Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ahan, Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !, well said dear, it is rightly said , ke success ka graph kawbi bhi straight nahin hotaw ;)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      bilkul sahi baat ha, k jb hm kisi kaam ko krn ki koshish krty hn to aisa kbi nhi ho skta k wo easily kisi b mushkil k begair ho jaye balky isko krty krty bohat sari difficulties paish a skti hn jo hamein face krny k baad hi kamyabi milti ha.
       
      • #123 Collapse

        ji han aap ki is baat se mere andar bhi josh peda hua hai brother aap ne bohat acha thread post kara hai yeh agar ham ko success hasil karni hai to is business me kafi difficulties ko face karna he pare ga tab he ja kar ham ko faida ho sake ga .
        • #124 Collapse

          yes my friend you are right success in forex is not a easy way. if you want to be a successful trader then you have to run over many problems. never be lazy for working.
          • #125 Collapse

            ji han mai ap ki baat sy agree honagr hm ko es mai success gain karni hai to hm ko is mai bht struggle karni hoga jo hamary lyie tough ho skta hai
            • #126 Collapse

              G haan eisa hi hay lekin success etni mushkil bhi nahi hoti hay aap jitni zyadaa mehnat krenge utni hi jldi apko kamyabi mile gi is liye koshish kren k success hi apka muqadar banay.
              • #127 Collapse

                ji han ap ny thek kha hai agr hamain success gain karni hia to hamaib bht struggle karni hogi jo bht tough bhi ho skta hai.
                • #128 Collapse

                  dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k successful hony k liye loss bhi zarori hy agar ham loss saydar jaen gay aur us say learn nahi karien gay to ham kabhi bhi successful nahi ho sakty
                  • #129 Collapse

                    bhi jan ap ka sawal bohet e acha hey muje ap kas awal bohete acha lagaa hey forex ek bohet he acha busnes hey or as ko me like karta hn or as me apny ap ko kamyaab krny ky laye achy pasy ki zarorat hey
                    • #130 Collapse

                      aasalam-o-alikum gi ap nay sahi kaha asal may waki kabi bi graph waki may straight line nahe hota business may always up and down hota rahta hai aur yai up and down bhi ap ko sahe say business karnay ke sense daita hai tu agar jo log yai sochtay hai kay un ko business may always profit he hota hai tu wo apnay business ka aik graph banaya aur daikay
                      • #131 Collapse

                        ji haan apney bilkul sahi kaha hian k forex business main success hona hantoh is ian leaninrg kanir chyahe and is forummian zydaa se zydaa learn karnaa chyeh kyun k ye achi jaga hain learn karne ka
                        • #132 Collapse

                          app ne achi baat ki hai lakin humhe graph ko samajna parta hai k graph up trend ho ga ya down trend ya seedha yahi iss business main experience ko samjne wali baat hai.mujhe positive b sochna chahiye lakin negetive chezon ko b nazar andaz nahi karna chahiye q k koi na koi kam ki baat hoti hai.
                          • #133 Collapse

                            g han iss baat main koi shak nahi ha ke aap agr iss kaam ke aik successful trader hen to iss ka graph kabhi bhi straight line nahi ho ga iss main ya to increase ho ga ya to decrease ho ga aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen to hi aap ko success haasil ho sakta ha iss main hi aap ka fayda ha
                            • #134 Collapse

                              ya too app nay sahi kaha hain forexx may app ki trade kabhi loss may hotii hain aur kabhi profit may yani kabhi app ko loss hogii aur kabhi app ko profit hogii app ki tarakii may bohot say up and down ayengay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                han bhai kabhi bhi kamyabi ham ko asnai ke sath nhi mil sakti hai forex me is ke lye ham ko kafi sakht mehnat karni parti hai or greed ko khud se nikal kar is me kam karna parta hai tab he ham ko is business me successful hone ka chance milta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X