Risk Free Kese Hon..?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Free Kese Hon..?
    Main jab bhi trading start karta hoon to aik ajeeb si tention rahti hay k kaya ho ga. kaya ap k pass koi solution hay k risk free trading ki jaye. agar ho to zarur share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hamy forex ma rehty huy trading karty huy risk tu lyna parta ha is liye hamy knowledge ho ga tu ham risk lyna b seakh lain gy us sy hamy tanssion nahi ho gi balky achy paisy earn kar lain gy..
    • #3 Collapse

      Dear agr demo par ap ny achi taran practice ki ho to ap ko yr tension na ho kun k ap ko.trading experience ho jaye ga aur ap ko market ki movement ka b andaza ho ga jis sy ap risk free ho k trade laga sakty hain just apko mehnat aur practice ki zarorat hai.
      • #4 Collapse

        gee bhai forex trading mein risk hota he aur hmein khod manage krna hota he keh risk se kaise bachein to jab ham trading mein risk ko manage kr lein ge aur low risk se kam krein ge to hmara fiada ho ga aur apne trading mein profit acha ho jae ga aur real trading mein risk kam rkh kr trade krne he
        • #5 Collapse

          han dear ye aik acha buiness hais i ko kisi tiembhi kijaksyya hai ye aik real buiness hai is ko bahut ys log kr rahy hain ye aik realbuiness hai is ko kahein bhi kijaksta hai ye aik good buiness hai
           
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
            Main jab bhi trading start karta hoon to aik ajeeb si tention rahti hay k kaya ho ga. kaya ap k pass koi solution hay k risk free trading ki jaye. agar ho to zarur share karain.
            my dear brother is mein aap risk freed working nahi kar sakty hein kiun k forex mein jitni aasani se aap earning kar sakty hein wese hi loss ho sakta hai is mein hamein market ki movements ko dekhty hue aksar risk bhi lene party hein ager aap risk free work krna chahty hein to trade se pehle strategy banaya krein is se loss kam ho ga
            • #7 Collapse

              Yeh aik risky business hy aur is main risk free trading buhat mushkil hy. Aik solution yeh hy keh aap trading sey pehlay profit aur loss ka aik target set kr lain aur stop loss aur take profit ka use krain. Is tarah aap ko tension nahi ho gi aur aap others kam kartey rahain. Jaisey hi aap ka target complete ho ga aap ki lots khud hi close ho jayen gi.
              • #8 Collapse

                han dear risk to bahut ziyada ho sakta hai ye aika cha buiness hais i ko ksii tiembhi kjasta hai ye aik realbuiness hais i ko kisi tieme bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai is ko mehnt sy kiajat hai
                 
                • #9 Collapse

                  agar tu ap forex may enter ho gyen han tu ap risk ka bary may sochana chor dayen is ko ap negtively he lay sktyhan kyu k ye ap k account k against he work karyen gi or ap ko loss par loss he day gi or kuch nai
                  • #10 Collapse

                    mary pyary doston ap ny bohat acha sawal kiya ham jab bhi koi trad lagaty hain maslan sel lagaty hain to markit buy ho jati hai agar buy lagaty hain to markit sel ho jati hai humain parashan nahi hona chahye ....
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
                      Main jab bhi trading start karta hoon to aik ajeeb si tention rahti hay k kaya ho ga. kaya ap k pass koi solution hay k risk free trading ki jaye. agar ho to zarur share karain.
                      my dear brother forex aik aisa business hai jis mein aap ko risk bhi leny party hein lekin aap meri aik baat par tawaja farmayen k aap jab bhi trading start karein us time apna confidence level kafi high rakhein is se aap ko trading mein koi tention nahi hogi
                      • #12 Collapse

                        dear friend agr hum trading main 100 % risk free hon to hum bhot achi terhn kr sakta ha agr hum apni trade pr superior rakhta ha taab hum bhot achi terhn trade krna
                        Best Rule of Trading Ever
                        ----------->Never Loss Money<----------------
                        --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                        Never Forget The Rule
                        • #13 Collapse

                          Dear agr hmen risk free hona ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen or hmen lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen risk nahi laina chahe
                          • #14 Collapse

                            forex trading mien apko agar risk kam karke trading karni hai to apko chahiye ke ap is mein risk management ko seekhen aur is mien hamesha hi bina pani hue trading karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex main risk ko kam krney key leye yeh zarori hy keh small investment use ki jaye aur trades ka volum bhi kam rakha jaye. Jab tak risk nahi lain gey acha profit nahi ho ga lekan yeh kam us waqt krain jab aap key pas experience ho aur aap ney forex ko maximum learn kia ho aur practice bhi ki ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X