Currency ka strong hona aur week hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    jahan tak mera khayal he to ya aikzahir aur clear si bhat ha jase ap ne aik pair btya ha ke EURO/USD is mein ager ap euro ko buy karte hain tou yaqeenan usd sell ho ga r ager usd sell ho ga tou phr euro up he jaye ga is liye is mein yahe hota ha ke aik buy hota ha r aik sell hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ham hamne trade lagai ho aur market down ho to jo currency pehle hoti hai wo kamzor ho rahi hoti hai aur us k against wali strong ho rahi hoti hai.
      • #48 Collapse

        Ap ko is ki stragety ko samjhna parta ha jasay ap na bat ki ka Eur/usd ma currency market down ja rahi hoti ha to kon si currency strong ja rahi hoti ha to is ma ap ko market ko watch karna hota ha or is ma agar Eur ko buy kartay han to is ma Usd sell par jay gi simple bat ha.
        • #49 Collapse

          jee han euro/usd agar market up ja rahi hoti hai tu ais ka matlab hai pura one week usd profit main raha hai.aur agar market down gai tu ais ka matlab hai usd ab loss main ja rahi hai.
          • #50 Collapse

            Let say agar EUR/USD me market down aa rahi hai tu is kay two aspects ho sakty hain ya tu Europe country khud down ho rahi hai ya phir Europe khud tu theek hai magar USD kay strong hony ki waja se down ho raha hai. In pair me yehi tu twist hai kay agar aik country ki currency down / up ho rahi hai second wali pe humen trade karny ki opportunity mil jati hai.
            • #51 Collapse

              mare dost yer mare khyal me ma is able ni ho ky in forex trading business market currency ky strong aur aur week hany ky bare me baat kar sako mare dost ye sach kiun ky hum her baat ko understan ni kar saktay yer.
              • #52 Collapse

                Yes yehe tou tarding hoti hai k kai baar currency mumalik main war ya afaat ki waja se down ho jati hai kabi up ho jati hai aur hmary profit per asara ndaz hota ahi.
                :cool::cool::cool:
                • #53 Collapse

                  dear brother main ap ki baat say agree karta hu aik currency k strong hony se kisi curreny per asar hota hai or isa say koi currency week hoti hai jis tarah say EUR strong hota hai to USD week hota hai dear
                  • #54 Collapse

                    ha ye bahut hi badiya sawal aane puchha hai kafi logo ko pata nahi hota hai ki kisi bhipairs me up ya down hone par kon si currency strong hoti hai me aapko asan language me bata sakta hu dekhiye agar eurusd ka pair uo jata hai to uska pahala currenct strong hota hai matalab ki eur strong hua hai aur usd week hua hai
                    • #55 Collapse

                      currency ka strong hona au rweek hona yehi hai k hum apnay kamo ko samjhay aur kare k kesay hum is cheez ko kar sake jiss nay b is ko karn hai aur samjhna hai.
                      • #56 Collapse

                        salam bhi jan ap ne bohat acha sawal pocha mera jawab ye he k jab usd strong ho ga to euro week ho ga or ye ap apne garaf se chek kar sakte ho other wise ap google par b daikh sakte ho thx
                        • #57 Collapse

                          jab ap ek pair set rade karte ho to usme 2 currnecies hoti hen. to jub ek currency strong hoti he to ye lazmi bat he k pair ki doosri currrency low hoti he
                          • #58 Collapse

                            May be trading may new hu.mane thora bohat deka hay k jab EURO up ki taraf jata hay to USD down jaty hay mene aksar aesa deka hay.or phir jab EURO down hota hay to USD up ki taraf jaty hay.
                            • #59 Collapse

                              bhai jab currencies up and down ho rahi hon tau is ka aap ko news section se pata chalta hae aur aap ko chahiye k hamesha news dekh kar hi apna pair select karain trading karne kliye phir aap ko zaror profit hoga trading mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mere hisab se aj kal jo sab se strong currency hai woh usd he hai kiun ke us ke rates atleast Pakistan mein hamesha high hote hain lekin wesay overall agar dekhi jaye to sab se strong currency dinar hai kiun ke us ke rates her jagah high hote hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X