how to use moving average

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    moving avarges ek acha aur technical indicator hain main to is indicator ko bohat like kayea hain is ki help sa ek strategy ko used kar raha ho trader is indicator ki help sa acha earn kar sakte hain agar wo moving avarges sa koi strategy bana laye to market ko samaj sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ahh how to use moving average , i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne pochahw hai mujhe us ke bare mein knowledge nahin he, well it is so helful for new comers, ese thraed diya karen take bakiyun ke posts se ham new comers ko knowledge mile :) thankssss :)
      • #33 Collapse

        jee bhai jaan aisa hey k ey aa p ko is kaam ey moving averege k a koi bi faida nahi miley gaa aapko chaiey key aap is kaam ey aik proper knopwledge key saath hee entre ho jaye or jab ey aap ko iskaam mey faida miley gaa
        • #34 Collapse

          Dear Brother! aap ka ye question bohat acha hai. Forex trading main moving average best topic hai. Forex moving average trend ki taraf asara karta hia. kitni moving karti hai. forex business aik online business hai.
          • #35 Collapse

            moving average ko sue karna iakboaht hi asan kam hota hai pako is ko bus donlaod kar lena hota hai aur is ki stteing khud hi hui hu hoti hai aur kuch bi nai apko karna hota hai
            • #36 Collapse

              Assalam-O-Alaikum is me koi shak wali bat nahi hey key moving average aik best indicator hey bs ap ko is ka sehi use ana chahye pher ap is sey jo be strategy bnaen gey wo ap ko bohat zyada profit earn karney me help karey ge.
              • #37 Collapse

                maytu abi tak es ko abi tak use nahi kaaya hay kyun kay may es ko yah kahta hoon kay gaar aap ko hi pata hay tu phr es ko mujay bi batian.
                • #38 Collapse

                  A good trader must be good knowledgoe of their business must collect a huge amount of expaerience anad must also really after is a good trader. I think a good trader must deal with large companies, since most of the capital of the great advantages
                  • #39 Collapse

                    Dear friend forex aik bahut acha business hy.mein a hi seek rahi hun mein is bary mein apko kuch Nai beta skti dosron ko btany sy pehly mein seekhny ko better smjhti hun.
                    • #40 Collapse

                      Sir forex may main trading kay hawalay say main new hi hoon mujhe trading ka kuch pata nahi chalta hai jab main nay trading ki mujhe loss hi hua apkay sawal kay mutalaq kuch nahi pta hai ap mujhe please bata day
                      • #41 Collapse

                        yes moving average aik acha indicator hai jo trend ko samajhne main madad deta hai ye easy bhi bas mera khiyal hai k is k saath bolinger band ko use karna chaye resistance and support k tor pe
                        • #42 Collapse

                          deyar all member forex biznees min us market ki kabhi kabhi moving avrig buhat hi zyda Jo jati hy tab ye humri samjhte se bahir ho jata hy kah ye sab kuch lyse ho raha hy
                          • #43 Collapse

                            average kia hota ha ha or yeh moving average kia ha or how to use moving average agr koi experience wala banda janta ha to please mujhy bhi bata dena q kay main abhi iss feild main naya aya hu so help me in every in every kind of problem experts sy guzarish ha meri
                            • #44 Collapse

                              je bhi main ne yeh website dekhi hoi hy is main kafi kuch help ki cheziain milti hiaan lekin apko pehle kisi teacher sy sekhna zaraori hy tb ap is main apne experience main izafa kr sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                koi b insan us waqt tak nahi ashy say success pa saqta hai jub tak vo is mai khud ko ik limit k sath move nahi krta hai kun k is k liay humy sabar say kaam lainy ki zarort hoti hai or kaam behter ho jata hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X