impatience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    impatience
    Dear friends I think everyone can trade in the forex wherever and whenever we want. to be able to make a profit on forex you have to be patient, because many traders suffered losses caused by impatience.
    anxious to learn, anxious to gain the advantage, and when the patient is experiencing floating.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear forex me successful hune k liye patience huna bht zada zarori hai tab hi hum ache trader ban sakte hain forex jesa koi dosra business nahi hai hume iss me bht zada mehnat karni chahiye.
    • #3 Collapse

      G haan sae kaha ap na ager ap forex trading main acha kam karna chata haan or zada loss sa bachna chata haan tu phir ap ko forex trading main bhot he zada patience rakhna hu ga ager ap forex main patience sa kam karta haan tu ap acha kam karing ga forex main.
      • #4 Collapse

        forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien apne andar trading patience ko paida karen aur is business ko ham theek se seekhen taake hamare andar trading skills develop hon.
        • #5 Collapse

          jee han dera her wo shakhs jo k tahamal or aram say success hasil kerna janta hai lazmi wohi forex ko win kerta hai forex mein bus rules or regulation ko follow kerna perta hai is k bgahir hum is mein success hasil nhi kr skty
          • #6 Collapse

            gee bhai trading ke lie patience se kam lena he aur trading mein phr loss na ho ga aur trading mein learning krne he aur trading mein jo advantage hmein milte hien un se ache trah se waqif ho kr apne trading krne he phr success milte he
            • #7 Collapse

              Trading k lie patience boht zruri hy k patience se har faisla kia jae. jo log impatience se kaam lety hain unko bss nuqsa n hi uthana parta hy. orr jo patience se trading karty hain wo boht profit kamaty hain.
              • #8 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshha sbr se kam laina chahe kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain or is business se hm apni life ko b asani se tb hi secure kr skaty hain is iliye hmen sbr se kam laina chahe
                • #9 Collapse

                  Patience key baghair forex trading karna loss ka sabab banta hy. Hamain greed sey door rehna hy aur koi bhi decision jald bazi main nahi karna. Patience sey kam lain gey to loss bhi kam ho ga aur aap tension free trading kr saktey hain. Jo log emotional ho kar trading main enter hotey hain, unhain loss key kafi ziada chances hotey hain.
                  • #10 Collapse

                    jee bilkul janab ap bilkul thek ekh rahay hain Forex trading k iss business main wo log abhi kamyaab nahin hotay hain jo jad baaz hotay hain.. kynk Forex trading main patience ki buhat zada ehmiyaat hae.. agar patience se kaam nahin karenge tou loss he hogaa..
                    • #11 Collapse

                      gee haan aap bilkul sahi kahrahy ho forex trading ka business aik sabar wala kaam hai iss business ko agar ham fresh ho kar karty hain to hamaqin loss kam ho ga or iss main hamain frofit ky chance zeada hain
                      • #12 Collapse

                        agar ap loog daily base par tarade karty han tu apko chiye k ap loog is may loss ko face karna tu janty han or ap loog is say profit ko generate karna kafi mushkil ho jata ha or ham foran say entry ko cutt kar daty han
                         
                        • #13 Collapse

                          Profitable trading krnay k liye patience bohat zyada zroori hotay hai Q k patience less honay ki wja say trader market chart ko analyse nhi krta or bina analysing k khi b trade place kr deta hai jiski wja say usay loss ho jata hai.Isi liye complete patience or hmesha market hcart ko ride krtay huway hi trading krna better rhta hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            Patience key baghair to trading kafi risky ho jati hy. Aap ko kisi bhi soorat main patience ko nahi chhorna aur sabar aur tahammul key sath kam karna hy aur decision lena hain. Agar aap jald bazi karain gey ya emotional ho kar trading krain gey to aap ko kaf loss ho jaye ga aur aap ki real investment zaya ho jaye gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aslam o alikum bahi jaan maien aap ki baat say agree karta hoien forex ka busniss ek real or online busniss hay is maien kamayab hone kay leay hard work or sahat mahnat ki zarorat hoti hay ager aap yea kar laty haien to kamyab trader ban jaty haien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X