Bearish Three Line Strike Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Three Line Strike Candlestick Pattern
    Three Line Strike candlestick pattern kia hota hy



    Three line strike candlesticks ka aik group hota hai, jis main trend ki direction main 3 bars hoti hain, is k bad aik last candle hoti hai, jo start point ki taraf khenchti hai. Traders three-line strike ko current trend k low main buying opportunity ya current high main aik selling opportunity k tor p consider karty hain.Wo pattern “Three Line Strike candlestick pattern” hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain.

    1. Bullish Three Line Strike Candlestick Pattern

    2. Bearish Three Line Strike Candlestick Pattern

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12601324

    Bearish Three Line Strike Candlestick Pattern



    Bearish three line strike cantastic pattern price chart per bearish trend ya low price area Mein banne wala Ek bearing trend continuation pattern hai jo ke 4 candles per mustamil Hota Hai Jab Bhi price Ek bullish ya up trend Mein movement kar rahi hoti hai lekin Achanak demand Mein izaafe ki vajah se price ke sem bearish trend Mein tasalsul barkrar hone se yah pattern banta hai yah pattern aur candlestick per Mohit Hota Hai jismein Shamil Pahli lagatar teen candles bearish hoti hain jabki last Wali Ek bullish candle hoti hai jo ki teenon bearish candal se size mein badi Hoti Hai bear is 3 line strike and pattern price ke bottom level ke masjid Bearish jaane ka continuation hota hai jo ki price ko Masjid Bearish post karne ka Shabab banta hai.
    Click image for larger version

Name:	Bearish-Three-Line-Strike-Candlestick-Patterns-Example-by-Alphaex-Capital.png
Views:	4
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12601325

    Bearish Three line Strike Candlestick Pattern ki Tafseeli Wazahat


    Bearish three line candle stick pattern ki bat krein tu isko Ham agar use karna chahte hain to important hota hai ki Ham ismein work Karen aur iski confirmation ka vate Karen uske bad Ham market mein kam Karen to hamen kamyabi milati hai yah candle down ki banata hai aur kam se kam yah teen se char candle banata hai aur musalsal down mein move karta hai aur FIR ismein breakout bhi hota hai market bullish ho jaati hai hamen ismein complete study Karni hoti hai aur uske bad hamen market mein kam karna chahie kyunki aapko pata hai ki agar Ham ismein without knowledge aur experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi ismein hamen proper knowledge lekar aur ek time table banakar uske hisab se hamen is mein kam karna hota hai to aasani se Ham kamyab ho sakte hain


    Click image for larger version

Name:	images - 2022-11-09T221324.264.jpeg
Views:	15
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12601326

    Bearish Three line Strike Candlestick Pattern ki Formation


    Bearish Three Line Candlestick pattern candles k continuation group sa mil kar bnta ha jis ma pehli 3 candles trend ki direction ma bnti hain agr trend bullish ha to candles bhi bullish hon gi aur bearish trend ma ye candles bhi bearish hon gi, agli candle pull backs ko zahir karti ha aur wo trend ki opposite direction ma bnti ha, traders three line strike pattern sa current trend kay low par buy ya trend k high par sell karnay ki oppertunity hasil kar saktay hain, is k pattern kay 2 variants hotay hain

اب آن لائن

Working...
X