Zyada profit withdraw karwany sy Instaforex ka accout ban hona!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Yes ziada profit earn karwane se insta ka account banned ho jata hai jab ap profit withdraw karwaty ho to phely request bejhna parti hai or phely kam profit nikalwo kabeh bhe pura profit na nikalwana
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      han dear ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr ksata hai ye aik acha buiness hai is ko kahein bhi kia ja skta hai ye aik real buiness hai is ko koi bhi kr ksata hai ye aik ach buiness hai is ko kahein bhi kia ja ksta hai
      • #408 Collapse

        is tara ka case hova ho ga kisi na kisi k sath tubi log is ko idr discuss kr rhy hain is k liay humy phr is mai is ka hal nikalna hai jis k liay is ki limit ko set kro k itna nikalna hai maximum is say profit bus tub ye mumkin hai na ho
        • #409 Collapse

          Dae member forex business withdraw kar na hay to 1$ withdraw karo our zayda with draw nahein kro menay bhei sona hay kay 1$ say upar nahein withdraw nahein kar na chaheye kay account band hojata hay mene bhei 1$ say upar nahein withdraw nahein kaya ,,,
          • #410 Collapse

            jee janab main apki baat se agree karta hoon mainay bhi yehi suan hae k agar hum thora profit withdraw karwatay hain tou hamara account block nahin hota hae lekin agar zada krwaen tou block hojata hae so hamen thora he profit withdraw karana chahyie
            • #411 Collapse

              G haan sea suna ap na ager ap forex main zada profit withdrawal karwata hu tu ap ka account block kar dia jata ha is leya jab b forex main profit withdrawal karwaing tu 10.10 doller kar ka withdrawal lain kyeo ka kam lana sa block nhe hu ga account,
              • #412 Collapse

                bhai jan bilkul ye ma ne b suna ha lakin yhe ma janta hoon kay jo ap ne prfit ki ho us ma se 50 percent se kam he withdrawl krna chahye es trah ap ka acount ban nhe hota aur safe rhta ha lakin kuch log ye b kehty hain kay ap jtna marzi withdrwl krwa skty hain acount ban nhe ho skta lakin ma khud ap ko yhi kahu ga kay ap ko sara profit withdrawl nhe krwana chahye.
                • #413 Collapse

                  jnab hum jab trading karty ahin to humain is main acha profit b hasil ho sakta hay or huamin is main agr hasil hota hay to huamin is main withdraw karany par huamin loss ho sakta hay
                  • #414 Collapse

                    zada profit say hum k account banned ho jata hai ye mumkin hai laikin is k sath main jaldi say ye kaam ko nahi krna hai kun k nuksan hota hai humy or is main sabar say kaam ko krny say hum earn b krty hian or account ko b safe kr saqty hain
                    • #415 Collapse

                      Agar aap aik procedure key through deposit ya withdraw karwayen gey to aap ka account ban nahi ho ga. Agar aap key account main 10 dollar hain aur aap 50 dollar ki request send krtey hain to koi complications ho sakti hain. Is key elawa is business main profit deposit karwaney aur withdraw karwaney ki koi limit nahi hy.
                      • #416 Collapse

                        insta account ka block honay ki reason ye hai k ic man bonus transfer hota hai jis say ap ku apni limit ka pta nae hota or ap bonus ku bhi withdraw pay chaly jaty hu kis say account block hota hai wysy ic ki koi limit nae hai.
                        • #417 Collapse

                          g bilkul bhai ap na jo question kya ha ka ap na suna ha ka jub log bonus wala account sa profit withdraw krwata hn to ap logon ka account ban ho jata ha aisai koi bh cheez nhn ha and mn khud kafi arsa sa es foruma and instaforex ka sath attach hnn kabhi bh ap ka account block nhn ho ga dear bus ap na krna yeh ha ka ap na jub withdraw ke request dalni ha to lazmi tor pr es mn ap ki koi trade open na ho g
                          • #418 Collapse

                            aisa nahee hai profit chahe kam ho ya ziada withdraw karwa sakte hain main ne bhi 50 dollars 2 times withdraw kiye hain mera account to wash nahee hua account block hone k reasons kuch doosre hote hain withdraw karne se account block nahee hota hai
                            • #419 Collapse

                              THEAK hai dear yah bat ot theak hai k ham agr zydas profit withdraw karawaty hai to ap ka acccount ban ho skata hai is lai agr mery pass 100 dollar hai to main to bas 13 ya 14 dollar he with draw karwta ho . us se zyda kabi withdraw nahe karwaya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                agr hum trade main kam karty hain to humain is main jab profit hota hay tab hum is ko withdraw kar sakty hain magr humain is main loss b ho sakta hay is ko hum withdraw nai karty hain
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X