bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3106 Collapse

    is forx main planing karein gay tab hamain is say faida ho saky ga aur hamain koi bi kam karny say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum real main cahi trade karein gay it is best job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3107 Collapse

      koi bi kam asan nai hota hai karny say ata hai so hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karien gay aur is main planing karein gay tab hamain faida ho saky ga tab hi hum real main perform karein gay tab hamain is main profit hasil kar k k hi hum real main sucess hon ga
      • #3108 Collapse

        koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai so hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hamain is forex main faida ho saky ga tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur is forex main trend ko use kar k hi hum real main profit hasil karein gay it is best job
        • #3109 Collapse

          dear mare khyal main Forex trading koi difficult business ni hay ye aik mind business hay but is main knowledge aur experience ki ziada zroorat hoti log is se dertay is lie hain k ye aik risky business hay aur is main akser log nakam is lie hotay hain k wo Forex k knowledge aur experience k bgair he is business ko start ker datay hain.
          • #3110 Collapse

            Forex market main business kerna boht asan hay per utna hi mushkil hay. ye un logo aur traders kay liye boht mushkil hay jo is main koe study kiye a jatay hain aur ye un logo kay liye boht asan hay jo is main pora work out kertay hain study kertay hian market kay ups down check kertay hain. jesay dosray market trader market ko pehlay study kertay hian.
            • #3111 Collapse

              Yess brother un logo ky lea waq e mishkil hsii jo pabndia and rules follow krny ky aadi nahii hoty eo yeh nahii krr skty baqi kaam sara knowledge ka haii bss humy smjh aa jaae to phr kuii mushkil nahoo hai asal mushkill to trade lgana haii jo ky bht hii risky jota haii but mushkulou ky baad asani bhii atii hn jo darr jaty hein mushkilat ko face nahii krty wo kamyab nhii hoty and jo dat jaein kamyabi khid unky paass ati h
               
              Mehnat Me Azmat hai
              • #3112 Collapse

                forex aik asan business hain is ko learn karna be zada muskil nahi hain yai aik online business hain hum is mai part time be kam akr sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha bonus earn kar sakty hain
                • #3113 Collapse

                  je bhai forex aik difficult or intresting business hai ye un logon kay lea asan hai joi ma dill lga kar kam katy hain or is ko ziada say ziada time daity hain or is main bohat ziada intrest laity hain wo kamyab hain agaer ham proper traing lay kar isko shro karen gay to ham kam kar sakty hain or har business main profit kay sath loss b hai is lea is say darna nai chaea balky proper training lay kar real acount main investment karni cahea
                  • #3114 Collapse

                    Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother koi bhi kam easy ni hota lekin kisi bhi kam ko easy bnane k liye hmen hard work krna hota h jb hm hard work kre ge to hmen kuch mushkil ni lge ga hmen forex me expert hone k liye boht zyada mehnt ki zrort hoti h
                    • #3115 Collapse

                      bohat sy log forex ko difficult samjty hain lakin yai aik asan business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                      • #3116 Collapse

                        G han jesa kay ap nahy kaha hai kay bohat se log isay diffcult samjhtay hain g bilkul bohat say log smjhty hain aesa aor waq e ya diffcult hi hay but yeh difficult us wakt tak rehta hai jub tak humy yeh puri trha smjh naa ajaei aor itna bhii musjil nahi kay samjh mn naa aee esky lia humy zaida se zadia learing kii zrurt hai and second step deno account mn parctice karnybkii zrurt hotii hai..
                         
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #3117 Collapse

                          forex aik asane business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala international business hain kuch log isy difficult samjty hain jo log is mai bager learning ky ka kam karty hain or emotions or lalch py qabo nahi rahkty unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota
                          • #3118 Collapse

                            Re: bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??

                            bohat sy log forex ko difficult samjty hain but yai aik asan business hain hum is mai investment be kar sakty hain or live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ho cuka hain
                            • #3119 Collapse

                              Re: bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??

                              Bahi trading aik state of mind hy jis k mind ko ya click kar Jay us k ley ya bohat easy hy aur jis k mind ko ya click na Kary us k ley ya mushkil hy. Aur Sab say bara masla ya he hy k ya bohat kam logo k mind ma click karti hy as ley ya mushkil lagti hy. Jasy hum bolty hain k math nai aati aur jin ko aati hy un ko bari achi aati hy. Ya b asy he hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3120 Collapse

                                Re: bohat se log isay diffcult samjhtay hain ya phir ye diffcult hi hay??

                                koi bi kam mushkil ye asan nai hota hai so hamain is forex k bary main emotion ko kabo main rkhna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main enter ho k hi hum achy say trade kar k hi hum profit hasil karein gay aur is say faida ho saky ga aur is say profit hasil karein gay it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X