It 'greed good or bad in forex?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    It 'greed good or bad in forex?
    I think it's very bad. Greed is harmful to all people. So 'I also believe that greed can give us a great loss. So, we must not greed.
    "Seize all, losing ALL"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai forex mein greed to ache nhe he forex mein apna capital waste kr bathey hein jab is mein greed krte hien to bhtre hota he keh trading mein loss na krien aor apna thora profit use krien
     
    • #3 Collapse

      my dear greed bht hi zada dangerous hai forex me jab tak hum greed se door nahi hojate ache trader nahi ban sakte so jitna ho sake greed se door rehna chahiye tab hi hum kamyabi se trading kar saken ge.
      • #4 Collapse

        My dear friends forex trading market main greed bohat ziada harmful hota ha is liye forex traders ko chahiye ke wo forex market main greed se bachin or jahan tak ho sakin greed free ho kar munasab earning ko prefer karin.
        • #5 Collapse

          greed is very bad because when we will do it then we will have loss because greed is the enemy of everything and when we will be greedy then we wont earn anything instead of we will loose what we will have and it is also very risky.
          • #6 Collapse

            Dear bro greed bht hi zada dangerous hai forex me jab tak hum greed se door nahi hojate ache trader nahi ban sakte so jitna ho sake greed se door rehna chahiye tab hi hum kamyabi se trading kar saken gay.
            • #7 Collapse

              G han forex trading ma greed nai karna chayhe kyu k greed ki wajah se aksar loss hojata hai..greed karne se profit,loss ma badl sakte hai is leye greed se bachna chayhe ta k forex trading ma success hasil kar saken..
              • #8 Collapse

                forex trading mien agar ap earning ke liye greed karenge to ap is mien phir just loss hi karenge apko chahiye ke ap is mein proepr money management ke sath trading karen.
                • #9 Collapse

                  Agar aap ziada profit key leye lalach karain gey to apna pehlay wala profit bhi destroy ho jaye ga. Hamain agar greed krna hy to knowledge key leye karain, practice key leye karain takeh trading ko jald az jald seekh sakain aur is ko perfect bana sakain. Lalach karney waley log kabhi bhi successful trader nahi ban saktey.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    gee bhai forex trading mein greed ka istemal krna harmful he aur trader ko apne trading mein kabhe greed se fiada nhe milta he es lie trader apne trading mein greed ka istemal na kre aur apne trading mein ache exprience se profit hasil kre
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X