Rules of forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rules of forex trading
    Rules of forex trading
    Forex trading ka Kam start Kartay wakat ake bat zehan nasheen kar lay Kay trading ake risky business bhi hay aur profitable bhi hay.risk iss liye kay app bagair attention kay iss kam ko karnay gay to ho sakta hay Kay wakti tor pay app Kay ake ya do order durast lag jayn magar bad may appka tukka method kam nai karay ga.iss liye friends koshish karni chahiye kay app kisi bhi currency ko sell ya buy karnay say pehlay uska rujhan aur direction aur news Kay ilawa dosaray Logo ki iss currency Kay baray may opinion ko importance lazmi day.E tour aur kuch website par app trends ko dekh saktay hay

    aur yeah bhi dekh saktay hay Kay baki sab logg iss currency ko buy kar rahy hay ya pher sell kar rahay hay.iss kay ilawa apney liye ake zabardast plan rakhay kay meary pass itna margin hay aur itna loss ya profit meray liye accept able hay.aur saath saath technical cheezo ko bhi dekhnay.technical analysis Kay name say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch supports aur resistance points bhi batay hotay hain.trading say related articles aopko different websites say mil jatay hay jinn may weekly for cast bhi di jati hay.

    .yeah bat yad rakhay Kay mukamal knowledge hi aopko kamyab trader bna sakta hay.koshish Karni chahiye kay app trends ki direction may hi jaye.agar kisi currency ka rate countienusly down ho rha ho to app technical analysis parh kay issay sell karay.trading may iss bat ka khyal rakhna chahiye kay trends Kay opposite jana durst nai hota hay jab tak koi important news na ho.sab say zayada important hay Kay haumay behtareen trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay bagair mehnat Kay haum kabhi bhi kamyab nai ho saktay hay.hard work is the key to success
    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12601505


    Trading with rules of forex trading

    Fundamental analysis aik Bahut Si important principle Hai Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapane Bhi Apne experiences Mein isko likha hai aur Main Bhi aapko bata raha hun ki fundamental analysis se aap news se closely attach hote hain aur news mein aapko bahut sari information mil jaati hai jisse aap acche tarike se trading kar sakte hain aur price fluctuation ko aasani ke sath dekh sakte hain ki Unki next movement kis Taraf hone ja rahi hai

    Fundamental analysis Ki Tarah technical analysis ki bhi bahut important hote hain agar aap market ki movement ko acchi Tarah dekhna Chahte Hain To fundamental analysis ki saath saath technical analysis Fir Bhi aapko bahut Gaur karna hoga Mere Khyal Mein technical analysis karna Kafi difficult hota hai as compared to fundamental analysis Kyunki technical analysis main aapko sabse pahle market Baton per ghor karna hota hai aur iske sath sath aapko indicators ki proper learning Hasil Karni hoti hai aur jitni bhi different types of candlestick hoti hain UN per bhi acchi Tarah focus karne ke bad aap technical analysis Ke Liye Koi decision making kar sakte hain.

    Dear money management Ek bahut hi important principal hai Jisko follow karke aap Forex trading mein bahut munafa Hasil kar sakte hain aur apni trading ko behtarin bana sakte hain money management se Murad yah hota hai ki Jab aap trading Mein Apni lot size ki selection Karte Hain vah Aapke account balance ke mutabik honi chahie aur aapke pass Jitna Bhi account balance hai use ratio se aap apne lot size ki selection karte hain in rules and principles ko follow karne ka naam money management hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	2
Size:	50.3 کلوبائٹ
ID:	12601506

    Planing
    Self confidence Ek bahut hi important sakta hai agar aap ke andar self-confidence nahin hai to aap Baki jitne bhi principal's hain unko acchi Tarah utilise nahin kar sakte hain isliye aap Andar self-confidence Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai.

    Agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap instaforex ki taraf se jitne bhi rules and regulations Hain unko follow karna bhi aapki responsibility banti hai agar aap rules and regulations Kho properly follow Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte.

    jab bhe ap forex p trading kerty hiann to proper planing k sath krni chaeye.

    forex p trading krty hoey apko tmam techniques ka pata hoana chaeye.

    trading krty hoey ap proper experience k sath aye requirements k mutabiq in experienceed log losss ka ziada samna krty hian

    apko situation k hisaab sy risk bhe lena ana chaeye. kabhi ziada risk lena par jata hia to apko nervous ni hona hai asi situation me. and kabhi risk ni lena prata asi situation me apko khud control hona cheye.

اب آن لائن

Working...
X