share your experince jab ap ne pahli baar trade ki.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    salam dosto,ap thk khr hy ha ham jab phli bar koi b kam kary to hamy sab sa phly to hamy mushwara kar lyan chahye or jab phli bar trade karty ha to hamy apni har cheez shrae karni cahe is sa hamy faida hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jab ap pehli bar real trade kro to mera ap ko ye mashwara hay k ap ko lot size boht chota rakhna chahye ta k ap ko agr loss bhe ho gay to bra loss na ho news traders ko hamisha lot size pr boht dheyan dena chahye or stop loss ka use zaror karna chaye
      • #78 Collapse

        jab maine pehle bar trading ke the tou mujhe acha profit hoa tha demo account per.lekin ouske baad losses hote rehe.lekin mai trading isleye nahi chore kuin ke maine dekha ke agar sahi trading ke jaye tou faida hota hai.thanks :)
        • #79 Collapse

          maine jab pehle bar trade ki thi to bohut ajeeb sa laga tha maina apna paisa sa kam ni shuru kiya tha balke main kisi aur k paison sa kam shuru kiya tha.aur main captcha work par kam kar k earning karta tha...
          • #80 Collapse

            apko cahye pahle trade sy pahly app forex ke ache tarha learning akry our forex ky bary ma jitna ho saky knowledge nad exprence hasil akry many jab pahlr trader ke the to mjy shayed loss he hwa tha.
            • #81 Collapse

              1st time trading me bahot maslta hota hay magar new trader ko chaye k wo pehly market ka achi tarha knowledge hasil kary tab hi trading strat kary.
              • #82 Collapse

                first time mien to loss hi hua tha q k forex ko samhaj rahey they or pata tha itna profir hoga yeh hoga wo hoga iss lia lalch bhi tha to loss hi hua tha or tab sa aqal ai k forex bachon ka khel nhn
                • #83 Collapse

                  i think mujhy trade men loss hoia ya profit or jo trade me ny ki thi wo sirs 1 mint ki lagai thi jab pata chala ky is men loss hoia hay to mujhy bht herat hoi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                  • #84 Collapse

                    ASSALAM O ALEIKUM hmmmm mere bhai trading k lye sab se best ye hai k ap sab se phele to trading ki proper knowledge gain kro or apko apne apko hr haal mein lalach se bachana hai or khud ko jald bazi se dor rakhna hai sabar or tahammul se kaam krna hai or apni trade ko fresh mind se krna hai agr ap in baton ka khayal rakhoge to ap INSHALLAH zaroor kamyab hoge
                    • #85 Collapse

                      Forex kay kaam may real account may trading karnay say phealy hum ko chahiyeh kay hum trading karnay ka experince hasil karlay knowledge may izafa karay trading aur khoob practice karay demo account pay trading ki phir aye real account may trading karay phir ap ko profit ho ga
                      • #86 Collapse

                        m ap ko ye kaho ge k ap trading se pehly jitna bhi ho sake trading k bare m learn karen q k jab ap ko basic malom ho ga to ap achi trading karo ge demo per full prectic hony chaye ap m full confidance ho kam ker ne pher hi ap acha profit gain ker sakty ho or han greed m nahi perna
                         
                        • #87 Collapse

                          m abhi new hon trading nahi ki bas abhi learn hi ker rahe hon sab k bare m read ker k bhot dill kert he k m bhi alde hi achi trader ban ker trading karon forex bhot acha on line busines he just learn karo or mony earn karo
                           
                          • #88 Collapse

                            aap k pass trade ko kerne ki plan ya strategy mojud ho.. make sure k us strategy ko aap demo account per practice ker chuke ho aur ziada profit k chakar me nahi rehna chahye ap trading se pehly jitna bhi ho sake trading k bare m learn karen q k jab ap ko basic malom ho ga to ap achi trading karo ge demo per full prectic hony chaye
                            • #89 Collapse

                              dear jab aap trading start kare to aap ke pass trading ke bare me knowledge hona chaiye or hume pehli bar trading kare ge to hume small invest se trading karni chaiye kyu ke humare pass experiance nai hota hai agar hume loss bi ho jaye to problem nai hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jab main forex mein aya tha tu mara pas itni experience aur knowledge nahi tha aur main ne first time jo trading ki thi wo blind trading thi jis ki waja se muj ko bhut loss howa tha aur us k baad muj ko pata chala k forex mein jab tak main learning nahi karu ga tu main iss business mein earning bhi nahi kar skta ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X