Robot Always Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Nahi bhai aisa bhi nahi hai ke robots apko hamesha hi loss karwayen aur bohat se robots profitable bhi hote hain aur apko bohat ziyada profit bhi dete hain,but ye risky bhi hote hain,apki equity bhi bohat dafa poori khatam kardete hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ic barey mai kuch nai keh sata hoon kyun k mai ney kanbi b ic ko use nai kiya hy jab use karoon ga aap ko b btaon ga so abi jinu ney kiya hu wo shae karen plz
      • #18 Collapse

        Reboot trading aik aisa option hai jis main trading automatic hoti hai .Is ko wo traders apply kartay hain jin kay pass time short hota hai .Laikan is main profit kay chances bohat kam hotay hain .balkay is main loss kay chances ziada hotay hain .Is liey reboot trading ni karni chahiey balkay manual trading karni chahiey .
        • #19 Collapse

          Jee main ne aap ka share kiyea howa image daikha hai aap theek hi keh rahy hain, Actually main na kabhi Roobot trading use nahi ki aur na hi mujhy es k use ka paita hai k yeh kaisay operate kerta hai. Lakin mery khiyal sa roboot trading ko use nahi kerna chahiyea kiyun k es say Trader ki learning zero hoo jati hai.
          • #20 Collapse

            Robot is not works on at time of huge movement and manual trading better than robot because robot works just one strategy which is programmer setup and trough manual trading you can adjust your trade and you can gain profit so you should not trust any Robot type thing its give you always loss.
            :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
            Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...
            • #21 Collapse

              ji han ap ny sahi kha ha robot per trading kerna nuqsan dy ho sakta ha hmain kosish kerni chahiye khud analys ker k trading kerin kion robot ko jesy set kerin gy vo wesy wesy trades open kerin ager hum manual trading kerin gy tu definatlly 10 ma sy 8 trades apki profit ma hi jain gi
              • #22 Collapse

                g.. ma b app sab k sath agree ho k hamain apna kam khud krna chaiye or dusro pr depend nae hona chaiye khaas tor py tw robot pr because is k use se hamary profit ma tw increase hoga lekin loss ka b chance brhy ga.... tw is se behtar tw ye hi hoga k app self dependent bany or safely profit karain.......
                • #23 Collapse

                  Jee bhai robot to robot hay , apko ko khud trading karni chahiye , na k robot se karwaen , short cut tareeqa hamesha se he nuqsan deh sabit hota , sirf trading main he nahe bal k or jaghon main bhi, so my advice is to please avoid robot trading.
                  • #24 Collapse

                    bhi me new ho ahbi forex manual work kar ra ho me mujhe robot ka n ahi pata k robot kia hay aur app nay jo pictures attach ke hay wo tu aam he as me kon sa robot attach kia hay app nay
                     
                    • #25 Collapse

                      jee sahi kaha jab bhi app robort se kam lo ge us me app ko hamesha loss hi ho ga aur woh app koi faida nahi de ga balke app ka account hi band ho jaye ga.
                      • #26 Collapse

                        robot trading boht he lossful ha. kyn k ya machines han or market ka better analysis nhe kar sakhti han. jub k hum manual trading ma zaida acha profit get kar sakhty hn. or money managements kar k apnay bones k mutabik he trading kar sakhty hn. ya business hamian boht money da sakhta ha but is k lye hamain manual trading karni chaye.
                        :cool::cool::cool:
                        • #27 Collapse

                          robot ap ko hamesha loss hi karwata hai insan is se ziada behter trade kar sakta hai shukar hai kisi ko to smaj ayi k robot always loss karwata hai ho sakta ha kuch me faida daita ho
                          • #28 Collapse

                            hum phir bi ise use karte hen kyoun ke sometime ye profit daita he aur sometime ye loss bi daita he kuch bohat ajeeb se hote hen jo sirf loss hi dete hen.ya boht he acha online business ha, is men hamen kabhe bhe robort nhn use krna chaie, hamen apne mehnat say krna chaie
                            • #29 Collapse

                              agar aap kam amount me robert ko use karonge to jada chance honge loss ke kyuke kabhi kabhi market bahoot jada move hota hai aur robert intry per intry lagate jata hai yaha tak ke aapka account 0000 ho jata hai isliye robert ko jada amount me use kare to thoda thik honga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Robot ka sath trading Karna sab sa fazol ha mare nazar main ma na Robot ka stah kahin bar trading ki ha mujhe Robot trading ka bht bht huge loss howa is liya main sab ko kahonge ka wo avoid kar Forex trading main Robot trading ka way use karna sa.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X