When do you use the risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    forex traidng main risk kam say kam lena chahiey agar hum trading main ziada risk kay chakar main pary gay to es chakar main esmain loss kar lain gay so humay esmain trading achy say seekh kar karni cahhiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      bhai meraey hisaeb sey jub bhi trend aap ki samajh mein aye to he trading open krni chahye aor yahan pey kam aur kamyabi ke liye risk to lena hi parta hai. graph ko smajhna bohat zaroori hai.. koshis karnai chahye ke big trend se small trend nikaliein takeh small trend long ko follow kare aur risk kam ho jaye
      • #453 Collapse

        Bhayo forixc mei app khatra ko kaam kar sakhtaey hen apnee dehaan say tajarbakar say praeticed say or es kee saath skill sy aor soch soch kee khabar say info say app very good tradings kar sakhtaey hen.
        • #454 Collapse

          brother in merey khayal appko her busines may tohraa buhut to khatra leina parhtaa ha, so ishee tarhaen Forex tradings may be khtra laina hotaa hai, lykin manage krna khod aapka kam ha, us risk ko.
          • #455 Collapse

            mei to khaeir Forex mei tradings nahin karta hon lykin itnaa kehnaa chaehun ga, keh app khatra ko tub hi istmal krin jb aap ko tradings mein ziyada kamai kr ni hoaotherwise risk ko nahin istemal krin.
            • #456 Collapse

              mare bhee jab aap Forex pr kam karte hao to app ko Forex per loss kaa dar bhee hotaa ah es lkeye aap ko chaeey keh ap[ fore xpaer praoepr training rk kkaemm karn jab apm ko fore xpaer kam kar tajruba hao gaa tab aap ko fore xpaer khtara kaa koe lose bhi ni hao gaa iss ley aap ko fore xpaer propar plan ky saath eh risk laina chaeye.
              • #457 Collapse

                Mujhi es chiz key mutaelik zarraa baraeabar be education nahe ha, kayon ky mein idhar pr taza taza aya hoon es reasons say sorry bhai mein aapko iss question kaa jwab nahi desaktaa.
                • #458 Collapse

                  in merey nuktai nazar se Forex khatarnak buiness hei laikin iss may kaam karny kay liye hum risk ko rules and regulations estimal ker key sambhalna ker saktey hain Forex nice business hai, lykin ess may woh he successfull hta hei gis ko kaam karna kaa maloomat hao bghir ilam or aitemad key Forex may kaam karna bot difficult hta hai
                  • #459 Collapse

                    trading naam hi risk ka business hai or duniya ka koi bhi kaam ho uss mein risk to lena padta hai iss liey badey sey bada trader iss mein risk leta hai risk key baghair to trading hoti nahi hai yeh sara game hi risk ka hai ya to app key pass sub kuch aa jaye ga ya phir app key pass kuch nahi aye ga
                    • #460 Collapse

                      risk ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience k begair hum is say kuch hasil nai kar skaty hain aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur earn ho
                      • #461 Collapse

                        risk level ko kum say kum krna zarori hota hai nahi to traders ko is business say kafi zada nuksan ho saqta hai ik trader ki market main equity say risk ka level idea milta hai or free margin say trading ko krna lazmi hota hai is say safety mitli hai order ko
                        • #462 Collapse

                          Assalam-e-Alikum friends ma new users ko batana chahta hon K insta forex par jab ham risk laytay hain to is say 10%hi app ko chance hota ha profit margin karnay K par 90% dangerous bi hota ha jess say app ko loss ho sakta ha
                          • #463 Collapse

                            forex market mai risk control krnay kay lye hum risk management ki madad say tade krtay hai tou hum es market mai risk ko control kr kay forex market mai trade krtay hai.
                            • #464 Collapse

                              may dear friend ap risk mat lay ap ko pahly as par achai tarah mahnat kary agear ap ko as ki samj aa jay thek hi warna ap wanh pa asnai sa risk la skaty hi as ma koi harj nai hi as lay ap dil kahol kay trade ko zeadha say zeadha time da ta kay ap ko acha profit hasil hu sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: billo پيغام ديکھيے
                                risk level ko kum say kum krna zarori hota hai nahi to traders ko is business say kafi zada nuksan ho saqta hai ik trader ki market main equity say risk ka level idea milta hai or free margin say trading ko krna lazmi hota hai is say safety mitli hai order ko
                                ge bhai hmein apne forex trading mein low risk se trading krne hote he aur hm apne forex trading mein apne equity ko bacha kr rkhein aur apne forex trading mein acha experience aur knowledge se kam krein aur apne forex trading mein margin ka istemal kam rkhien phr hmein apne trading se acha profit hota he aur hm ko loss bhe nhe hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X