trade only one pair first....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    je hai, absolutely ap ny darust kahaa hai ki Forex aek kaafi mashaoor busness hey our app es sey kaafi good profits uthaa sakti hao lykin yeh aek risk busness hei es mei market kaa koch pataa nahin hotaa hai kab app kee mukhaelif jali jaey our ap kaa nuqsaan hao jaey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      Surely correct balkaey shaoro mein koch laog aisaa kertaey han ke ik jesi pairs mein buy or sell ke poseton place kar deytaey han meraey lehaeaz se yeah koee zeada faedamnd deal nahi hooti 1 pairs mein aek hi position place kernee chahieyaa.
      • #1908 Collapse

        Trading ko chaiye ke jab woh Forex trading start karin to woh aik he currency pair mai trading karin tu ziada munasib rahy ga . kion ke aik currency pair say related news daikhna aur trading kay doran market ka analsis karna ziada trade ke nisbat asan rahy ga . bad mai jab experience acha ho jiye tu phir ziada pair mai be beshak trade karin .
           
        • #1909 Collapse

          ye tu aik achi bat hoti hai kay jub hum is buisnes me aik enw trader hotay hai tu starting pe humay chaiy kay hum aik hi pair ko trade karnay kay liay start karay jsi kay hisa say eurousd ka pair aik bohat hi acah pair ho ga
          • #1910 Collapse

            jee han agar forex trading main hum aik hi pair ko follow karen tou mere khayal se hum ous per achi trading kar k acha profit earn kar sakte hain but agar ap aik sath bohot se pairs per trading karen gay tou ye risky hai.
            • #1911 Collapse

              Agr ap es market mai new trader hai tou sub say pehly ap demo account par pratioce kray. Es ky bad ap forex market mai trading shoro kray. Ap ak ya ak say zada pair par trade analysis krnay ky bad shoro kray tou ap asani say trend ky mutabiq trade kr sakty ho.
              • #1912 Collapse

                Trading kay waqt aik waqt mein aik hi pair par trade karna behtar rehta ha, achay pairs mein se aik choose karain aur usi par focus karain. Agar ap multiple pairs par trading kar rahay hain to ap kay liye sab pairs par focus karna mushkil ho jaye ga and kisi bhi pair mein honay wali changes ap se miss ho sakti hain.
                • #1913 Collapse

                  ji aap ki bat saheey ha, aap ko aek pairs main trading krna chaheay mager yeh aun traders kay leye go Forex mein nayei ha, aun ko ik pairs istemal krna chaheay aor go iss main poranaey ha, woh jitneey chaye estimal karaey.
                  • #1914 Collapse

                    g haan trade ko smajhna bohat mushkill hai duniya ka koi maika laal chahey jitna bhi expert ho woh yeh nahi bata sakta ab market up jaye ga ya down jaye ga buss woh aik toka lagatey hain per jo iss ko samajh jata hai woh bohat bada business man ban jata hai woh big traders mein shumaar ho jata hai
                    • #1915 Collapse

                      Ap sub thk kah Rahy hain hmen starting mn aik pair k sath he trade kren q k zeyda pair use krengy tu apko achy se smjh nh ay gi starting mn hr step ko achy se smjhna hota hai es liye aik pair ko he join kren
                      • #1916 Collapse

                        new traders kay liye achi baat hai ke jab woh nai nai trading start karin tu bohot saray pairs mai trading karnay be bajaiye aik he pair mai trading karin . iss say traders ko kafi fiada ho ga. aik tu new traders confuse nai hon gaay aur na he overtrading kar sakin gaay . baad mai jab aik pair ke trading achi ho jiye tu phir beshak woh aik say ziada pairs mai b trading karin tu koi masla nai hoga.
                           
                        • #1917 Collapse

                          starting me tu aik hi pair pe trade karna theak rehay ga kyu kay aik hi pair pe apko trade karnays ay aik tu apki sari tuwaja aik hi pair pe rehti hai us kay baad ap is me lost ratio kum rekh sakaty hai
                          • #1918 Collapse

                            Dear hume ek time ma do hi trade open krni chaiye ye hamre liye Important ha agr hum zada pair of kam krein gey tu lose be zada hoga hume is ma experience ur knowledge hasil krna chaiye
                            • #1919 Collapse

                              agar hum new hay to humay chahiey keh pehlay trading aik pair par start karen jab hum aik pair par trading karna seekh jaye gay then humay chahiey keh other pairs par bhi trading karen tab humari trading mazeed behtar ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                yes sir g ap ko aik hi pair per tradi kerna chaiey is se ap k mind per zada stress bhi nhi rehti hi or ap acha kam ker skaty hein is se ap ko zada mehant kerny ki bhi zrort nhi ha ap kam mehant ker k zada jaldi analayse ker skaty hein or ap zada acha kam ker skaty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X