trade only one pair first....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1396 Collapse

    yes i think agar hum new hein to hamen just one pair par hi trade karni chahiye aur phir uska result hamen wait karna chahiye keh yeh jab tak clos nahin hoti hamen aur trades par trades kabhi bhi nahin karni chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1397 Collapse

      g bahi bilkul agar ap new ahin forex mein to apko chahiye ke ap pehle just ek hi pair mein trade karen kiunk eziyada pairs mein trade karna kaafi risk hota hai to apko chahiye ke ap is mein just Eur/Usd pair mein shuru mein tarde karen aur phir jb apka experience barh jaye,to phir aur pairs bhi include karlen.
      • #1398 Collapse

        je janab ye bat thek hai kay is forex maine start sirf aik pair say kia jaey is ki yeh waja hai kay agar ap ki invest barhi hai to ap ko agar satrtgy ka bhi problem hai to ap ki invesat aik dum say zaya nahi jei gi is liye kam profit ho to is ko ghanimat samjha jaye or sirf aik pair say start kia jaey
        • #1399 Collapse

          bro main tu is market main jab say aya hon main tu yehi sochta hon kai currencies main trade nai karni bs gold main karni hai because currencies ki movement koi itni khas nahin hai jabkay commodities ki movement buhat zaida hoti hai aur acha profit daiti hai.
          • #1400 Collapse

            yes i agree with whom who says that we must know about the forex market and its fertility and about of forex guys and this is how and when .. no matter this is simple but hardwork way
            • #1401 Collapse

              brother newbie ka lia to ye risky hi ha. aur risk sa bachna ka lia hamain sakht mehnat ki zaroorat hoti ha ka achi learning karan aur achi practice hojna chahia is ka baghair ham risk sa nahi bach sakta aur kabhi kabhi loss bhhi haman bohat kuch seekha daita ha aur ham hoshiar ho jata han.
              • #1402 Collapse

                as a new trader yh kafi hamare lie helpful hota he ke ham pahle market ko samjen or uske lie zrori hota he ke ham ak pair par ziyada tar focus karen or jab hamara ak pair par focus ho ga toh hamare lie phr forex me kam karna or market ki movement ko samnjna kafi easy rahe ga
                • #1403 Collapse

                  Trading main sub kam ho jaty hain iss main ap ko 1st kam karna he parta haor iss main kamkare sy ap earningkarty ho or statring sy ap ko 1 st parikarna parta haor wo ap ke verification k bageer nai hota ha.
                  • #1404 Collapse

                    forex tarding m hamesha ey bata zehn em rkahe k yaha epr ik pair per 1 he dafa kaamkerne keu k arg aesa nhi krugay tu apko loss hu skata hai.,
                    • #1405 Collapse

                      Apki baat theak hay agar hum forex trading main new hay to humay chahiey keh hum sab say pehlay aik pair par trade karen jab hum aik pair par trading karen gay tab hum theak say trading karen ko samjh saky gay aur market say achy say profit earn karnay kay bary main theak say jan paye gay.
                      • #1406 Collapse

                        aslamoalikum sabb ko app sba kasy hay trading eik risky business hay waqai is batt per ma 100 % agree karti hoo kio ka ma na pichly hafty gold ki trading per trade lagai thi abb mughy musalsal loss horha ahy us say ma kia karoo koi meri help kary ga
                        • #1407 Collapse

                          yes, agar humen trading ka bohat ziada experience hai to hum bohat achi earning kar sakte hen kun k forex ek high profitable business hai forex men hum achi earning kar sakte hen but humen forex ka complete knowledge or experience hasil karna hoga then hum forex men acha kam kar sakte hen
                          • #1408 Collapse

                            ma ap ki baat sy itefaaq karta hu hamay aik pair py achi tarah planning aur stratigy bana kar aur us pair py achi tarah analysis kar kaik pair py tradinng kary to hum aik acha profit set kar sakty hain
                             
                            • #1409 Collapse

                              ha jee forex me aek he pair per pehle kam krna chaiye kiu ke forex me aek new trader ko aek wakt me aek he pair per kam is lye krna chaiye ke ziada pairs per confusion hone se loss hona shoro ho jata hai is lye aek he pair per kam krna chaiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1410 Collapse

                                yes dear brother you are right . your question is very good . dear yeah to ap par depend karta hai kay app kitny pair par par kana chaty hai agar app es ko properly sikh lay to app zyada par bhe kar sktay hai . es say apko faida bhi hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X