forex market on friday

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Well i do not believe that there is no such thing as a bad tme to trade even on friday and even at the time you mention. i have has successful trade on that day and so i believe it is all up to the trader and th strategy he trade with. there is always opportunity to trade even on a friday
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      Dear sir forex trading aik week main 2 din Saturday and Sunday ko band hoti hay, hum Friday ko trading kar saktay hain, becasue forex trading business friday ko on hota hay.
      • #423 Collapse

        dear members mein forex mein new member hu or mein ne treadin g nahi kia hai or na hi mein market se wakif hun ke friday ko market kesa hota hai q ke mein filhal learning kar rahik hu
        • #424 Collapse

          han g friday ko forex main kafi tezi hoti hai os ki ek waja hai k market ny bnd hona hota hai bht sy logo ka rujhan friday ko zada hota hai or jin ko forex ka knowledge hota hai wo friday waly din kafi earning kr lete hain
          • #425 Collapse

            jee jee janaab aap ki baat bilkul theek hai main aap ki baat say mukammal ittefaaq rakhti hoon hamain friday ko bilkul ye hee karna chahiye hamain kam trading karni chahiye taa kay kam loss ho hamain
            • #426 Collapse

              yes my dear friend ap ne bahot hi achi aur knowledgeful baat share ki hae aur aisa hi hae k friday ko market bara baje k baad bahot tezi se move karti hae jis se marketing trend ka sahi andaza nahi ho pata.
              • #427 Collapse

                mein ap ko nhi bta sakta kyun k mein ny abhi tak trading nhi ki is liye mujhy baqi dino ka nhi ptra to mein friday ka kaisy bta sakta hn
                • #428 Collapse

                  forex market week main 5 days open rahti hai app hafta main monday say friday tak inter ho k earning kar sakte baki 2 din close hote hain
                  • #429 Collapse

                    yes to some extent you are right but in the same time there is a chance of more profit as well due to sharp movement in the market.
                    • #430 Collapse

                      my dear Juam k baad forex trading mien Sat aor Sun ko chuti hoti hy isleay forex market Jumay ko kafi teaz hoti hy aor is k rukh ka taeen kerna mushkle hota hy aor Monday trading ka first session bhi kafi misunderstandable hota aor mien zati tour is waqt trading kernay mien Ehtiayat kerta hoon aor market jab tk kisi rukh mien aay tou trading nahi kerta
                      • #431 Collapse

                        forex market ka jo maine suna hai wo tu roz kula hota haiaur main smjhta hun k market k bina ap trading ku jeet nahi skteyhaina ur yahe acha hai
                        • #432 Collapse

                          sir baat ya ha jkay forex ki market to har time hi fast kam krti hy lakin sir friday ko jab ya rat ma close hoti hy to ziada fast kam krti hy islay ma apko yahi kaho gfa kay agar ap chaty hy kay aopko loss nai ho to apko friday ko sahi trah say tarding krni chahiye takay apko loss nai ho
                          • #433 Collapse

                            je haan forex trading mein ap friday ku be kaam karsaktay hain kosis karay es mein mind se trade karay ap k liye money earn karna easy ho aur es mein kosis karay small volume trade karay thankful for question
                             
                            • #434 Collapse

                              brother mery khyal se to ap ko jab market teaz hoti ha to hi profit hota ha or wo b thory time mn kafi zyda fida ho sakta ha par is k leya ap eak bar demo account mn tray karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                market main tazi news ka hisab sa hoti hain friday ko week ka end ho raha hota to us den news be kafi achi a rahi hoti hain news ka market per bohat asar parta hain is waja market main tazi a jayti hain aur hum trend ko follow nahi kar payte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X