jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Assalamualykum dear, i think es main to kisi ko koi shk ni hona cahey k insan jab fully fresh hota hy to us ko tab he koi kam. Karna cahiey ab cahiey voh trading ho ya khuch aur main nyn suna hy k "Rest is best for the test" to dear jab tk ap ka mind sukoon main ni ho ga ap ki body ap ka sath ni dy rahe ho ge to na to ap ko kam. Karny main maza ayie ga na he ap koi kam kar sakty ho es liey aysi situation main apko kam say avoid karna cahiey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      market main kam kar k hum apni har zarorat ko pora kar sakty hain aur haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is forex main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is sayy faida ho saky ga
      • #663 Collapse

        Trading karnay k lye apko quit fresh mind se trading karna hay qk agr app fresh nahi hoongay to ap trading to kia koi bhi kaaam sahi se kqr hi nahi saqty hain
        • #664 Collapse

          dear friend forex treading m apny ap ko active rakh k tread open Karen neend a ri ho tu tread open na Karen q k profit hony py ap agr so gy tu tread close ni kr sako gy r los m phr a jao gy neend ki halat m ya rat ko tread order krna sai nhi
          • #665 Collapse

            is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur haar jeeet tou hoti hi rhti hai so hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky gi aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achy say run karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade lga sakty hain
            • #666 Collapse

              hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur is main resst kar leni chhaye ta k hamain is forex main trend ko use kar k hi trade karni h gi aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main information hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga it is best job
              • #667 Collapse

                Bhai mera manena to ye hai k trading fresh mind k sath kerni chaye. Jab tak hum bilkul fresh mind nahein hon ge. Aur apni tamam ter preshani ko dor nahi rakh dein ge to hum aik positive trade nahein laga sakty.
                Bilkul isi trah ager ap ko neend tang ker rahi to ap ko chaye k ap laptop ko band kerain aur so jain. Us waqt galti k bahut chance hain.
                • #668 Collapse

                  Ji bilkul bhai ap ki bat sahi hai trading ke doraan hamain bohat zada khayal rakhna chaiye ke hamain kahin neend na aa jaye kiyun ke neend ke doraan hamain loss ka samna karna par skta hai jo ke hamare liye behtar nahi hai koshish karni chayie ke trading ke liye specially time nikala Karen us time pe trade kiya Karen es ham loss se bach sakty hain
                  • #669 Collapse

                    Trader ko hamesha fresh mind k sath he trading krne chye neendd ki halat me to bulkl trading ni krne chye neend ki halat me to baz oqat mind kam ni krta agr ap trade lge to chances zaida hte ha nuqsan k agr neend aia jie to bhtr hota ha k trade close kr de koe k market k fundamemts kse hue waqat tabdeel ho skte ya
                    • #670 Collapse

                      ho sakta hai par hamain is main mind ko fresh kar k kam karna ho ga tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main information hasil karein gay tab hamain kam karny main bi koi problem na ho saky gi aur fiada ho saky ga
                      • #671 Collapse

                        jab hamy need a rahe ho to hamy trading nahi karne cahey q ky hum kam sahe sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga is liye hamy fresh mind ho ky kam karna chahey forex mai hum part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                        • #672 Collapse

                          g nahe bilkul b nahe wasy b neend ho ya na ho to hum ismy loss ka soch b nahe skaty .or agr humy neend aa b rahi ho to hum us ko loss my close he nahe kry gy.or mary khyal my jb b huymari koitrade loss my ho to humy neend nahe aaa sakti.
                          • #673 Collapse

                            Re: jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein

                            Trading ka time jab hota hay to pakistan kay time kay mutabiq wo time logo kay jagnay ka time hota hay. us time log apni job say wapas a rahy hotay hain is liye neend ki koe tension nahi hoti. baki need ki waja say loss ki sirf aik sorat hay kay trader trade lagatay howvay koe ghalat trade laga day ya close kertay hovay koe dosri trade ghalti say close ker day to is say loss ho sakta hay. ya ghalti say neend ki waja say lot size boht bara lag jaye aur market chand pip opposite move karay aur boht bara loss ho jay.
                            • #674 Collapse

                              Re: jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein

                              g ha aap nay sahi kaha kay need ki wja sa aap sa mstak ho jate ha our mari bat yad rakay ga kay jo log success hasil karna cahaty ha un ko kam he need ate ha uis liay ow mstak be kam he karty ha ti is liay humay is ma soch smj kar he trading karne cahay ya aik best busines ha is ma aap ka jab mind upset hota ha to aap ko is ma trading nhe karne cahay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Re: jab aap ko neend arahi ho to aap loss kar sakte hein

                                har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achy say perofrm karein gay aur sony k waqt sona kam k waq kam so it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X