Maximum Investment Ka Hona Zarori Nai Hai Trading Mai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji haan apne theek kaha hai trading k liye maximum balnce hona zaruri nahi hai ham jitna bhi chahen utna pesa invest kar k trading start kar sakte hain or mahnat kar k apna profit kama sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      trading mian maximum investment ka faida hota ha kon keh agr investment ziada hoti ha faida aor instan earning ziada kr skta ha is liy experince k sath investment ziada krian aor profit eran krain
      • #33 Collapse

        ham maximum investment ka hona to bahut he zarori ha laken wo us time ager hum forex me successful trading kar satkay han laken ager humhen forex me trading karna nahin aati ha per humen nahin chahay kay hum forex me investment karen us say pahly hamne forex me learning karna zarori ha.
        • #34 Collapse

          thek kah rhe hain sister app magar baat app na shayad puri nhi sune hogi kah 50$ sa app zada bare lot size pr trade nhi kr skte hain plus of this app trade ko hold bhi nhi kr skte hain us ka leya app ka pas aik acha backup hona chaheya ha and agar app na profit ratio increase krna ha to phir investment bhi increase krne hogi.
          • #35 Collapse

            It is very good for you to make good investment at all times so always try and be very focus when you are in the market then you must try and be very serious at any given time
             
            • #36 Collapse

              dear ye baat aaap jne jisss se bhi suni hai wo ghaalat hia kun ke hamen trading start karne ke leie maximum amount ki zrooorat nahi hoti hai hum iss tradin ke buises mian 1 $ one dolaars se bhistart le sakte hian
              • #37 Collapse

                Forex pr earning krnay liye zroori hai k ap trade k baray main har cheez ko smjhtay ho. Investment thori ho ya zyada, yeh baat matter ni krti. Forex ap ko allow krta hai k ap jitni mrzi investment krlo lekin yeh guarantee bilkul ni deta k aap ko profit hi ho. So, zyada loss se bchnay k liye ap kam investment bhi kr sktay ho.
                • #38 Collapse

                  g haan yaqeenan ap sahi hain trading k liye ziada investment ka hona zarori nahi q k ham apne knowledge se hi earn kr sakte hain to hamri sab se barri investment asal mein hamara knowledge hai jis k bina ham kuch b earn nahi kr sakte
                  • #39 Collapse

                    yes brother ap ny bilkul theek mai apki bat sy itfaaq krta hu kh zaroori nahi kh hum zyada invest he kary hum kam invest kary thora kam profit bbhe gain kr ly to wo bhe hamari jeet hy ku kh qatry qatry sy he darya banta hy isi liye hamy chahiye kh hum just apny plans or learning pe focus kary investment khu ba khud he zyada hu jai ge apko pata bhe nahi chaly ga.
                    • #40 Collapse

                      dear i agree with you that their is not necessary to invest high amount in forex trading business we start business with minimum balance amount and then after gain experience we can increase our investment or capital in start of forex trading we should invest 100$ in our business
                      • #41 Collapse

                        my dear har kaam ke liye paiso ke zaroorat hotee hai. forex ke liye agar hamare paas kam paise hai to hum os kaam chahla sakte hai . agar hamare paas 100$ tak hai to hum kar sakte hai ke trading start kare leken os ke liye hame pehle ziada learning karna hoga .
                        • #42 Collapse

                          dear agar aap ke pass maximum amount na ho trading ke or is se kam ho to aap tab bi tarding kar ke profit earn kar sakte ho ye to humare apne per depend kart hai ke agar large amount se trading kare ge to hum ziyada profit earn kar sakte hai
                          • #43 Collapse

                            g zaroor yehi to plus point he forex ka k ziada investment ki zaroorat nahi prti yahan aor ap log ziada se ziada kama sakty hain just ap k pas liggle documents ka hona zaroori he ta k ap k name se account bna k chalaya jay jo k kanoonan sahi he bs ap ko kam se kam investment kr k join kr lina he aor rule ko follow kr k os pr kam krna hoga
                            • #44 Collapse

                              sahi baat hai trading ke lie laazmi toh nahi ke aap ke paas maximum balace hona chaie jese 1000$ ho hum kaam balance se bhi achi trading kar sakte hain mere bahi .jab ke mai samjti hun ke agar apke pas 50$ bhi hun to us bhi ap apni trading start karsakte hain maximum balnce ka hona zarori,,,,,,,,,,forex me successful trading kar satkay han laken ager humhen forex me trading karna nahin aati .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: sheikh muhammad asif پيغام ديکھيے
                                Dear muje yeh pochna hai ke maine yahan pe bohat se traders se suna hai ke jab tak apke pas achi investment nai hogi ap trading nai karsakte aur na hi profit earn karsakte hain....... jab ke mai samjti hun ke agar apke pas 50$ bhi hun to us bhi ap apni trading start karsakte hain maximum balnce ka hona zarori to nai hai phr log kiun yeh bat karte hain???? AP kam investment se kam profit bhi to gain karsakte hain.
                                yes daer ap nay theek kaha hai hamen forex pay trading karnay k liye zaruri nai hai k zyada say zyada investment karni hogi bal k ham kam investment say b trading start kar saktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X