Gravestone doji candlestick pattren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gravestone doji candlestick pattren
    price aik dosry k bohat kareeb hoty hain jo is ko doji ki shape dety hain Jab k stock ki lowest price bohat door hoti hai jo is ki upper shadow ki length k barabar hoti hai Gravestone doji pattern ko bearish reversal pattern mana jaata hai or yeh indicate karta hai k uptrend khatam ho gaya hai or ab stock price down trend mein jaa sakta hai

    Formation of gravestone doji candlesticks

    Gravestone Doji ya phir sirf Gravestone kaha jata hai aik kisam ka Japanese Candlestick pattern hai jo ki market or analysis mein use kiya jata hai Gravestone Doji aik single candlestick pattern hota hai jo aik din ki price action ko dekhta hai is mein aik choti c body hoti hai jo ki wick se upar ki taraf hoti hai ir aik lambi upper shadow hoti hai jo ki body k opar sy bahar ki taraf hoti hai Lower shadow ka hona optional hai ya phir aik bohat choti shadow ho sakti hai yeh aik bearish reversal candlestick pattern mana jata hai matlab yeh bataata hai k market bullish trend sy bearish trend mein jany k chances hain Yeh pattern tab dikhta hai jab market high pe khulti hai phir kuch waqt tak upper price range mein rahti hai orr phir achanak sy lower price range mein close ho jaati hai is pattern ko dekhny sy traders ko market k trend k barey mein sahi samajh milti hai ir unhey apni trade k liye sahi entry or exit points ka pata chalta hai
    Attachment 190147

    Explanations

    Dear members yeh jo chart analysis mein use kiya jata hai Ye pattern normal doji pattern ki tarah hota hai lekin is mein open high or close price aik dusry sy alag hoty hain Gravestone doji pattern mein price initially opar ki taraf move karti hai phir wapas nichey ki taraf ati hai or close price open price k barabar ya us sy niche hota hai. Is pattern mein upper shadow lambi hoti hai lekin lower shadow nahi hoti ya bahut choti hoti hai Gravestone pattern bearish trend k indication k liye use kiya jata hai or ye reversal pattern bhi ho sakta hai Agar ye pattern uptrend k baad aata hai to ye reversal ki tarah kaam karta hai or future mein price down ki taraf move karta hai

    types and definitions

    Gravestone Doji ek candlestick pattern hai, jo chart analysis mein use kiya jata hai. Ye pattern normal doji pattern ki tarah hota hai, lekin ismein open, high aur close price ek dusre se alag hote hain. Gravestone doji pattern mein, price initially upar ki taraf move karta hai, phir wapas niche ki taraf ata hai aur close price open price ke barabar ya usse niche hota hai. Is pattern mein, upper shadow lambi hoti hai, lekin lower shadow nahi hoti ya bahut chhoti hoti hai. Gravestone Doji pattern bearish trend ke indication ke liye use kiya jata hai aur ye reversal pattern bhi ho sakta hai. Agar ye pattern uptrend ke baad aata hai, to ye reversal ki tarah kaam karta hai aur future mein price down ki taraf move karta hai es pattern ko dekhny k bad traders or investors ko carefull hona chahiye q k yeh aik beraish signal deta hai yani k yeh price k down hony ka sign deta hai

    منسلک تصاویر

اب آن لائن

Working...
X