advantages of stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    yer bhai ye stop loss ye hai iss mai bikul aisa hota hai ke app apne kaam laga dain or kahin or chaly jahen phir wo app ko khud ba khud profit or loss ke bare mai bata de ga iss mai hum ko kuch jayada nai karna parhta har kaam khud he hota hai bas ap ko sahi tarike se trading karni ani chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Stop loss and take profit key buhat say faida hain. Hamain trading start karnay say pehlay yeh planning karni chaheye keh hum nay kitna loss bardasht karna hy aur kitna profit lena hy. Is say aap ki equity save rehti hy. Aur aap lalach key chakar main aa ka apna tamam balance zaya nahi kar detay. Thorey par iktifa karna hi sub say behtar hy.
      • #258 Collapse

        deaar friends g hain g forex aik bhut acha bussiness ahin is ma hum ko loss be hotu hain is ma hum ko kam karna ki averge ka pta chalta hain aur is ma hum ko poste per day pta chaltu hain .
        • #259 Collapse

          dekahin mere khyal se tu stop loss aur take profit ki bht hi importance hooti hai jab hume forex main loss horaha hota hai musalsal tu hum stop loss ki term use karte hain us se ruk jata hai loss isi taaraah take profit ki term use karte hain ...
          • #260 Collapse

            oye mere bhai jannn take profit aurrr stiop losss lagana buhat a6i bat hai q k appp trade dalll karr bethny ki bjayeee kahin b ja sakty hooo ar koi tension b ne sl ka faida ye hai k ap ka account urrta nahi hai
            • #261 Collapse

              har trade kartay wqat stop loss aur take profit use karna chaya kyun k pakistan main load shedding ka b issue hai aur kisi b time internet kharab hu jata hai ais liya agr stop loss hu tou aap ka account kabi wash nahe hu sakta aur takeprofit ko aap manually b close kar saktay hain
              • #262 Collapse

                g han bhai jan ap nay bilkul thik kaha hai ki forex main take profit aur stop loss ka bohat advantage hai q kay hum forex main koi trade lagaty hain to us ka profit aur loss hum khud decide kar sakty hain aur apnay loss ko bacha sakty hain.
                • #263 Collapse

                  G han es main stop loss or take profit k buhat faidy hain agr hum es main pending order lagaen or stop loss use kren or take profit to hum es main achi earning kr sakty hain or behter profit bhi
                  • #264 Collapse

                    Iska bht ziada faida hota hai.sm times hamain neend aa jati hai ya light chli jati hai ya pc khraab ho jata hai so is tool say hm trade ko manage kr laity hain.so mai take profit ko ziada use krta hn and stop loss ko km
                    • #265 Collapse

                      dear ap ne bahut acha question kia hy advantages of stop loss and take profit wese to bahut hain is lie ap ko chahye ke ap sab se pehle proper knowledge r experience hasil karian ta ke ap ko risk laine se bach sakein r ap ko stop loss r take profit ko use karne ka maoka na mile
                      • #266 Collapse

                        bhai jan apko forex par stop loss or take profit dono ka bara ma zaroore pata hona chahiya stop loss or take profit trading krna ma bhot bara roll ada karta hai.
                        • #267 Collapse

                          we can get back to deepen and improve the system and our trading strategy by using a demo account first. so when we come back with a real trading account, we can trade it better
                          • #268 Collapse

                            gee bhai apne boaht achaw post kri hai is say Yaha PAr jitne bhi member hain sub ko faida hoga or is information wali post k hawalay say mera jawab ye hai k Forex trading main stop loss Is liye istemaal kiya jata hai kay jab trade lagai jaye to agar light na ho ya ap Software use na kr rhe ho to wo fix point of loss par stop hojaye or apka zyada loss na ho or take profit fix point of profit k liye istemaal kiya jata hai
                            • #269 Collapse

                              jab ap trade krty hu r ap ko yaqeen hu k market itna apko profit dy saktu hai to ap take profit ki limit dy dien ta k ap agar market watch na b kr rahien hun r market us point tak jaye to apki trade auto end hu jaye r loss b aisay hi hai g
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                my dear brother forex trading mein stop loss aur take profits dono hi bahot use ful terms hein jin k sahi istemal se forex trading mein success hasil karna kafi aasan ho jata hae kiun stop loss se ap apne loss ko muqarara limit tak rok sakte hein aur isi tarah se take profits se bhi advantage le sakte hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X