Indicator ki predication ko aager hum 10% follow karay to hum profit main asaktay ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    dosto mai aap sa pouchna chahata hoon kai jab market main news na ho aur market doubt main ho to kiya humein indicator ki help laitay howay 10% indicator predication per apna t.p set karna chahiyeh with risk of 30% stop loss? aap ko kiya lagta hai kai hum ko is sa profit ho sakta hai ?
    forex ek buhat badi market he es mein buhat sary indicator he jo hum buy bhe ker sakty he or hamein free bhi mil jaty he per sirf indicator sey hum profit nahe hasil ker sakty.hamein learning zaroor kerni perti he learning key bager her indicator bhe fail he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear indicators ki direction ko follow krna bahot hi useful ha aur traders zayada tar indicators pa he trading karty hain . Main first day say mukamal tor pa indicators pa depen karta hon aur ek bat important ha k indicators ki direction ko follow krnay k sath sath support and resistance level ko b madenazar rakna chaya.
      • #48 Collapse

        Ham sab jante he ki forex indicator kabhi 100% sahi nehni hota lekin ham risk leke yeh kam karsakte hen.
        • #49 Collapse

          asalam o alaikum dear friend mein abhi threading k level tk nahi pohoncha hu and muje threading k bare mein nahi pata hai qk mein yaha pakistan forex forum pr naya is liye mein indiceter k bare mein nahi janta hu and us k use ka be muje nahi pata is liye mein ap ko kuch nahi bata sakta hu.
          • #50 Collapse

            mera jahan tak khayal hai.. sub indicatos fazool hain.. aur use less hain in ko use kar ka sirf loss he ho sakta hai.. aap khud ka method sa trading akren toh aap ko fiada hai
            • #51 Collapse

              well my dear friend, meray khayal say koi bhi indicator humein kabhi bhi aur har bar rightly decision nahi dey pata hai kyun kay wo bhi aik tarhan ki programming he hoti hai, iss leay humein thora hard work kar kay manually working aur practicing kar kay market ko analyse karna seekhna chaheay...
              • #52 Collapse

                g haui bukuyl ap kar sakaty hai likin bohat hi say logo ko indicatos kay baray mei pata lazmi hi hailikin is bat ka pata nai hai kay is ko askauy hi sue karna hota hai is laiy hi fail ho jatay hai
                • #53 Collapse

                  Dear frienb aap ne kaha hai k Indicator ki predication ko aager hum 10% follow karay to hum profit main asaktay ha to mai is baray main youn kahoonga k mai abhi new hon
                  • #54 Collapse

                    ho ap ne bohat ache bat poche hai trading mien pahle demo pe sekh lena cjaye ta k hame ache trading karne a jae or ham loss karti ho ap ne bohat ache bat poche hai trading mien jab hame ziyada experience hasil ho jata hai to ham ache trading kar sakte ehn or acha kama sakte hen is liye hame ziyada exoerince hasil karna chye or news se bhe update
                    • #55 Collapse

                      Indicators k barey main knowledge ko hasil kerna boht zarori hy hum iss k barey main knowledge internet say easily hasil ker sagty hain our ager 10 % bhe knowledge aa jaey to app easily success hasil ker sagty hain
                      • #56 Collapse

                        nhi aese formulas me kab se bana rha hon aaj tak un me kamyabi nhi mili hai yeh sab kaam nhi ayen ge indicators bhai trend batate hain jo ke aksar foran he wrong bhi ho jate hain is lye news or charts ko bhi dekh kar kaam karna hota hai .
                        • #57 Collapse

                          dear mai koi b indicator follow nhn karta esii liye tu mai acha kam kar raha hon forex mai jab tak ap sahii aur araam se sakoon se kam karte raho gy ap ko faida zyda hota rahe ga aur ap enjoy b karo gy,,,
                          • #58 Collapse

                            Sir apki baat bilkul ok hai ager koi bhi log trading kay liye indicator ko use karo gay to ap easy profit kama saktay hain bohat kam log aisa kertay hain lekin apko apna zehan bhi use kerna chahiye thank u
                            • #59 Collapse

                              yr brother i will say its totally depended on u .k ap kitny ka profit or loss rakhty hy jitny ka p rstop loss rakhy os hissab se take profit rakh skty hy ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Mery khayal main indicatores help karty hain shahid bhut ziyda or shahid bhut kaam lakin indicatores ko fallow karna profit ko follow karny jisa hota hey or indicatores ko follow karny sey humhari analizing skills be improve hoti hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X