Continuation Chart Patterns

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continuation Chart Patterns
    Continuation Chart Patterns

    Continuation chart patterns, jaisa ke naam se pata chalta hai, aik trend ki continuation ke doran paida hote hain. Yeh patterns aksar aik khaas trend ki continuation ke doran nazar atay hain. In patterns ke signals traders ko aik mazeed trend ki continuation ka pata chal jata hai, aur wo traders apni positions ko is hisab se adjust kar sakte hain.
    Continuation chart pattern forex market mein traders ke liye bohat important hota hai, is liye agar aap chahte hain ke aap forex trading mein kamyab hon to aapko in patterns ke baray mein zaroor maloomat honi chahiye. Is article mein hum continuation chart patterns ki tafseel bayan karenge.

    Continuation chart pattern forex market mein aap kay liye bohat important hota hai, is liye agar aap trade ko market ma acha chahte hain ke aap forex trading mein kamyab hon to aap ko in patterns ke baray mein zeada understanding honi chahiye. Continuation chart pattern kisi bhi market ki trade ya market ki movement mein ek ahm trend hota hai jab trend ka continuation hota hai ya ye ak direction ma hota ha aur price trend ki direction mein barqarar rehta hai. Ye patterns price chart kay beech mein shamil hotay hain aur trends market ka aur price action traders in ka istemal kartay hain es liye kay wo apni trading decisions par taake woh price trend ko sahi tarah se samajh sakein.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	2
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12601496

    Purpose of Continuation Chart Patterns

    Continuation chart pattern ki trading mein use ki baat karen to yah pahle bhi oopar bataya ja chuka hai ki yah kisi bhi trend ka continuation hota hai aur is continuation pattern ko dekhte hue traders ko Is ke trend ki samajh aati hai aur w apni trade ko iski present condition ko dekhte hue apne trade ko set karta hai aksar yah trend market ki upward moment ko show karte hain aur Iske natije Mein traders Apne sell ya buy ki trade ka intekhab karte hain aur isase profit ya Apna account ko positive ya plus Banane mein kamyab ho jaate hain yah pattern kimat ki market mein values aur Trend ke bare mein bhi hamen guide karta hai

    Continuation design tasalsul design aik qisam ka takneeki tajzia design hai jo graph ke tajzia mein istemaal kya jata hai taakay aik mukhtasir muddat ke istehkaam ya tawaquf ke baad mojooda rujhan ke dobarah shuru honay ki nishandahi ki jasakay .dosray lafzon mein, aik tasalsul ka namona batata hai ke mojooda rujhan earzi istehkaam ya islaah ki muddat ke baad jari rehne ka imkaan hai. yeh namoonay taajiron ko mumkina tijarti mawaqay faraham kar satke hain, kyunkay yeh mojooda rujhan ki simt aur taaqat ki nishandahi karne mein madad kar satke hain .aam tasalsul ke namonon mein jhanday, qalam, masalas aur mustateel shaamil hain. jhanday aur design qaleel mudti namoonay hain jo is waqt hotay hain poke qeematon mein taiz raftaar harkat hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	5
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12601497

اب آن لائن

Working...
X