trade only one pair first....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    agar hum new hay to humay pehly aik pair par trading start karni chahiey kyun keh agar hum aik pair par trading karen gay to hum esmain theak say earning karna seekh jaty hay jab hum esmain theak say earning karna seekh jaye then other pairs ki taraf jana chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      Yeh koi zarori nai hai ke ap aik pair se trading kren yeh har kisi ki will aur wish par depend karta hai lekin best yehi hai ke ap aik pair main trade kren tahe ap ko zayda jama mind divid na karna pary aur ap sakoon se aur ehtamad se achy faslay kar sakhen. Agr ap zayda pair main krte hein tu ap ke pas investment bhi zayda honi chaye tahke ap dair pa trading kar sakein
      • #1968 Collapse

        Agar aap Kisi currency pair pair trading kar rahe ho to ek time ek hi currency pair pair trading karo agar aap multiple kaam Karoge Toh aapko kuch bhi samajh nahi aayega isliye aap Kisi Ek currency payco choose kar lo trading karne ke liye aur uske baad Us Paar Hai Kaam Karo aur information ke saath kaam Karoge Toh Kabhi Bhi Na Kami nahi milegi aapko
        • #1969 Collapse

          Ji haan aapko just one pair par kaam karna Zaroori Hai Jab aap Forex trading Mein inta hote hain toh aapko ek hi there I choose karna chahiye aur aap ko chahiye kya Mein Apne practice to increase Kare aur jab tak usne bahut zyada experience Hassan nahi ho jata aap usne Apna Kaam continue Rakhe ISI liye apni practise ko first priority Rakhi
           
          • #1970 Collapse

            G only one paper trading Kare Jab aap 1 Paper trading karte hain tab aap Jyada concentrate Ho Kar kaam kar sakte hain aur forex market Mein achha analyse kar sakte hain aur jab aap Zyada open karte hain tab confusion aapke Man Mein Samaye ho jati hai aur aap sahi tarah se kam nahi kar sakte on I concentrate kar paate Hain Forex trading main isliye ek hi trade co open kare
             
            • #1971 Collapse

              agar hum new hay to humay pehlay aik pair par start karna chahiey jab hum aik pair par trading karna start karen kyun keh humay start main ziada mehnat karnay ki need hoti hay aur humay chahiey keh esmain theak say focus karty huway kam karnay main he faida hota hay jab hum aik pair ko understand kar jaye then other pairs par trading karni chaehiy
              • #1972 Collapse

                hamain jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur real main trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main enter hony main bi asani ho saky gi
                • #1973 Collapse

                  hamain jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learn karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main up aur down ko dekh hi hum sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum kamyab hon gay
                  • #1974 Collapse

                    agar hum new hay to humay chahiey keh pehlay aik pair par trading karen kyun keh aik pair par trading karnay say he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh es businenss main theak say money management karty huway he trading karen tab he esmain theak say kam sakty hay
                    • #1975 Collapse

                      pairs main kam karty hain kun kay jab b order ko place karna hota hay is kay liye humain kafi mehnat karna hoti hay jis say market ko handle karna humary liye asan ho sakta hay magr aik pair ko lay kar kay humani is ko study karna ho ga ta kay market main kam karna humary liy assan ho sakay oe pairs jo easy hay us ko select karna ho ga
                      • #1976 Collapse

                        bhai jaan app ny theek kaha jb trader newbie ho to usy experience ki zaroorat hoti hy usy chaheay k first time trend check ker k aik pair pe trading kery ,kyn k start ma ap ka account b itna healthy ni hota jita k bd ma higa,account k hisaab sy trading kerni chaheay.
                        • #1977 Collapse

                          Dear brother trading ko start kerny ky liye Kisi bhi cheez ma trade krna chahtey hy to pehly kisi aik cheez ko select kerain takey aap ko market ki samajh aa jaye Phir aap us sy profit gain ker saktay and slowly dosri cheezon ki market ko analysis kry aik dam sab
                          open kernay sy kisi ki bhi samjh nahin aati
                          • #1978 Collapse

                            Starting main koun ke km knowledge aur km experience hota hai is ley aik pair main hi trading karni chaye zaida main krny se apko yeh nuqsan ho ga ke ap ka dehan taqaeem ho jay ga aur sahi analysis aur sahi ****ly nai ho paein gy jis ke wjh se loss bhi ho skta hai is ley achy aur kamyab trader hamesha start main aik pair se trading karte hein
                            • #1979 Collapse

                              Ji ha Pehle Aap Ko Ek Hi pair par Apna order open karna chahiye Is Tarah Se aap Jyada accha kaam kar sakte hain jab tak pair par kaam Karenge aur aapka mind be relax Rahega Jab aap jyada par kaam karte hain tab aap ko Jyada tension hoti hai aur insaan se aap sahi tarah se kisi par tawajjo nahi de sakte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                Trade tu har trader kar leta hai lekin profitable trade hamesha knowledge full trader hi karta hai koun smjhdar trader har aik pehlo ko bakhobi janta hai aur us ke mutabiq chlta hai kamyab trade aik pair main hoti hai koun ke jb ap zaida main krte ho tu ap ki tawjo but jati hai jis se loss ke chance barh jate hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X