new generation vs old men and women

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
    main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
    ap ki bat bilkul sahi hai lekin mere mutabiq jo knowledge old age k mens aur womens k pas hai woh new generation k pass nae hota hai old age k logo k pass experience bhi hota hai is lye mere khayal mein old age k traders ziada behter trade karty hein!!!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      new generation ko zada faida hai kyun kay unkay pass zaida technology hai .aur ab zada indicators aur robots aur mt4 mt5 bhi hain jo trading mai help kartay hian
      • #588 Collapse

        meray khyal may old man kay liey yeh buisness acha hoskta hey kio kay unhey pehlay hi trading ka andaza hota hey and forex pa kaam karna unkay liay easy hey dear
         
        • #589 Collapse

          if the old trader has experience then the old trader earn more money from this Forex trading and if the old person have no experience of Forex trading but new mean to say young person have experience of trading then new do better than old person.
          • #590 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
            main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
            dakho janab...........mari nazar mai to new generation mai trading ziada common ha jo ka old generation mai common nhe ha to muja ya he lagta ha k new generation is better then old one but baat knowledge of market ki ha ager koi old person ziada experience rakhta ha to wo achi traha trading kr sakta ha.........
            • #591 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
              main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
              Yeh forex aik aisa platform hai jhaan pr new generation k traders old experts generation say bhe ziada kr sktay hn kyn k this is a platform equal for all the generations, so you cannot say or trace out all the probabilities.
              • #592 Collapse

                new genration abi kem tajerba rakhty he or jeb ke old man is per kafi search ker choky he or is waja se ke old man zayada ashy tariqy se kam kerty he on ki ab practice bohet ho choki he jis ki waja se wo new genration se ziada old man janty he .
                • #593 Collapse

                  forex mein kamiyaabi chatay hain tu kosis kary es mein cool mind rahay aur es mein new genration old aur normal sab kaam karskatay hain kisi k liye koi pabandi nahi hai thankful for question
                     
                  • #594 Collapse

                    dear ye new generation k liaykaafi acha business hay new generation iss par easily kaam kar skti hay unk mind kaafi tez hote hain wo asani se iss ko analyse kar k acha profit earn kar skte ahin so ye old people or women kii nesbat new generation ziyada best hay.
                    • #595 Collapse

                      forex trading boht hi acha buisness he is me mostky young jenration out of controle ho k work krte hein .. lake of knowledge ki wjwa se wo loss kr jate hein, trading me wohi succesful he jis k pas acha knowledge or experience he.old traders boht achi earning kr rhe hein..
                      • #596 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: wafa24 پيغام ديکھيے
                        main janna chahti hon kay new generation kay traders ziada profitable trading kartay hain ya old age kay log ap sub apnay opinion share karain
                        bhai old log zada acha kar skty hy un ky pas bohot experience hota hy but agr new mind sath mil jay to bohot ala ho jata hy .is leya milky kam maie zada profit hy
                        • #597 Collapse

                          Aik simple si baat hai kay jo koi bhi hon chahay woh new generations hon ya old aged person. Sabhi is business main apni apni knowledge, study, practice aur hardworking karkay hi kamyabi haasil kar saktay hain. Humain chaihye kay humain apni hardworking aur practice per focus karen takay humain kamyabi haasil ho.
                          • #598 Collapse

                            Dear ap na question acha keya ha to dear chayia old generation ho ya phir new generation ho work kr skta ha jes ko zada acha sa knowlage ho ga aro exprince ho ga wo he acha sa earn kr skta ha to dear old aro new dono acha sa earn kr skta ha.
                            • #599 Collapse

                              forex trading business may her koi earning kr skty hai ..........aur main zrori nai samajta k .......old zayada earning ya new zayada earning krta hai .....balky ye to os pey depend krta hai k wo kya chahta hai ......kr k ya....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                New generation bht tayzi kay sath Forex ko join kar rahi ha. Keu k wo people apnay ghr beth kar acha profit kar rahay hutay ha. jb k old people internet ki earning per depend nai kartay aur us ko scam samajhtay ha. Keu k wo people manual kam ko prefer kartay ha. lakin Forex bhi aik reliable business ha agar is sahi samajh kar kea jay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X