business hy aur market ki movement ko predict krna hi sub sey mushkil kam hy. Agar hum market key trend ko jan jayen to phir hamain profit main koi problem nahi ho gi. Is key leye hum technical aur fundamental analysis donon ko study krtey hain aur is key sath sath signals aur indicators ka bhi use krtey hain.
                            • #209 Collapse

                              market ko predict karna asaan nahi hota hai aap ko abhi market ki moves ko samajhna seekhna chahiye kiun ke aik dal market 500 se 600 pips against chali jae to account wash ho sakta hai is lye har move samajhni chahiye or stop loss lazmi use karna chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Leave to nahi karni chahiye magr unsy apne mind ko change nahi karna chahiye matlabb un par poora bharosa nahi karna chahiye balky soch smjh kar apne expertice se salah mashwara kar k trading karni chahiye currency par. jo k ziada mushkil nahi hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X