risk warning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Hi, this is a nice topic. I fairly say with my experience that, the more the risk, the higher the pay, but the higher that you may lose too. When you risk just a little, you also gain just a little, but success is always predictable.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      nhio bhai jaan market ki tarf se aap ko kici bhi qisam ki koi call yan masg nhi milta aap ki trade chahy + main ja rhi ho yan minus main aap ko khud hi dehan rakhna hota hai apni running trade ka
      • #78 Collapse

        Nahi aeasa koi message receive nahi hota. Broker ap ko kabi be nahe bataye ga k ap ka account wash honay ja raha hay balkay ap ko khud he apnay account per nazar rakhni pary gi isliay ap ko always careful rehna pary ga.Agar ap kahi jaty hain tou apni trades ko close kar kay jaye ya agar ap apni trades ko close nahi karna chahtay tou stop loss ki option use kar lain.
        • #79 Collapse

          Nahi humein aisa koi risk warning ka message nahi milta jis se humein is baat ka andaza hojaye k humari trade loss mein jarhi hai and humein is trade ko close kar dena chahiye humein market ko analyze kar k is baat ka andaza lagana hota hai k humari trade loss mein jarhi hai profit mein.
          • #80 Collapse

            dear ap agra ya kehna cha ara ha ka jab bhi ap koi trade loss main jare ho tu tak apko Forex account pa warring nhi milti jab tak apka account bilkul last stage tak na ajaye then margin call ana sta ho jate ha .
            • #81 Collapse

              In fact these are just normal human behaviors when it comes to financial uncertainty and possibility to lose or gain lots of money however it will take you nowhere in forex.
              • #82 Collapse

                nae bhai jaan market ki taraf se ap ko kuch nahe melna hai aesa honay lag geya tu ap pehlay he trade nahe karo gay aur forex ka un ki taraf se tu profit ruk geya na
                • #83 Collapse

                  no bhai humen market ki tarf say aisa koi message nhi milta k humari trade loss me ja rhi hy.han mager stop loss order ko enter karnay say ap zyada loss say buch sako gay.ap jub stopp loss order enter karo gay to apko loss honay k bad apki trade remove kardi jaay gi jis say p mazeed loss say bach sako gay
                  • #84 Collapse

                    asir aisa koi bhi message nahi milta broker ki traf sa bas apni account ko aik hi tariqy sa wash hone sa bacha sakty hay sirf aur sirf stop loss laga kar us say-----------
                    • #85 Collapse

                      ye kaam bhot he risky hai jiss me aap jitna zyada earn karna chahty hain aap ko utna he zyada risk lena pare ga aap ko yaha pay is kaam ko samjh kar he karna chahye ta k aap ko yaha py kuch samjh sake.
                      • #86 Collapse

                        nhi dear aisa koi warning nhi milta loss ka haan agr account wash ho rha ho to red light trade p aa jati hy keh ap ka account wash hony wala hy to us waqt trader kuch bhi nhi kr sakta aur wash hi ho jata hy.
                        • #87 Collapse

                          oper jo bhai bta rehy hai un py ammel keroo ye log sehi keh rehy hai mera bhai. q k mujh b es k bery mai itna pta q k i am also new in this bs sirf try mai lega ho ap b mera bhai try kero result possative mely ga.
                          • #88 Collapse

                            G an mare aziz dosto ya bat sachg ha apney lagae hoey barter capital losska accident ho rha ho ya is capital accident key war ning aya maray khayal kay motabik ap ko apney is barter ko abutting kar dana chheya is lea ka ap is accident ko abutting kar kay baray accident yane annual kay khatam honay say bach saktay hain
                             
                            • #89 Collapse

                              nopssssssssssss.....esaa koi message nahi ataa humhy kabhi bhi apko loss ho ya profit kabhi bhi koi esaa warning nahi milti apko khudhi dekhnaa paprhta hai aur agar app chahty hain to stop loss use karen phir agar apko ishi tarhan ki koi warning chhaiyeh hai to. .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ahi bhai aisa koi bhi message nahi milta broker ki traf sa bas apni account ko aik hi tariqy sa wash hone sa bacha sakty hay.............ap stop loss ko use karen jiss sey apka account loss main to jaey ga lakin wash nahi hoga or sirf utna hi loss hoga jitna k ap chahty hen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X