Gold par trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Sir main nay kabhi bhi gold par trading nahi ki hai us may simple trading ki nisbat apko loss ya profit bhi zeyada hota hai or us ki markeet long time chalti rehti hai wo trading koi koi kerta hai qiun us may her koi hissa nahi leta hai us may volume bhi kam hi lagta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      asalm o alikm frnds , bro wsy to sra forex hi risky bsiness ha lakin is may jo sab say zyda risky pair ha wo gold ha kue kay is ki market bht fastely move krti ha or is may loss b agr ho to bht bra hota ha to jitna hos akay is pair ko practice kay sath hi istmal kray
      • #483 Collapse

        forex biznees min jahn take mera experience hu to ap ko forex biznees min gold par treding bil kul by nahin karni cahye ye buhat hi zyda riski hy mere ktak se to
        • #484 Collapse

          Yes of course that yiu are woeknon the gold. But we are worknthe market withthe news and find the market tend.so that we are good work.
          • #485 Collapse

            g han gold par trading karne k leye ache knowledge aur experience hona chayhe..gold pe trading krne k leye demo pe ache practice karen aur apne experience k mutabeq trading start karen..kyu k gold par trading difficult hota ha....
            • #486 Collapse

              agar aap nay trader hain to aap ko bilkul bhi gold ki trading nai karni chaye q k is main bohat ziyada experience zaroori hota hai is main volatility bohat ziyada hooti hai aur iss main investment bhi bohat ziyada karni parti hai to we should avoid gold trading in real account.
              • #487 Collapse

                Gold par trading wohi kar skata ha jis k pass is business ki bht zyada knowledge ho kyun k is business me hm bgair knowledge k kabhi bhi achi trading nahi kr skaty hain or nahh hi hm asy asani se success ho sakty hain is business me isi liye experince bht zarori ha
                • #488 Collapse

                  Gold par trading aik kafi risky trading ha hmen gold par trading tb hi krni chahe jb hmary pass is business ka acha experince hon kyun k bgair experince k hm is business me kabhi bhi achi trading nahi kr skaty hain or nahh hi asy hm asani se success ho skaty hain
                  • #489 Collapse

                    mene apne sare experince me abhi tak metals gold or crude oil par abhi tak trading nahi ki is ki wajah mere senior traders dost jin se mene experience hasil kia hai or mere teachher jin se mene forex classes ki hain woh kehte hain yh items specially gold bht risky hai is k liye kam se kam 1000 dollars ka account hona chaye to aap kar sakte hain.
                    • #490 Collapse

                      Gold trading is best. Agar gold ki trading krni hy to aap ko balance ziada rakhna chaheye aur lots ka size bhi small rakhna chaheye. Yeh aik risky trading hy aur is main kafi loss ho jata hy. Jo log new comers hain ya jin ko loss ziada hota ho, woh gold trading na karain aur other currencies par hi kam chalayen.
                      • #491 Collapse

                        forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh gold per trade ziyada nahi kerahe kuin ke gold mai volume bhot hota hai aur app ko losses bhi ho sakte hai gold mai isleye hamesha koish kerahe ke app aisa nahi kerahe kuch bhi.
                        • #492 Collapse

                          Dear gold pe trading karna aaasaan nhn hota but agar ap es k data aur news ko follow kar lo tu no doubt ap boht acha earn kar skte ho lehaza ap ko seekh aur smjh k kam karna chahiye ta k ap acha eanr karo.. aur apni life ko set karo....
                          • #493 Collapse

                            Yes of course that yiu are work on the gold. Find teadingbis the best. Gold market earning is very high. You can earn the big money.
                            • #494 Collapse

                              I ma new user here . Ye gold per trading kya cheez hoti ha . is me kese traidng krte hain or is me hum ko zyada profit milta ha kya or is me trading kese krte hain or insta forex me trading kese krte hain is ki
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Aap kisi bhi pair main trading karain, is sey farq nahi parta. Aap ko trading aati ho aur aap ney is ka proper knowledge lia ho. Jitni ziada aap ki learning aur practice ho gi, utna hi aap ki trading perfect ho jaye gi aur aap ka loss kam aur profit ziada ho jaye ga. New comers koshish karain keh aik hi pair main trading karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X