share your experince jab ap ne pahli baar trade ki.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Brother agr ap newbie han or apne forex trading nahi seekhi to apko chahiye ke ap first is business ko achi tarha learn karen or phr trading karen kyon ke forex ka business boht hi risky ha or is me hume loss ho sakta ha so please ap first learn or practice karen or is business ke bary me ziyada se ziyada knowledge gain karen phr apko khud first trade place karne ki samch a jaye gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      mera start trading me bht acha raha tha , q k me ny aik robot k sath start liya tha , 150 $$ invest kiye thy or pehly hi month mujhy 250 ka profit hwa tha , me sath robot py trade krta raha or sath sath seekht ab raha ab me manual trade krta hun ,.
      • #333 Collapse

        Sir bhai jaan trading ka jo masla hai wo bohat hi difficult hai us ko seekhany kay liye apko kam az kam 2 saal chahiye tab ap kuch seekh saktay hain werna nahi ye markeet ka chaker hai jo kisi bhi lamhe change ho jata hai
        • #334 Collapse

          forex biznees min Jo treder experience rakhta hy to us be jab pahli tred li this UA be bhi wohi feel kya Jo ga Jo him be kya hy or us ko bhi esi hi malumat Jo GI jysi him ko hy
          • #335 Collapse

            jiss wakat pehli bar me nay trading ki the wo us wakat kiya he bat the mujhay bhot kuch seekhnay ko b mila tha or me nay bhot kuch apnay kam say samjha b tha samjh lenay say he ek asani paida hoti hai yeh nahi k ap bina sochay samjhe he kam karna shuru kare to apka work hona shuru ho jae.
            • #336 Collapse

              Dear hmen is business me trading ko hmeshah soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain or is business me achy experince k sath kam karty hain tu hm is business me acha earn kr skayn gyn asani se
              • #337 Collapse

                well brother mene jab 1st time forex men trade ki thi to mujhe kafi acha profit earn howa tha, aur 2nd trade se mene wahi profit loss bhi kar deya tha, so brother my advise to you jab ap trade kare to lot size apne capital ke mutabiq choose kare aur greedy and emotion ko hargiz follow na kare, kuch pips ka profit ho woh bhi accept kare.
                • #338 Collapse

                  han dear ye aik acha biness hai is ko koi bhi krmsata hai ye aik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai ye aik good buiness hai is ko kisi time bhi kia ja kstaa hai
                  • #339 Collapse

                    jb main nat pehly dafa tread ki to mashallah boht acha raah or boht jald main nay itni achi treding kar li lakin thory denu main main ny wo sari rakm gawa d
                    • #340 Collapse

                      Jnab starting mai mujay trading mai kafi loss huwa or bohat c difficulties ko face b krna pra.Abi tk mujay trading mai kbi loss hota hai to kbi profit Q k mujay pta hai k ye cheezay business ka hissa hoti hai.or agr trading mai loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #341 Collapse

                        Jab main ney pehly bar trading ki thee to mujh ko kafi loss howa tha aur mera all balance zero ho gia tha. Is key bad main small investment sey trading start kr di aur sath sath learning bhi kartey rahay keh profit kaisy lena hy aur loss sey kaisy bachna hy. Different traders ki opinions aur un key experience sey seekhney kr trading ko perfect banaya.
                        • #342 Collapse

                          jab meny pely baat trade ki thi to mery pas koi experience nhi tha yaha tak ky mujhy MT4 ka bhi ilam nhi tha ky is ko kesy user kia jata. but meny fir bhi trade entry ki . or jesy hi mujhy profi show howa to meny drty drty howy trade close kr di thi. ab me learn kr rha hon or sath sath bonus bna raha hon.
                          • #343 Collapse

                            forex moa risk free trading karna possoible ha magar is ka liya ap ka paas is ka baray ma knowlaeadoge or experience hona chahiya ,ap market par apni puri nazar rakhaan or jahaan par apko ya asani hao ka apyahan sa kama saktay hain ap us pa deal karlain ,is ma ap kao loos kam sa kam ho ga
                            • #344 Collapse

                              ab pehli bar forex trading mein maene trading start ki to us mein muhe loss ho gia tha aur muhe koi ziada earning karne ka moqa nahi mil saka tha magar bad mein earning hasl ki......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achy experince se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me hmeshah achy experince se kam kar k hi hmen is business me hmen achi earning hoti ha isi liye achy experince se kam krna chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X