Decrease The Loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Decrease The Loss
    Loss and profit forex trading ka hissa hay. ap ko dono k liye ready hona chahiye. Lekin agar ap isko samajh kar karain to ap apnay loss ko km kar saktay hain. or profit inrease kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai yeh bat to he keh forex trading mein profit aur loss hota he aur jb es mein apne smjhdare se kam krte hien aur tradig mein ache earning ke lie apne trade ko bhtr krte hien to hmein boht faida trading se hota he aur ham loss ko control mein rkh lete hien
     
    • #3 Collapse

      hum mere khyal main loss ko khby khatam nai kar sakte hain han hum loss ko minimize zaoror kar sakte hain us k liye humey chahie k humare jo bhe misatkes hain jin ki wjah se humey loss howa hah un ko dor karain un se saikhain to hum lss se bach jaye gay
      • #4 Collapse

        loss ko kam say kam karna ka lia apko market stratagy ko samjhna para gai or acha analyst ki madad leni para gi jaisa ka analyst apko instaforex ki website per mil sakta hain
        • #5 Collapse

          koi b business ha us ma dono chezien eik sath chalti hain is liye hamy is bat sy khuf zada nahi hona cahye hamy bas is ko sekhny ki taraf aur practice ki taraf zeada tovaja dyni cahye ta k ham kamyab ho jay...
          • #6 Collapse

            forex trading mien apko chahiye ke ap is mien money management aur risk management ko seekhen is se apko faida ye hoga ke ap phir apne losses ko manage karna start kardenge.
            • #7 Collapse

              g haan forex trading main apko her cheez ke liye ready hona parta hai kiyun ke yehi ek way hai jis se ap apne apko confident rakhtey hai so please losses ko ap decrease ker sakte hai lekin forex trading ki complete command hasil kerlene ke bad
              • #8 Collapse

                han dear is buiness ko bahut ys loog kr rahy hain ye aika cha buiness hai si ko kisi tiembhi kiaa js kata hai ye ai acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aika cha buiness hai
                • #9 Collapse

                  Loss hona koi itni bari baat nai hai hamyn starting main kam lot size par trading karna chaiye ta k hamyn loss kam ho aur jab loss honto us sy seekhna chaiye kun k jab tak ham seekhyn gy nai tab tk ham loss nai kam kar sakty so loss sy seekhna e hamary liye acha sabit hota hai aur isi sy e loss ko kam kita ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karen aur is mien ap bina panic hue trading karen to ap zaroor kamiyab honge apne emotions pe control rakhen.
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai hm ko apne forex trading mein loss boht km krna he aur apne trading mein sahih experience hasil krna he aur apne trading mein profit increase krna he aur apne trading mein ghlt kam nhe krna he phr hm apne trading mein kamaybe hasil krte hien
                       
                      • #12 Collapse

                        g bilkul forex trading me agr ap ko losss ho raha ha to us loss ko ap kam kar sakty hain ap ko loss ic liye ho raha hota ha q k ap pass experience kam hota ap apna experience barahin ap ka loss b kam ho ga..
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jan forex trading mein loss kam krna bahot hi mushkil hai is lye bahot zaida knowledge ki zarort hoti hai aghr apke pass knowledge hai tu ap loss ko decreased kr skty hain warna nhi
                          • #14 Collapse

                            trading kerte hoe koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalein taake ap ko koi bhi loss nahi ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Acha trader wohi hota hai jo k us main loss ko accept kerta hai jo k forex market k risk ko janta hai to us main profit our sath sath chalta hain to us ko accept kerny wala he forex main aik professional trader banta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X